Jaate Jaate Wo Pukaar Chalaa,.

by Jaanasheen on September 14, 2010, 03:18:43 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1592 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote

Karke Sitam Mera Yaar Chala,.
Door Nazar Se Pyaar Chala,.

Talab Khushi Ke Phoolon Ki Thi,.
Dekar Ghamon Ki, Bahaar Chala,.

Aankhein Ab Dhoondti Hai Usko,.
Thandak Iski Jo Maar Chala,.

Ab To Rona Bhi Nahi Aata Mujhe,.
Aadat Ye Bhi Sudhaar Chala,.

Bhooloonga Use To Kaise Main,.
Jaate Jaate Jo Pukaar Chala,.

____________________-Azeem-
Logged
Radhika_2
Guest
«Reply #1 on: September 14, 2010, 03:22:42 PM »
Reply with quote

Karke Sitam Mera Yaar Chala,.
Door Nazar Se Pyaar Chala,.

Talab Khushi Ke Phoolon Ki Thi,.
Dekar Ghamon Ki, Bahaar Chala,.

Aankhein Ab Dhoondti Hai Usko,.
Thandak Iski Jo Maar Chala,.

Ab To Rona Bhi Nahi Aata Mujhe,.
Aadat Ye Bhi Sudhaar Chala,.

Bhooloonga Use To Kaise Main,.
Jaate Jaate Jo Pukaar Chala,.

____________________-Azeem-


Ji........bahut umdaa rahe sabhi ashaar ! dil se daad
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #2 on: September 14, 2010, 06:17:47 PM »
Reply with quote
Azeem Sahab aadaab Janab!

Kaise hai khush o aabaad hoNge yehi ummid .....
Eid ki bahut bahut mubarakbad.... Usual Smile

Behad ummda lagi aapki yeH bhi kalaam daad janab..... Usual Smile



Karke Sitam Mera Yaar Chala,.
Door Nazar Se Pyaar Chala,.

Qatel hai janab behad khoob... dard ki laher aa gayi chehare per..... kafi gehti baat kahi hai dard e judaai ki..


Talab Khushi Ke Phoolon Ki Thi,.
Dekar Ghamon Ki, Bahaar Chala,.

Waah janab bahut umdaa daad daad..


Aankhein Ab Dhoondti Hai Usko,.
Thandak Iski Jo Maar Chala,.

achcha sher hai kafi gehara hai daad


Ab To Rona Bhi Nahi Aata Mujhe,.
Aadat Ye Bhi Sudhaar Chala,.

kia baat hai bahut achche janab.... kafi achchi baat kahi hai.... [/colo]


Bhooloonga Use To Kaise Main,.
Jaate Jaate Jo Pukaar Chala,.

bahut achche daad achcha laga ...


____________________-Azeem-
[/size]


Bahut khoob azeem sahab.. behad achchi aur sahiN kalaam kahi hai aapne nape tule lafzoN meiN daad janab aise hi likhate rahiye.... Khush rahiye....

Khuda hafez......

Logged
dead heart
Guest
«Reply #3 on: September 14, 2010, 07:47:59 PM »
Reply with quote
Azeem bhaijan,
Bahaut ache..Maza agaya..
Dil se daad aur bahaut bahaut sari duaein..!
 Applause Applause
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #4 on: September 14, 2010, 10:52:07 PM »
Reply with quote

Karke Sitam Mera Yaar Chala,.
Door Nazar Se Pyaar Chala,.

Talab Khushi Ke Phoolon Ki Thi,.
Dekar Ghamon Ki, Bahaar Chala,.

Aankhein Ab Dhoondti Hai Usko,.
Thandak Iski Jo Maar Chala,.

Ab To Rona Bhi Nahi Aata Mujhe,.
Aadat Ye Bhi Sudhaar Chala,.

Bhooloonga Use To Kaise Main,.
Jaate Jaate Jo Pukaar Chala,.

____________________-Azeem-


Very Impressive ........ Azeem Sahab ! Very Nice Creation... Tahe dil se daad hazir hai......Qubuul kareN... aise hi likhte rahen aage bhi ... khush rahen...

duaaon ke saath....

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: September 15, 2010, 06:28:04 AM »
Reply with quote
Ji........bahut umdaa rahe sabhi ashaar ! dil se daad

Shukriya Radhikha Ji,,.
Azeem Sahab aadaab Janab!

Kaise hai khush o aabaad hoNge yehi ummid .....
Eid ki bahut bahut mubarakbad.... Usual Smile

Behad ummda lagi aapki yeH bhi kalaam daad janab..... Usual Smile


Bahut khoob azeem sahab.. behad achchi aur sahiN kalaam kahi hai aapne nape tule lafzoN meiN daad janab aise hi likhate rahiye.... Khush rahiye....

Khuda hafez......



Bohat Bohat Shukriya Parwaaz Ji,.

Aapko Bhi Eid mubarak Ho, aur Hausla Afzaai Ka Shukriya,.

Allah Khush Rakhe Aap Ko Aur Saare Doston ko,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: September 15, 2010, 06:29:41 AM »
Reply with quote
Azeem bhaijan,
Bahaut ache..Maza agaya..
Dil se daad aur bahaut bahaut sari duaein..!
 Applause Applause

Shukriya Rahim Bhai, Duaaon aur hausla Afzaai ke liye,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: September 15, 2010, 06:37:09 AM »
Reply with quote
Bahut Khub Azeem Bhai

Hazaron Dad Kabul Karen...


ALLAH Pak Aapko, Chust, Mast Aur Wyast Rakhe Ameen


Khush Rahiye...


~Shihab~

Shukriya Mere Bhai,

Allah Kareem tumhe bhi khush rakhe aamen
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: September 15, 2010, 06:41:32 AM »
Reply with quote
Very Impressive ........ Azeem Sahab ! Very Nice Creation... Tahe dil se daad hazir hai......Qubuul kareN... aise hi likhte rahen aage bhi ... khush rahen...

duaaon ke saath....


Shukriya Anshumali ji
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #9 on: September 15, 2010, 07:15:03 AM »
Reply with quote
Azeemmmmm.......bht hi kum shabdon me bht gehre dard ko bayaan kar gaye tum.......
Applause Applause Applause Applause

jate hue mud mud k dekhte rahe hum
wo fer k muh ko bas chal diya

use jata dekh kar rok bhi na sake hum
wo zakhm kuch aisa dekar chal diya

ghut kar reh gai awaaz hamare gale me hi
wo  humpar ilzam laga kar chal diya

usse jine ki khwaish bhi na kar sake hum
jo hume jeete jee maut dekar chal diya......!!!!!
Logged
AbhiTamrakar
Guest
«Reply #10 on: September 15, 2010, 07:32:33 AM »
Reply with quote
azeem shab bahut khoob .....dils e daad hazir he ....likhte rahiye
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #11 on: September 15, 2010, 09:25:41 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: September 15, 2010, 02:40:45 PM »
Reply with quote
Azeemmmmm.......bht hi kum shabdon me bht gehre dard ko bayaan kar gaye tum.......
Applause Applause Applause Applause

jate hue mud mud k dekhte rahe hum
wo fer k muh ko bas chal diya

use jata dekh kar rok bhi na sake hum
wo zakhm kuch aisa dekar chal diya

ghut kar reh gai awaaz hamare gale me hi
wo  humpar ilzam laga kar chal diya

usse jine ki khwaish bhi na kar sake hum
jo hume jeete jee maut dekar chal diya......!!!!!

Bohat Achche Anamika Ji and thanks for comments
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: September 15, 2010, 02:44:11 PM »
Reply with quote
azeem shab bahut khoob .....dils e daad hazir he ....likhte rahiye

Shukriya Abhi Ji

Applause Applause Applause Applause Applause

shukriya Klaskar ji
Logged
diya786
Guest
«Reply #14 on: September 15, 2010, 02:54:15 PM »
Reply with quote
Azeem mere paas to lafz hi nahin hain aapki is nazm ke liye
bohat bohat bohat khoob likha hai apne....
Allah aapko sada khush aur aabaad rakhe'in AMEEN!!!

 notworthy notworthy notworthy
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 12, 2025, 11:28:12 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]

[January 03, 2025, 09:08:25 AM]

[January 03, 2025, 09:00:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.178 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer