<>*Ilzaam aata hai *<>

by *KasaK*....Dil Ki on October 21, 2012, 08:19:17 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1212 times)
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
Reply with quote
<>*Ilzaam aata hai *<>

Main jab bhi lub kholun tera hi naam aata hai
Mere sir fir bhi bewafaii ka ilzaam aata hai

Tujhe dekhkar aa jata hai meri adaaon me nasha
Aur tujhe deewana karne ka ilzaam aata hai

Pyaar tera mujhe sare raah badnaam karta hai
Aur humi par fir awaargi ka ilzaam aata hai

Tum raahon se guzarte ho meri, mera naam lekar
Aur tumhe ishaare karne ka ilzaam aata hai

Nashe me jhumte ho tum pikar meri nigaahon se
Aur tumhe sharabi kehne ka ilzaam aata hai

Tum to rehte ho mast apni hi duniya me sanam
*KasaK* par gumraah karne ka ilzaam aata hai…!!!

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~~~Ilzaam~~~ by Ravinder in Shayri-E-Dard
ilzaam-2 by injured.warrior in Shayri-E-Dard
ilzaam by sanjo in Share: Poetry of Pain
ilzaam by saahill in Shayri for Khumar -e- Ishq
ILZAAM.. by preet.shayari in Pain in Love : Punjabi poetry
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #1 on: October 21, 2012, 08:42:49 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob Anamika Ji Bahut Umda Likha Hain.. Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #2 on: October 21, 2012, 08:44:24 AM »
Reply with quote
<>*Ilzaam aata hai *<>

Main jab bhi lub kholun tera hi naam aata hai
Mere sir fir bhi bewafaii ka ilzaam aata hai

Tujhe dekhkar aa jata hai meri adaaon me nasha
Aur tujhe deewana karne ka ilzaam aata hai

Pyaar tera mujhe sare raah badnaam karta hai
Aur humi par fir awaargi ka ilzaam aata hai

Tum raahon se guzarte ho meri, mera naam lekar
Aur tumhe ishaare karne ka ilzaam aata hai

Nashe me jhumte ho tum pikar meri nigaahon se
Aur tumhe sharabi kehne ka ilzaam aata hai

Tum to rehte ho mast apni hi duniya me sanam
*KasaK* par gumraah karne ka ilzaam aata hai…!!!



Bahut Bahut Khoob Annuji.....

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

yeh To Bahut Se Ilzaam lag Gaye Hai Aap Par Par Koi Baat Nahi..

"Mohabbat Mein Ilzaam Bhi Inaam Hai" Hai Naa??

 icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #3 on: October 21, 2012, 09:22:50 AM »
Reply with quote
Dil ki sun ke kaash pe kuch likh diya,
"dialouge" churane ka hum per hi ilzaam aya..


 very nice anamika ji... Thumbs UP Thumbs UP
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #4 on: October 21, 2012, 09:45:08 AM »
Reply with quote
waah waah bahut hee khoob dheron daad
Logged
mkv
Guest
«Reply #5 on: October 21, 2012, 09:47:44 AM »
Reply with quote
<>*Ilzaam aata hai *<>

Main jab bhi lub kholun tera hi naam aata hai
Mere sir fir bhi bewafaii ka ilzaam aata hai wah wah wah kya baat hai

Tujhe dekhkar aa jata hai meri adaaon me nasha
Aur tujhe deewana karne ka ilzaam aata hai   Applause Applause Applause Applause

Pyaar tera mujhe sare raah badnaam karta hai
Aur humi par fir awaargi ka ilzaam aata hai  Applause Applause Applause Applause

Tum raahon se guzarte ho meri, mera naam lekar
Aur tumhe ishaare karne ka ilzaam aata hai  Bahut khoob  DAAD

Nashe me jhumte ho tum pikar meri nigaahon se
Aur tumhe sharabi kehne ka ilzaam aata hai  Applause Applause Applause Applause

Tum to rehte ho mast apni hi duniya me sanam
*KasaK* par gumraah karne ka ilzaam aata hai…!!! Kamaal ka khayaal

Bahut umda likha hai Kasak jee
Dobara padha...aur reply karne se na rok saka apne ko
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
1tarun
Guest
«Reply #6 on: October 21, 2012, 10:05:24 AM »
Reply with quote
very.........nice.............
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #7 on: October 21, 2012, 10:52:29 AM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #8 on: October 21, 2012, 11:59:55 AM »
Reply with quote
Very Very Romantic!!!! Bohat Hi Khubsurat!!!! Aaisi hi likhte rahiye...Mujhe intezaar rahega....

Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #9 on: October 21, 2012, 01:56:22 PM »
Reply with quote
<>*Ilzaam aata hai *<>

Main jab bhi lub kholun tera hi naam aata hai

Wo to aayegaa hi naa pichlii baar tumse gale milte huye tumhare purse se 5 hazaar rupiye jo churaa liye the

Mere sir fir bhi bewafaii ka ilzaam aata hai

Ab tum jaisii kanjus ko bewafa na kahoN to kyaa kahoN.
Din me 10-10 baar apne 5 hazaar ke liye phone kartii rahtii ho
 

Tujhe dekhkar aa jata hai meri adaaon me nasha

3-4 peg subah uthte hii charaa logii to aur kyaa hoga

Aur tujhe deewana karne ka ilzaam aata hai

Log to jhot kahte hai. LogoN kii baato pe dhayaan mat diyaa karo.
MaiN tumhara diiwana-wiiwaana nahii hoN
 

Pyaar tera mujhe sare raah badnaam karta hai
Aur humi par fir awaargi ka ilzaam aata hai


Jhot jhot jhot jhot jhot..
Aaj kal kisii ke liye sahii se khaane ka time to hota nahii. Tumhe badnaam karne kaa time kahaaN se mil jata hai.

Tum raahon se guzarte ho meri, mera naam lekar

Apne monh miyaa mitto.
Eski koi tareef nahii kartaa, to dekho bechaarii kaise apnii tareef khud kar rahii hai,
 

Aur tumhe ishaare karne ka ilzaam aata hai

jayadaa khush mat ho,We saare ishaare tumhaare liye nahii the, balki tumare paas kharii huyii tumharii sahelii ke liye the

Nashe me jhumte ho tum pikar meri nigaahon se
Aur tumhe sharabi kehne ka ilzaam aata hai

Tum to rehte ho mast apni hi duniya me sanam
*KasaK* par gumraah karne ka ilzaam aata hai…!!!

Bahut pyaarii kalaam hai.
Maaf karnaa 8 ghante se pahle dosraa RaU nahii de saktaa. Warnaa Rau jaror deta.
Filhaal daad se kaam chalaa lo
Logged
suman59
Guest
«Reply #10 on: October 21, 2012, 01:59:05 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause

bahut khoob
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #11 on: October 21, 2012, 02:27:09 PM »
Reply with quote
Bahut Khoob Anamika Ji Bahut Umda Likha Hain.. Applause Applause

rishi ji.. thnx dear.. for liking
Logged
roy
Guest
«Reply #12 on: October 21, 2012, 03:29:15 PM »
Reply with quote
behad khppppb ... behaaaaad khooooobsoorat

padh-kar ek muskan aa gayi chehre par...
yun he likhte rahiye ..... Applause Applause Clapping Smiley

dheroon daad
Logged
gaytri gupta
Guest
«Reply #13 on: October 21, 2012, 04:09:13 PM »
Reply with quote
Bahut behtreen...
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #14 on: October 21, 2012, 04:51:36 PM »
Reply with quote
<>*Ilzaam aata hai *<>

Main jab bhi lub kholun tera hi naam aata hai
Mere sir fir bhi bewafaii ka ilzaam aata hai

Tujhe dekhkar aa jata hai meri adaaon me nasha
Aur tujhe deewana karne ka ilzaam aata hai

Pyaar tera mujhe sare raah badnaam karta hai
Aur humi par fir awaargi ka ilzaam aata hai

Tum raahon se guzarte ho meri, mera naam lekar
Aur tumhe ishaare karne ka ilzaam aata hai

Nashe me jhumte ho tum pikar meri nigaahon se
Aur tumhe sharabi kehne ka ilzaam aata hai

Tum to rehte ho mast apni hi duniya me sanam
*KasaK* par gumraah karne ka ilzaam aata hai…!!!


waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:04:57 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer