Ikeesveen sadi men sab ardhnaginta se hai bik raha...bansi

by BANSI DHAMEJA on August 21, 2012, 04:35:05 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 842 times)
BANSI DHAMEJA
Guest
Reply with quote
Ikeesveen saddi men  yaro kiya kiya na ho raha
Ardh nagin tasveeron se sab kuchh hai bik raha

Ho Koi saabun  ya  ho  tauliyaa
Andar pahan ne ke vastra hon yah hon sareeyaan
Ardh nagin tasveeron se sab kuchh hai bik raha

Bechnewale sab  businessman hain ban  rahe
Sahitya patkrikaon ke  sampaadak bhi
Aaj in sab se alag nahin rahe

Bechna hai sab ko aur kamaana hai paisa
Bhaar men jayen log aaj sab kuchh hai paisa

Hamaree sabhyata pe pashchin havee hai ho raha
Pahnava ho yaa ho poster ya ho koi magzine ke cover
Sab pe Desh ke logon ko ardhnagin hai bhaa raha

Aise mahaul men 'bansi' kare to kiya kare
Bas armaan le ke dil memn ‘bansi’ rota hi rahe
 ---------bansi dhameja(madhur)


 
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~~QADAR SADI~~ by k.shael in Pain in Love : Punjabi poetry
her pal ek sadi sa by Pooja in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
KHUDA KI KHUDAYEE KO YE KIA HO RAHA HAI...bansi by BANSI DHAMEJA in Miscellaneous Shayri
.Dosti ka naam badnaam ho raha hai ................bansi by BANSI DHAMEJA in Miscellaneous Shayri
Aam aadmi har din jeer raha hai mar mar kar ........bansi by BANSI DHAMEJA in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: August 21, 2012, 04:55:20 AM »
Reply with quote
waah waah kyaa tasweer bayaan kee hai
Logged
Akhilesh Pandey
Guest
«Reply #2 on: August 21, 2012, 04:56:06 AM »
Reply with quote
achha likha he
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #3 on: August 21, 2012, 08:45:58 AM »
Reply with quote
bahut khoob likha hai
Logged
BANSI DHAMEJA
Guest
«Reply #4 on: August 21, 2012, 09:33:47 AM »
Reply with quote
akhilesh pandey ji thanks
Logged
mkv
Guest
«Reply #5 on: August 21, 2012, 11:22:07 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Bansi  jee
Applause Applause Applause
Logged
BANSI DHAMEJA
Guest
«Reply #6 on: August 21, 2012, 03:02:10 PM »
Reply with quote
mukesh ji thanks
Logged
BANSI DHAMEJA
Guest
«Reply #7 on: August 22, 2012, 12:01:04 PM »
Reply with quote
saini ji thanks
Logged
laaiba
Guest
«Reply #8 on: August 22, 2012, 12:54:51 PM »
Reply with quote
bohat khoob....
Logged
suman59
Guest
«Reply #9 on: August 22, 2012, 03:25:58 PM »
Reply with quote
Ikeesveen saddi men  yaro kiya kiya na ho raha
Ardh nagin tasveeron se sab kuchh hai bik raha

Ho Koi saabun  ya  ho  tauliyaa
Andar pahan ne ke vastra hon yah hon sareeyaan
Ardh nagin tasveeron se sab kuchh hai bik raha

Bechnewale sab  businessman hain ban  rahe
Sahitya patkrikaon ke  sampaadak bhi
Aaj in sab se alag nahin rahe

Bechna hai sab ko aur kamaana hai paisa
Bhaar men jayen log aaj sab kuchh hai paisa

Hamaree sabhyata pe pashchin havee hai ho raha
Pahnava ho yaa ho poster ya ho koi magzine ke cover
Sab pe Desh ke logon ko ardhnagin hai bhaa raha

Aise mahaul men 'bansi' kare to kiya kare
Bas armaan le ke dil memn ‘bansi’ rota hi rahe
 ---------bansi dhameja(madhur)

Waah kya khoob likha aapne bansi jee. Yeh Kavita toh TANZIA mein honi thi. Itni emotional hogaye padkar kya kahu. bahut khoob
Logged
BANSI DHAMEJA
Guest
«Reply #10 on: August 22, 2012, 06:03:00 PM »
Reply with quote
laaiba ji shukriya
Logged
BANSI DHAMEJA
Guest
«Reply #11 on: August 22, 2012, 06:04:59 PM »
Reply with quote
suman ji haqeekat bayaan kare ki meri kooshish aap ko achhee lagi shukriya
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 10:21:28 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.096 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer