JANAT TO NAHIN HAI (Ghazal)... "MohaN"

by surindarn on December 24, 2016, 12:49:11 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 981 times)
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
Reply with quote
JANAT TO NAHIN HAI

Gulshan hai koi manzil to nahin hai
Yeh teree abb koi janat to nahin hai

Kuchh pal kee inaayat hai unh kee
Sahib yeh mohabbat to nahin hai

Kyaa hai gham aur kyaa hai raahat
Jeenaa hee hai haqiqat to nahin hai

Woh rahgeer hai abb rahgeer sahii
Dil dharaknaa dharkan to nahin hai

Bahut shukria gham jo deeye tu.ne
Gham sehnaa khushtar to nahin hai

Kis ne yeh kahaa rudaad wafaa hai
Yeh samajhnaa zarurat to nahin hai

Veranee mahol-e-barbaadi dil kee
Nishaani-e-mohabbat to nahin hai

Sar kham waqt-e-maslaahat gar ho
Hazur yeh koi ibaadat to nahin hai

Koi dekh bhi le nigah-e-mohabbat
Sahib yeh koi  laggavat to nahin hai

MohaN tujhe nigah bhar dekh liyaa
Yeh paimanaa-e-raahat to nahin hai.!


Paimaanaa = for judging;

Surindar. N               "MohaN"
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #1 on: December 24, 2016, 07:43:31 AM »
Reply with quote
JANAT TO NAHIN HAI

Gulshan hai kuchh aur to nahin hai
Yeh teree abb koi janat to nahin hai

Kuchh pal kee inaayat hai unh kee
Sahib yeh phir koi ishq to nahin hai

Kyaa hai gham aur kyaa hai raahat
Jeenaa hee hai haqiqat to nahin hai

Woh rahgeer hai abb rahgeer sahii
Dil dharktaa hai bejan to nahin hai

Bahut shukria gham jo deeye tu.ne
Khush rehnaa khushii to nahin hai

Kis ne yeh kahaa rudaad wafaa hai
Yeh samajhnaa zaroori to nahin hai

Veranee mahol-e-barbaadi dil kee
Nishaani-e-mohabbat to nahin hai

Sar kham waqt-e-maslaahat gar ho
Hazur yeh koi ibaadat to nahin hai

Koi dekh bhi le nigah-e-mohabbat
Sahib yeh koi dil lagee to nahin hai

Ek baar tujhe nigah bhar dekh liya
MohaN koi paimanaa to nahin hai.!


Paimaanaa = for judging;

Surindar. N               "MohaN"



ghazal mein hum-qafia kaa ehtemaam hotaa hai per yahaan nahin hai shuru se aakhir tak
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 20 hours and 6 minutes.
Posts: 18629
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #2 on: December 24, 2016, 12:22:59 PM »
Reply with quote
waah bohut khub likhe hai sir ji
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #3 on: December 26, 2016, 03:20:22 PM »
Reply with quote

ghazal mein hum-qafia kaa ehtemaam hotaa hai per yahaan nahin hai shuru se aakhir tak
Bahut shukria Adil sahib. Main ne theek karne kee koshish kee hai aap dekh sakte hain.
 kermit kermit kermit kermit kermit kermit kermitkermit
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #4 on: December 27, 2016, 02:33:57 AM »
Reply with quote

ghazal mein hum-qafia kaa ehtemaam hotaa hai per yahaan nahin hai shuru se aakhir tak
bahut shukria Adil Sahib.
Janaab aakee khwahish mutaabik main ne sab theek karne kee koshish hai.
 :hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #5 on: December 27, 2016, 03:32:57 AM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #6 on: December 28, 2016, 01:41:27 AM »
Reply with quote
bahut khoob
bahut shukria Saini Sahib.
 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #7 on: December 29, 2016, 02:40:53 AM »
Reply with quote
bahut khoob
bahut shukria Saini Sahib.
 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #8 on: December 30, 2016, 01:24:18 AM »
Reply with quote
JANAT TO NAHIN HAI

Gulshan hai koi manzil to nahin hai
Yeh teree abb koi janat to nahin hai

Kuchh pal kee inaayat hai unh kee
Sahib yeh mohabbat to nahin hai

Kyaa hai gham aur kyaa hai raahat
Jeenaa hee hai haqiqat to nahin hai

Woh rahgeer hai abb rahgeer sahii
Dil dharaknaa dharkan to nahin hai

Bahut shukria gham jo deeye tu.ne
Gham sehnaa khushtar to nahin hai

Kis ne yeh kahaa rudaad wafaa hai
Yeh samajhnaa zarurat to nahin hai

Veranee mahol-e-barbaadi dil kee
Nishaani-e-mohabbat to nahin hai

Sar kham waqt-e-maslaahat gar ho
Hazur yeh koi ibaadat to nahin hai

Koi dekh bhi le nigah-e-mohabbat
Sahib yeh koi  laggavat to nahin hai

MohaN tujhe nigah bhar dekh liyaa
Yeh paimanaa-e-raahat to nahin hai.!


Paimaanaa = for judging;

Surindar. N               "MohaN"

bahut shukria all readers. notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 27, 2025, 05:11:16 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.153 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer