**Intezar Nahin** by Rahim

by dead heart on May 30, 2010, 01:00:36 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2037 times)
dead heart
Guest
Reply with quote
Dil ghumgeen hai mager ankhein num nahin,
Puri duniya hai saath; jisse chaha sirf wohi paas nahin…

Usne chorra hai toh hazaron ki bheed main bhi tanha sa hoon,
Kisi se bhi pyaar ki bheek mangoun; main itna besharam bhi nahin…

Dil ko umeed hai ke woh laut kar ayegi mere paas ek dinn,
Mager shayad ab ‘Khamosh’ ko uske launtne ka intezar bhi nahin…

Woh royegi jab ehsaas hoga ke khodia usne mujh jaisa pagal sacha ashiq,
Itefaq ki baat hai ke dusra ‘Khamosh’; Khuda ne ab tak banaya bhi nahin…

Yaadein dafan hai mujh main itni ke yaadon ka kabrastan sa lagta hai,
Afsos hai ke sirf yaadein payi hai; yaad dene wala woh mehboob nahin…

Akhir main bas itna kehte chaloun; woh jab tak hai tab tak main hoon,
Uske bina jee sakoun; aisi koi duniya ‘Khamosh’ ke liye ab tak bani nahin…



~Rahim~
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
**Samaj nahin ata hai** by Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri
**Meri jaan tu nahin toh 'Rahim' nahin**by Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Phir Bhi Koyi Shikayat Nahin…. “Intezar” by Intezar in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
Phir bhi wo mera huaa nahin... Intezar ! by Intezar in Shayri for Dard -e- Judai
agar nahin intezar kisi ka... Intezar ! by Intezar in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Sajid_Ghayel
Guest
«Reply #1 on: May 30, 2010, 03:45:20 PM »
Reply with quote
Nice.
Logged
thegrimreaper
Guest
«Reply #2 on: May 30, 2010, 05:29:52 PM »
Reply with quote
Applause Applause
an artistic thought indeed
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #3 on: May 30, 2010, 07:11:20 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

bahut bahut sundar likha hai aapne Rahim bhai... dard me doobi hui aapki ye rachna humein bahut achchi lagi...!!!
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #4 on: May 30, 2010, 09:20:23 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Rahim bhai very touching and marvelous creation.excellent Hats off to you! Applause Applause Applause Applause Applause icon_thumleft
Logged
nazar ghouri
Guest
«Reply #5 on: May 31, 2010, 12:23:28 AM »
Reply with quote
nice,khamoshi ko awaaz di hai aapne ..nice
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #6 on: May 31, 2010, 08:42:57 AM »
Reply with quote
Bahut Ache Bhai Rahim!!

Bahut Bahut Khoob Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
dead heart
Guest
«Reply #7 on: May 31, 2010, 09:26:58 AM »
Reply with quote
Bahaut bahaut shukriya Ghayel jee, Madhu di, Khwahish jee, Kapil Dost, Nazar jee aur Thegrimreaper jee...teh dil se shukar guzar hoon ap sabhi ka ke apne waqt diya...
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #8 on: May 31, 2010, 09:54:09 AM »
Reply with quote
Dil ghumgeen hai mager ankhein num nahin,
Puri duniya hai saath; jisse chaha sirf wohi paas nahin…

Usne chorra hai toh hazaron ki bheed main bhi tanha sa hoon,
Kisi se bhi pyaar ki bheek mangoun; main itna besharam bhi nahin…

Dil ko umeed hai ke woh laut kar ayegi mere paas ek dinn,
Mager shayad ab ‘Khamosh’ ko uske launtne ka intezar bhi nahin…

Woh royegi jab ehsaas hoga ke khodia usne mujh jaisa pagal sacha ashiq,
Itefaq ki baat hai ke dusra ‘Khamosh’; Khuda ne ab tak banaya bhi nahin…

Yaadein dafan hai mujh main itni ke yaadon ka kabrastan sa lagta hai,
Afsos hai ke sirf yaadein payi hai; yaad dene wala woh mehboob nahin…

Akhir main bas itna kehte chaloun; woh jab tak hai tab tak main hoon,
Uske bina jee sakoun; aisi koi duniya ‘Khamosh’ ke liye ab tak bani nahin…

~Rahim~

Bahut Khoob Rahim Ji
Logged
dead heart
Guest
«Reply #9 on: May 31, 2010, 10:09:43 AM »
Reply with quote
Shukriya Rajesh jee
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #10 on: May 31, 2010, 11:41:11 AM »
Reply with quote
GOOD WORK  icon_flower Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
dead heart
Guest
«Reply #11 on: May 31, 2010, 01:10:39 PM »
Reply with quote
Shukriya Suresh jee...
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #12 on: June 01, 2010, 01:00:30 PM »
Reply with quote
Bahot khoob Abdul Rahim ji.
Logged
dead heart
Guest
«Reply #13 on: June 01, 2010, 07:14:40 PM »
Reply with quote
Shukriya Riyaz jee..
Logged
guest
Guest
«Reply #14 on: June 01, 2010, 10:49:21 PM »
Reply with quote
My God Rahim Its Jst "KAMAL".....

Bhut Bhut Ache Keep writing

Dil ghumgeen hai mager ankhein num nahin,
Puri duniya hai saath; jisse chaha sirf wohi paas nahin…

Usne chorra hai toh hazaron ki bheed main bhi tanha sa hoon,
Kisi se bhi pyaar ki bheek mangoun; main itna besharam bhi nahin…

Dil ko umeed hai ke woh laut kar ayegi mere paas ek dinn,
Mager shayad ab ‘Khamosh’ ko uske launtne ka intezar bhi nahin…

Woh royegi jab ehsaas hoga ke khodia usne mujh jaisa pagal sacha ashiq,
Itefaq ki baat hai ke dusra ‘Khamosh’; Khuda ne ab tak banaya bhi nahin…

Yaadein dafan hai mujh main itni ke yaadon ka kabrastan sa lagta hai,
Afsos hai ke sirf yaadein payi hai; yaad dene wala woh mehboob nahin…

Akhir main bas itna kehte chaloun; woh jab tak hai tab tak main hoon,
Uske bina jee sakoun; aisi koi duniya ‘Khamosh’ ke liye ab tak bani nahin…



~Rahim~
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 12:52:08 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer