HUNAR

by bekarar on June 10, 2009, 01:49:00 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2231 times)
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
Reply with quote
kis yaar me raqeeb chupa hai, tujhe khabar kya hai,
falak pe jaa ke yun bhi, jami ka aata najar kya hai,

ya jindgi de ke samjhoge ya doulat kho ke janoge
aakhir insaan pah-chanane ka hunar kya hai,

badlega waqt to tujhpe kai sawal uthenge
har shaam poochegi ke bata ye sahar kya hai

halaq se aah na nikle, yahi soch ke chup hun
mujhe maloom hai, meri aahon ka asar kya hai

kuch der se samjha, mai tere hunar ki baariki,
mere maalik tera imtihaan kya aur mera sabar kya hai

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ghazlon ka hunar by abeera in Shayri for Khumar -e- Ishq
ghayal bhulaaye ye HUNAR kaise....?? by ghayal_shayar in Shayri-E-Dard
Wo Aisa Hunar Rakhte Hain,. by Azeem Azaad in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
-Usko Aate Hai Hunar Sabhi- by HumTum in Ghazals
HUNAR...........A.B by adil bechain in Share:Love Poetry
sajid_ghayel
Guest
«Reply #1 on: June 10, 2009, 01:59:16 PM »
Reply with quote
Mujhe maloom hain meri aahon ka asar kya hain.......Arey mere dost kya likh dala kaleja cheer ke rakh diya yaar. Maza aa gaya Ustaad kuch hame bhi seekha do yaar.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Khabardar kare hain mujhse bekhabar rehnewale

Inse koi pooche to sahi tumhe Ghayel ki khabar kya hain

-SG-

Logged
SARVESH RASTOGI
Guest
«Reply #2 on: June 10, 2009, 02:19:23 PM »
Reply with quote
Kafi time ke baad nazar aaye Bekarar Ji
Lekin ek badi khubsurat rachna ke saath
Badi yaad aa rahi thi aapki
Milte rahiye
SARVESH RASTOGI
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #3 on: June 10, 2009, 02:27:20 PM »
Reply with quote
Sanjeev Bhai.. Kafi Dino Baad aaj aapko Padha.. Usual Smile Behad Lajawab Alfaaz Pesh kiye Hain Dost.. Padh Kar Bahut accha Laga.. Applause Applause


**~** Mann **~**
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: June 10, 2009, 04:16:50 PM »
Reply with quote
Waah Sanjeev Bhai KYa KLhoob LIkha Hai, Har Ashar Mashallah Kabeel-e-Tareef Hai,.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #5 on: June 10, 2009, 04:51:58 PM »
Reply with quote
Bahut Bahut Bahut Khoob sanjeev Bhai.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Humari Shikayat Aapne Abhi Door naa Ki,Yaar Aate Raha Karo Yoindia par!!!
Logged
Talat
Guest
«Reply #6 on: June 10, 2009, 09:00:47 PM »
Reply with quote
kis yaar me raqeeb chupa hai, tujhe khabar kya hai,
falak pe jaa ke yun bhi, jami ka aata najar kya hai,

ya jindgi de ke samjhoge ya doulat kho ke janoge
aakhir insaan pah-chanane ka hunar kya hai,

badlega waqt to tujhpe kai sawal uthenge
har shaam poochegi ke bata ye sahar kya hai

halaq se aah na nikle, yahi soch ke chup hun
mujhe maloom hai, meri aahon ka asar kya hai

kuch der se samjha, mai tere hunar ki baariki,
mere maalik tera imtihaan kya aur mera sabar kya hai



Waah..Bohot Khoob Sanjeev Ji....Chaliye, itne din ki absence iss khobsurat shayari ki wajah se ma'af kar dete hain !  Usual Smile

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bohot Khoob !
Logged
dead heart
Guest
«Reply #7 on: June 10, 2009, 10:19:33 PM »
Reply with quote
Bahaut khoob Sanjeev bhaijan...Bahaut khoob...Applause Applause
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #8 on: June 11, 2009, 05:21:07 AM »
Reply with quote
Wah wah Bekarar ji,very nice and beautiful creation,
 Clapping Smiley Clapping Smiley :clapping:bahut din baad.
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #9 on: June 11, 2009, 05:32:43 AM »
Reply with quote
kis yaar me raqeeb chupa hai, tujhe khabar kya hai,
falak pe jaa ke yun bhi, jami ka aata najar kya hai,

ya jindgi de ke samjhoge ya doulat kho ke janoge
aakhir insaan pah-chanane ka hunar kya hai,

badlega waqt to tujhpe kai sawal uthenge
har shaam poochegi ke bata ye sahar kya hai

halaq se aah na nikle, yahi soch ke chup hun
mujhe maloom hai, meri aahon ka asar kya hai

kuch der se samjha, mai tere hunar ki baariki,
mere maalik tera imtihaan kya aur mera sabar kya hai




WAAAH WAAAH KYAA KHOOB LIKHAA HAI BEKARAR SB AAPNEY
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #10 on: June 12, 2009, 09:51:40 AM »
Reply with quote

har jaam ke saath bhadkti rahi aag, mere dil ki
kahte hain ise gar raht-e-paimana, to fir zahar kya hai,

uthe najar inki aur rahe hosh kayam bhi,
maikash tab bhi rahe payasa to wo nazar kya hai



bahoot shukriya sajid itne dino baad kuch likha aur wo bhi bas instant khichdi ki tarah fir bhi us par fouran tumhaara jawab dil ko sakun de gaya.

SARVESH JI bahoot shukriya janab aapne samay diya is rachna ko aur dil khol ke saraha

VICKI BRO achcha laga ki aapke comment padh kar aap logon ka pyaar hai ki kahin bhi rahen yoindia par aana hi padta hai.....

AZEEM
shukriya bhai achcha laga jaan ke ki jo likha aapko pasand aaya

KHWAHISH BRO
sukriya aapne padha aur saraha ...aapki shikayat jayaj hai insha-allah jald hi regular ho jaunga

TALAT
meri koi rachna tumhaari najron ke samne se nikal bhar jaaye to mujhe sukun aa jata hai..aur agar us par tumhaare koi comment aa jaaye to mano likhna poora hua
shukriya talat

RAHIM
shukriya bhai aapne samay diya is rachna ko aur saraha.

Madhuvesh
bahoot shukriya madhu. aapne padha aur samjha

Khamosh awaz
aapki is khoobsurat si wah ke liye bahoot shukriya janab



bahoot shukriya
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #11 on: June 12, 2009, 11:08:11 AM »
Reply with quote
har jaam ke saath bhadkti rahi aag, mere dil ki
kahte hain ise gar raht-e-paimana, to fir zahar kya hai,

uthe najar inki aur rahe hosh kayam bhi,
maikash tab bhi rahe payasa to wo nazar kya hai





Wah wah meri jaan tumhari instant khichdi aisi hoti hain to biryani ka kya alam hoga.....majboor kar dete ho likhne ke liye. Yaar yeh do sher to ghazab dha rahe hain lagta hain tumse dosti khatam karke tumhara shagird banna padega.

Rahi ta umr bekarari intazaar raha baki

Aur woh kehte hain Ghayel tera dard-e-mukhtasar kya hain..

-SG-
Logged
shab
Guest
«Reply #12 on: June 12, 2009, 11:29:47 AM »
Reply with quote
WAAH WAAH KYA QALAM HAI AAPKA'BEKARAR JI',
MAINE KUCH DINO PEHLE HI PRAVESH KIYA.WELCOME BACK
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #13 on: February 08, 2010, 11:14:35 AM »
Reply with quote
shukriya sajid & shaheen
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #14 on: February 08, 2010, 11:29:11 AM »
Reply with quote
kis yaar me raqeeb chupa hai, tujhe khabar kya hai,
falak pe jaa ke yun bhi, jami ka aata najar kya hai,

ya jindgi de ke samjhoge ya doulat kho ke janoge
aakhir insaan pah-chanane ka hunar kya hai,

badlega waqt to tujhpe kai sawal uthenge
har shaam poochegi ke bata ye sahar kya hai

halaq se aah na nikle, yahi soch ke chup hun
mujhe maloom hai, meri aahon ka asar kya hai

kuch der se samjha, mai tere hunar ki baariki,
mere maalik tera imtihaan kya aur mera sabar kya hai



har jaam ke saath bhadkti rahi aag, mere dil ki
kahte hain ise gar raht-e-paimana, to fir zahar kya hai,

uthe najar inki aur rahe hosh kayam bhi,
maikash tab bhi rahe payasa to wo nazar kya hai



Wah wah Wah!!! Sanjeev Bro,Aaj Phir isse Padha,Aur Yahan Bina Kuch Likhen Raha na Gaya..

Bahut bahut Khoob mere Bhai Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 05:34:34 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer