Itnee iltiza hai ki.......... PWFS

by pankajwfs on August 31, 2012, 05:43:07 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1356 times)
pankajwfs
Guest
Reply with quote

Itnee iltiza hai ki hum pe bhee inaayat keeje,
Bazm me apni hum nacheezoN ki himaayat keeje.

Mubtadi hain hum aap ahal-e-jauhar ke saamney,
Apne in shaagirdoN ke imaan ki hifaazat keeje.

Hum faqat likhtey hain apne ehsaas-o-khayaal,
Taarif na sahi nuktaacheen ban sikaayat keeje.

Hum ko hai talab mahez aapke faiz-o-chaah kee,
Nemat hogee aapkee pyaar humse nehaayat keeje.

Ajeem aur wali sukhanwaroN ko kami kya daad ki,
Ek ek ebaart ko padhne ki shuru rawaayat keeje.

Muafee chahta hun gar hui gustakhi humse 'pankaj'
Baat gar acchee na lage to aap hidaayat keeje.

(PWFS - 31/08/2012)


Himaayat - support
Hidaayat - Instruction.
Nehaayat - extremly
Rawaayat - traditon
Ahal-e-jauhar - Knowledeable people
Mubtadi - learner
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
iltiza..... by punam in Shayri for Khumar -e- Ishq
Kafir-e-iltiza by vishu ki duniya in Shairi - E - Zindagi
Aaj Kal ka Isq........ PWFS by pankajwfs in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
Bas itnee khata hai by nandbahu in Shayeri for Dard -e- Bewafai
ISHAQ KO ITNEE SI AQAL AAJAAYE by surindarn in Miscellaneous Shayri
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #1 on: August 31, 2012, 06:10:46 AM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #2 on: August 31, 2012, 07:01:18 AM »
Reply with quote
waah waah Pankaj kyaa tanz maaraa hai
Logged
mkv
Guest
«Reply #3 on: August 31, 2012, 10:09:00 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Pankaj jee
Bahut hi jaandaar ghazal pesh kee hai aapne.
Last ke 2 sher to..Wah wah ..kya kahne..
Bahut shaaleenta se aapne apni baat kahee hai..
Mera kuch kahna munaasib nahee hoga..
Bahut bahut mubaarakbaad.
Applause Applause Applause
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #4 on: August 31, 2012, 12:52:25 PM »
Reply with quote

Pankaj Jee Aadaab!


WaaH janab waaH kia kahne aapke is andaaz e sukhan ke
behad gazab ke khayaalaat aur behad purkhulus andaaz
meiN aapne apne khayaaloN ko khoob lafz diye hai...

Is khoobsurat aur purasar kalaam par humari hazaaroN
dili daad O mubbarakbad kabul kijiye... Usual Smile

Likhate rahiye... Shaad O aabaad rahiye...
Khuda hafez... Usual Smile





Itnee iltiza hai ki hum pe bhee inaayat keeje,
Bazm me apni hum nacheezoN ki himaayat keeje.

Bahut khoob janab behad khoob ilteja hai..
Par jisse ki hai shayaad woH ise padhe to baat bane.. Winking


Mubtadi hain hum aap ahal-e-jauhar ke saamney,
Apne in shaagirdoN ke imaan ki hifaazat keeje.

WaaH kia baat hai janab behad khoob bada
achcha sher hai badi umda adaaygi... daad daad daad.. Usual Smile


Hum faqat likhtey hain apne ehsaas-o-khayaal,
Taarif na sahi nuktaacheen ban sh
ikaayat keeje.

Bahut khoob ... daad

Hum ko hai talab mahez aapke faiz-o-chaah kee,
Nemat hogee aapkee pyaar humse nehaayat keeje.

Waah jee bahut khoob daad daad daad

Ajeem aur wali sukhanwaroN ko kami kya daad ki,
Ek ek ebaart ko padhne ki shuru rawaayat keeje.

Bahut khoob janab achcha kaha hai daad..

Muafee chahta hun gar hui gustakhi humse 'pankaj'
Baat gar acchee na lage to aap hidaayat keeje.

Waah janab bahut khoob daad daad daad.... 

(PWFS - 31/08/2012)


Himaayat - support
Hidaayat - Instruction.
Nehaayat - extremly
Rawaayat - traditon
Ahal-e-jauhar - Knowledeable people
Mubtadi - learner
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #5 on: August 31, 2012, 01:18:55 PM »
Reply with quote

Itnee iltiza hai ki hum pe bhee inaayat keeje,
Bazm me apni hum nacheezoN ki himaayat keeje.

Mubtadi hain hum aap ahal-e-jauhar ke saamney,
Apne in shaagirdoN ke imaan ki hifaazat keeje.

Hum faqat likhtey hain apne ehsaas-o-khayaal,
Taarif na sahi nuktaacheen ban sikaayat keeje.

Hum ko hai talab mahez aapke faiz-o-chaah kee,
Nemat hogee aapkee pyaar humse nehaayat keeje.

Ajeem aur wali sukhanwaroN ko kami kya daad ki,
Ek ek ebaart ko padhne ki shuru rawaayat keeje.

Muafee chahta hun gar hui gustakhi humse 'pankaj'
Baat gar acchee na lage to aap hidaayat keeje.

(PWFS - 31/08/2012)


Himaayat - support
Hidaayat - Instruction.
Nehaayat - extremly
Rawaayat - traditon
Ahal-e-jauhar - Knowledeable people
Mubtadi - learner


 naaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaice.

                           'J' aur 'z' key lafzo.n mein kar key  farq mahsoos.!
                            apney ashaar aur ghazlo.n kii hifaazat kijiye.!
Usual Smile Usual Smile Usual Smile
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #6 on: August 31, 2012, 02:20:15 PM »
Reply with quote
wah kya baat hai pankaj ji.. Usual Smile

bahut bahut khoob.. Applause Applause
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #7 on: September 01, 2012, 05:06:52 AM »
Reply with quote
bahut khoob
Sukriya nand bahu ji ...........
Logged
soudagar
Guest
«Reply #8 on: September 01, 2012, 03:55:17 PM »
Reply with quote
bahut bahiya bahut hi umda likha aapne pankaj ji
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #9 on: September 02, 2012, 11:35:14 AM »
Reply with quote
waah waah Pankaj kyaa tanz maaraa hai
Bahut bahut sukriya sir ........
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #10 on: September 04, 2012, 09:24:28 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Pankaj jee
Bahut hi jaandaar ghazal pesh kee hai aapne.
Last ke 2 sher to..Wah wah ..kya kahne..
Bahut shaaleenta se aapne apni baat kahee hai..
Mera kuch kahna munaasib nahee hoga..
Bahut bahut mubaarakbaad.
Applause Applause Applause

Bahut bahut sukriya Mukesh ji .............
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #11 on: September 05, 2012, 03:37:56 AM »
Reply with quote
Pankaj Jee Aadaab!


WaaH janab waaH kia kahne aapke is andaaz e sukhan ke
behad gazab ke khayaalaat aur behad purkhulus andaaz
meiN aapne apne khayaaloN ko khoob lafz diye hai...

Is khoobsurat aur purasar kalaam par humari hazaaroN
dili daad O mubbarakbad kabul kijiye... Usual Smile

Likhate rahiye... Shaad O aabaad rahiye...
Khuda hafez... Usual Smile




Parwaaz hi hounsla aur izzat afzai ke liye bahut bahut sukriya ......
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #12 on: September 07, 2012, 07:18:58 AM »
Reply with quote


 naaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaice.

                           'J' aur 'z' key lafzo.n mein kar key  farq mahsoos.!
                            apney ashaar aur ghazlo.n kii hifaazat kijiye.!
Usual Smile Usual Smile Usual Smile

Khamosh ji bahut bahut sukriya ........
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #13 on: September 08, 2012, 03:13:46 AM »
Reply with quote
wah kya baat hai pankaj ji.. Usual Smile

bahut bahut khoob.. Applause Applause
Touhid ji sukriyaaa..........
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #14 on: September 08, 2012, 03:24:44 AM »
Reply with quote
BAhut BAhut Khub  Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 06:40:46 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer