Intzaar!!!!!

by Pooja on June 15, 2006, 08:20:54 PM
Pages: 1 2 [3] 4
ReplyPrint
Author  (Read 4602 times)
Naya_Daur
Guest
«Reply #30 on: July 02, 2006, 02:09:05 AM »
Reply with quote
ok jao Puzzled !

teek hai jao,app aapni saheli ke sung
Hum akele hi aapka Bday celebrate kareinge
aap ghumna,phirna aor aish karna  
hun tanha hi din gujaar leinge...!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
intzaar by sweet_gal in Shayri-E-Dard
Uska Mujhe Intzaar Hai by timy in Ghazals
~~~intzaar~~~ by Sammual in Shayri for Dard -e- Judai
~~~Akhiri Intzaar~~~ by Sammual in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
INTZAAR.... by Farah Aziz in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pankhuri2
Guest
«Reply #31 on: July 02, 2006, 02:15:12 AM »
Reply with quote
kar ke wada jo baate banaogy
issi tarah ki saja phir humse paogy
saal mai itne birthday hamare jo manaogy
sab se maar app humko padwaogy
Logged
Pooja
Guest
«Reply #32 on: July 17, 2006, 04:20:21 PM »
Reply with quote
Chandigrah akele akele ghoom atty hai
hamare liye kuch bhi waha se nahi late hai
upper se bahane banate hai
dekar sham ka waqat
raat ko ghar wapis attty hai  tongue3:P:P
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #33 on: July 18, 2006, 04:59:06 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
Chandigrah akele akele ghoom atty hai
hamare liye kuch bhi waha se nahi late hai
upper se bahane banate hai
dekar sham ka waqat
raat ko ghar wapis attty hai  tongue3:P:P


 :evil:  :evil:  :evil:  :evil:  :evil:  :evil:  :evil:  :evil:

chandigarh nahi Mohali gaye the
jahan bhi gaye,Hum sath sath the
ab phir aapko wahan le kar jayeinge
bindi payal jhumke kangna,sab aapko dilainge

:D :D
Logged
Pooja
Guest
«Reply #34 on: July 18, 2006, 07:17:45 PM »
Reply with quote
Sara din pata nahi kaha kaha ghumaya Puzzled !
Sre din mai Juice ka ek hi galass pilaya :cry:
Aise kanjoos ke sath hum to kahin na jayegy :evil:
Ghar mai baith kar, mom ke hath ka khana khaigy :lol:
Logged
Pooja
Guest
«Reply #35 on: July 20, 2006, 10:00:13 PM »
Reply with quote
Bin tere meri subah sham bahoot udaas hai
Be-chain hai subah meri, tadapti hui raat hai

Wo teri najaro ka khumar, payaar se sahlate wo tere hath
Shrarato se bhara wo beeta hua her ek pal,
Rula raha hai mujko ajj, teri yaando ke sung......

Yakin hai kal tum lout aogy
Bahar ban kar phir se cha jaogy
Magar yah dil bekraar hai
Tuj bin beete na ek bhi pal
Bas tere lout anne ka intzaar hai...............
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #36 on: August 31, 2006, 06:46:25 AM »
Reply with quote
aab kyun taradpte ho.jab main door hu
kaha tha sath chalo,kyun nahi tab maane
khud reh kar ghar,mujhe bhi taradpaya
kitne bedardi se aapne tha tab yeh faisla sunaya
Logged
Pooja
Guest
«Reply #37 on: August 31, 2006, 06:50:53 AM »
Reply with quote
kaha tha ek din lout tum aogy
apne akele jaane per pachtaigy
bolo hamare liye kaya laaye ho
kanjoos kahi phir se to na bhool ayye ho
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #38 on: August 31, 2006, 06:53:43 AM »
Reply with quote
khud aa gaya hu
yeh kya hai  kam
pani tak nahi pucha
kuch toh karo reham
Logged
Pooja
Guest
«Reply #39 on: August 31, 2006, 06:57:59 AM »
Reply with quote
kanjoos ne phir se baat bana di
dekho kis hunar se kahani suna di
baher se khud pani pikar ayya karo
aor kuch nahi to lassi hi le ayya karo
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #40 on: November 06, 2006, 07:05:27 AM »
Reply with quote
Lo ji abb ho gaye taane shuru


aapke liye aatein hain
aor aap hi humein  satatey ho
bin-matlab ke humse matlab nahi
aor humein kanjoos batatey ho ....
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #41 on: December 09, 2006, 04:57:51 PM »
Reply with quote
aaj ashQ jo mere,tere samne beh gaye hain
teri Yaadon mein simmat kar reh gaye hain

woh pal hi tha kuch aisa mere hum-nawaz
hum dil ki tadap,khamoshi se keh gaye hain

bojil ankhon mein ashru ke anmol moti the jo
teri jholli mein sitaron se chahek rahe hain

JEET ko manjoor nahi ek pal bhi tujhse door rehna
unn siskiyaon mein hum bar bar yehi keh rahe hain
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #42 on: December 09, 2006, 04:58:37 PM »
Reply with quote
aaj ashQ jo mere,tere samne beh gaye hain
teri Yaadon mein simmat kar reh gaye hain

woh pal hi tha kuch aisa mere hum-nawaz
hum dil ki tadap,khamoshi se keh gaye hain

bojil ankhon mein ashru ke anmol moti the jo
teri jholli mein sitaron se chahek rahe hain

JEET ko manjoor nahi ek pal bhi tujhse door rehna
unn siskiyaon mein hum bar bar yehi keh rahe hain
Logged
Pooja
Guest
«Reply #43 on: December 09, 2006, 05:15:02 PM »
Reply with quote
Quote from: "burniing_desiires"
Lo ji abb ho gaye taane shuru


aapke liye aatein hain
aor aap hi humein  satatey ho
bin-matlab ke humse matlab nahi
aor humein kanjoos batatey ho ....


Itne dino baad yaad humari aai hai
atte hi phir se baat banai hai
lagta hai baato ka hi appp khate ho
jab dekho bhukhe chale atte ho tongue3
Logged
Pooja
Guest
«Reply #44 on: December 09, 2006, 05:30:32 PM »
Reply with quote
Quote from: "burniing_desiires"
aaj ashQ jo mere,tere samne beh gaye hain
teri Yaadon mein simmat kar reh gaye hain

woh pal hi tha kuch aisa mere hum-nawaz
hum dil ki tadap,khamoshi se keh gaye hain

bojil ankhon mein ashru ke anmol moti the jo
teri jholli mein sitaron se chahek rahe hain

JEET ko manjoor nahi ek pal bhi tujhse door rehna
unn siskiyaon mein hum bar bar yehi keh rahe hain


Ashaq apno ke samne hi bahaye jaate hai
Ashaq apke humko bhi tadpaaye jaate hai

Ansoo jis pal teri ankhon mai ayye
Us pal ne hai bahoot kaher barsaye

Her tera ansoo, meri ankhon se ab aye
Her teri sisaki, mere dil ki dhadkan ko dubaaye

Pooja ko manjoor nahi, ek bhi ansoo, jo teri ankhon mai ayya hai
Apni is kavita mai bas itna hi nanmunh ko samjhaya hai
Logged
Pages: 1 2 [3] 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 15, 2024, 04:06:10 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.095 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer