-----/// Hum saa deewaanaa kahaan hai /// ------ Hriday

by ~Hriday~ on August 23, 2012, 09:57:52 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1997 times)
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
Reply with quote
tu  shamaa  hai  maanaa  hum  parwaane to naa hain
jal  jaaye  koi  ishq  me  aisa   zamaanaa  kahaan  hai

ishq   pe  qurbaan  huye honge   kai  aashiq  ,  magar
ishq  me jeenaa  hai humein  mar   jaanaa kahaan hai

bahut zyaadaa tujhe guruur hoga apne husn pe lekin
zamaane me mujh jaisa koi aur deewaanaa kahaan hai

tu  husn  ki  mallika  aur hum  dil  ke hain  baadshaah
jung  nahi , ye  ishq hai , tujhe  haraanaa  kahaan hai

majnu  bhi  hai ,  parwana bhi, romeo  aur farhaad bhi
un  sabhi  ka  naam hai yahaan, hamaaraa  kahaan hai

dost hai tu, par bataa mohabbat me buraai to naa hai
karke ishq  tujhse teri dosti ko bhulaanaa  kahaan  hai

*****HRIDAY*****
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: August 23, 2012, 10:37:01 AM »
Reply with quote
bahut khoob kapil ji badhaai ho
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #2 on: August 23, 2012, 10:38:18 AM »
Reply with quote
Bahut Khub Kapil Ji Applause Applause
Logged
mkv
Guest
«Reply #3 on: August 23, 2012, 12:21:44 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Kapil jee
Change notice kiya maine. Applause
badhiya
Logged
Sps
Guest
«Reply #4 on: August 23, 2012, 01:48:30 PM »
Reply with quote
nice...
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #5 on: August 23, 2012, 03:49:29 PM »
Reply with quote
nice
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #6 on: August 23, 2012, 04:16:35 PM »
Reply with quote
tu  shamaa  hai  maanaa  hum  parwaane to naa hain
jal  jaaye  koi  ishq  me  aisa   zamaanaa  kahaan  hai

ishq   pe  qurbaan  huye honge   kai  aashiq  ,  magar
ishq  me jeenaa  hai humein  mar   jaanaa kahaan hai

bahut zyaadaa tujhe guruur hoga apne husn pe lekin
zamaane me mujh jaisa koi aur deewaanaa kahaan hai

tu  husn  ki  mallika  aur hum  dil  ke hain  baadshaah
jung  nahi , ye  ishq hai , tujhe  haraanaa  kahaan hai

majnu  bhi  hai ,  parwana bhi, romeo  aur farhaad bhi
un  sabhi  ka  naam hai yahaan, hamaaraa  kahaan hai

dost hai tu, par bataa mohabbat me buraai to naa hai
karke ishq  tujhse teri dosti ko bhulaanaa  kahaan  hai

*****HRIDAY*****

veriiiii guds
Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #7 on: August 23, 2012, 04:54:57 PM »
Reply with quote
Bohat Hi Khub!!!  Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Qais
Guest
«Reply #8 on: August 23, 2012, 05:55:58 PM »
Reply with quote
bhut khub hriday ji.badhai ho.
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #9 on: August 26, 2012, 03:48:42 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriyaaa Saini ji....!!!

bahut khoob kapil ji badhaai ho
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #10 on: August 27, 2012, 02:32:45 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriyaa Sanjeev ji....!!!

Bahut Khub Kapil Ji Applause Applause
Logged
suman59
Guest
«Reply #11 on: August 27, 2012, 03:07:39 PM »
Reply with quote
tu  shamaa  hai  maanaa  hum  parwaane to naa hain
jal  jaaye  koi  ishq  me  aisa   zamaanaa  kahaan  hai

ishq   pe  qurbaan  huye honge   kai  aashiq  ,  magar
ishq  me jeenaa  hai humein  mar   jaanaa kahaan hai

bahut zyaadaa tujhe guruur hoga apne husn pe lekin
zamaane me mujh jaisa koi aur deewaanaa kahaan hai

tu  husn  ki  mallika  aur hum  dil  ke hain  baadshaah
jung  nahi , ye  ishq hai , tujhe  haraanaa  kahaan hai

majnu  bhi  hai ,  parwana bhi, romeo  aur farhaad bhi
un  sabhi  ka  naam hai yahaan, hamaaraa  kahaan hai

dost hai tu, par bataa mohabbat me buraai to naa hai
karke ishq  tujhse teri dosti ko bhulaanaa  kahaan  hai

*****HRIDAY*****

very very good. excellant  Thumbs UP
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #12 on: August 29, 2012, 03:40:00 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriyaa Mukesh ji....!!!

Bahut khoob Kapil jee
Change notice kiya maine. Applause
badhiya
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #13 on: August 30, 2012, 05:35:32 AM »
Reply with quote
Thanks a lot Sps ji....!!!

nice...
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #14 on: September 02, 2012, 12:58:22 PM »
Reply with quote
thanks a lot Nandbahu ji...!!!

nice
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 06:26:48 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer