Jab Se Tum Gaye Ho...............Kash

by Sanjeev kash on August 06, 2011, 10:12:15 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1555 times)
Sanjeev kash
Guest
Reply with quote
Jab Se Tum Gaye Ho
love9 love9 love9 love9
Aapki Yaad Mein Aahee..n Bharta Hain
Har Saans Saans Pe Tujhe Yaad Karte Hain

Intzaar Mein bicha rakhi hai aankhen Teri Rah Par
Duaoo.n mein Roj Khuda se Tuje manga Karte Hain

Rahe to salamat chahe Kahi..n Bhi Rahe
Har Waqt Dil se ye socha karte hai

Raat bhar jalti rehti hai shama tere khyaloo ki
Har seher phir tera intzar karte hai

Hai to bahut  jo aashna hai mujh se yahaa..n
Phir Bhi mehfil mein tanha mehsoos karte hai

Aadat si ho gayi hai ab to ye mujhay
Roj ek khat hum issi tarah tere naam likha karte hai

Patta Malum Nahi hai hume iss liye ye Kayal
HAr khat ko gazal bana kar padh diya karte hain..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Wo Badal Gaye.......Kash by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri
Tera Rasta Dekhte Gaye........Kash by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri
Yaad Aa Gaye.............Kash by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri
Keh To Dete HAi Bhul Gaye..........Kash by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Challe gaye ho Kidhar....Kash by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #1 on: August 06, 2011, 10:21:02 AM »
Reply with quote
Jab Se Tum Gaye Ho
love9 love9 love9 love9
Aapki Yaad Mein Aahe Bharta Hain
Har Saans Saans Pe Tujhe Yaad Karte Hain

Intzaar Mein bicha rakhi hai aankhen Teri Rah Par
Duaoo mein  Roj Khuda se Tuje manga Karte Hain

Rahe to salamat chahe Kahi..n Bhi Rahe
Har Waqt Dil se ye socha karte hai

Raat bhar jalti rehti hai shama tere khyaloo ki
Har seher phir tera intzar karte hai

Hain to bahut  jo aashna hai mujh se yahaa..n
Phir Bhi mehfil mein tanha mehsoos karte hai

Aadat si ho gayi hai ab to ye mujhay
Roj ek khat hum issi tarah tere naam likha karte hai

Patta Malum Nahi hai hume iss liye ye Kayal
HAr khat ko gazal bana kar padh diya karte hain..



good Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #2 on: August 06, 2011, 01:41:01 PM »
Reply with quote
bahut Khoob Kashji Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #3 on: August 06, 2011, 08:13:32 PM »
Reply with quote
Sanjeev Jee Aadaab!

Janab ahsaas O khayaal behad khoob rahe aapki is
kalaam ke aur ashaar bhi achche rahe daad hazir hai.. Usual Smile

Kuch khaamiyaaN jo khatki so aapki ijaazat maankar
hum aapko bataana chaheNge Usual Smile

Aapki Yaad Mein Aahe Bharte Hain
Har Saans Saans Pe Tujhe Yaad Karte Hain
          


Jaise yeH aapki kalaam ka pahela sher hai... Is ki paheli line
meiN aapne Apne mehboob ko aap kah kar darshaya hai Usual Smile
WahiN duji line meiN use tuu kah diyaa, It's not fair..

Uski alaamat ko puri kalaam tak waise hi darshaya jata hai..
Aur dusri baat ke aapne jo matla kaha hai technicali perfect hai.. Jaise humne blue kiya hai woH kafiyaa kahlata hai..

Perfect matching words Usual Smile Ab waise hi kafiye aapko har sher ke
dusri line meiN istemaal karne the par aapne nahi kiye.. Usual Smile

Jisse kalaam ki rhytem bikhar jaati hai ... aur kalaam meiN kuch
mazaa nahi rahta fakhat ahsaas O khayaal ke Usual Smile

Ummid hai aap humari baat samjheN hoN... Gar koi gustaqui huyi hai..
To hum tahe dil se mazzarat khuwaaN haiN... Usual Smile

Likhate rahiye... Koshish jaari rakhiye...
Khush O aabaad rahiye...
Khdua Hafez Usual Smile
        

Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #4 on: August 09, 2011, 06:53:23 AM »
Reply with quote
Bahut Bahut Shukriya Adil Ji
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #5 on: September 11, 2011, 08:07:35 AM »
Reply with quote
bahut Khoob Kashji Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Husla Afzai KE liye Shukriya Khwaish Ji
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 02:15:14 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.093 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer