ISHQ kii marzi~~~ Saahil

by salil2002 on April 30, 2009, 12:30:26 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1145 times)
salil2002
Guest
Reply with quote


jo ishq kii marzi rakhta hai
woh yaar kahaan phir bachta hai

beeta jeevan shamshano main
woh aag dilon main rakhta hai

jal jaaye uski hasti bhi
marne se kahaan woh darta hai

woh ishq k sajde karta hai
tufaan dilon main rakhta hai

lad jaaye agar insaano se
haiwaano sa rukh rakhta hai

hai mom kii mandid uska dil
ashqon se yaara pighalta hai

har raaz hai uske saath dafan
samandar sa seena rakhta hai

hai "saahil' aisi hasti ka
woh ishq main jeeta marta hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ISHQ-- Meri maut~~ Saahil by salil2002 in Shayri-E-Dard
ISHQ-- Armaan rakhte hain~~ Saahil by salil2002 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
jab marzi,jahan marzi........ss by SURESH SANGWAN in Miscellaneous Poetry in Punjabi
apni marzi se nahin aaye by BANSI DHAMEJA in Share:Miscellaneous Shayari
Khuda ki marzi.... by Saavan in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Talat
Guest
«Reply #1 on: April 30, 2009, 12:47:39 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Beautiful creation !!! Very nice work Salil
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #2 on: April 30, 2009, 03:56:13 PM »
Reply with quote
Bohat khoob Salil... aaj to tumhara din hain ustaad ek se badhkar ek peshkash ki hain.......Shabash.
Logged
angel4u
Guest
«Reply #3 on: April 30, 2009, 03:59:16 PM »
Reply with quote


jo ishq kii marzi rakhta hai
woh yaar kahaan phir bachta hai

beeta jeevan shamshano main
woh aag dilon main rakhta hai

jal jaaye uski hasti bhi
marne se kahaan woh darta hai

woh ishq k sajde karta hai
tufaan dilon main rakhta hai

lad jaaye agar insaano se
haiwaano sa rukh rakhta hai

hai mom kii mandid uska dil
ashqon se yaara pighalta hai

har raaz hai uske saath dafan
samandar sa seena rakhta hai

hai "saahil' aisi hasti ka
woh ishq main jeeta marta hai

Lovely words salil as usual...
Applause
Logged
Pooja
Guest
«Reply #4 on: April 30, 2009, 05:40:58 PM »
Reply with quote
wah ji kaya baat hai... bahoot khoob Salil!!!!
Logged
salil2002
Guest
«Reply #5 on: May 01, 2009, 04:59:01 AM »
Reply with quote


thanks celmira di , pooja di, huzena dear and sajid bhai
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #6 on: May 01, 2009, 05:06:16 AM »
Reply with quote
wow kitna acha likha aap ne salil ji.very nice.
Logged
salil2002
Guest
«Reply #7 on: May 31, 2009, 05:42:07 AM »
Reply with quote
wow kitna acha likha aap ne salil ji.very nice.
thanks madhuwesh
Logged
Faiz Ahmed
Guest
«Reply #8 on: October 27, 2012, 06:47:45 AM »
Reply with quote


jo ishq kii marzi rakhta hai
woh yaar kahaan phir bachta hai

beeta jeevan shamshano main
woh aag dilon main rakhta hai

jal jaaye uski hasti bhi
marne se kahaan woh darta hai

woh ishq k sajde karta hai
tufaan dilon main rakhta hai

lad jaaye agar insaano se
haiwaano sa rukh rakhta hai

hai mom kii mandid uska dil
ashqon se yaara pighalta hai

har raaz hai uske saath dafan
samandar sa seena rakhta hai

hai "saahil' aisi hasti ka
woh ishq main jeeta marta hai
Logged
salil2002
Guest
«Reply #9 on: May 22, 2014, 02:14:31 PM »
Reply with quote
Thanks faiz
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:36:09 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer