JOSH-E-QADAM.....................MAMTA BAJPAI

by mamta bajpai on July 15, 2010, 05:09:41 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2514 times)
mohsin akhter
Guest
«Reply #15 on: July 17, 2010, 08:10:34 AM »
Reply with quote
WAAH KYA BAAT HAI MOHSIN JI !!!AAP BHI BAKAMAAL LIKHTE HAIN.

ISI SILSILE ME KUCH OR.....

SUBUKRAFTARI MERE QADAMO KI DEKH
MAI MANZIL SE BHI AAGE NIKAL GAYA

sukiya mamta ji

NA ITRA E RASTE APNI DOORI PAR
HUM WO HAI JO MANZILON KO PAAR KARTE HAI
MERE HOSLON KI UDAN KA ASAR AISA HAI
KI PARINDE BHI MERI UDAN SE DARTE HAI
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
TERI KHWAHISH.................MAMTA BAJPAI by mamta bajpai in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
NAKAMIYON SE NISBAT.........MAMTA BAJPAI by mamta bajpai in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
CHALTE RAHEN...............MAMTA BAJPAI by mamta bajpai in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
ROODAD-E-WAFA..................MAMTA BAJPAI by mamta bajpai in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
Qadam-Qadam Per Khudgarziya’n Hain by ishu_singh10 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
mamta bajpai
Guest
«Reply #16 on: July 17, 2010, 12:44:48 PM »
Reply with quote
MOHSIN TUMHARI IS PESHKASH KI JITANI BHI TAAREEF KI JAYE KAM HAI.WAAQAI BAHUT KHOOBSURAT LIKHA HAI.
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #17 on: July 18, 2010, 04:59:49 AM »
Reply with quote
Shabdo ki sajawat bhale he achhi ho.....par tere khayalo se aham(Ghamand) ki boo aati hai......

Raasto ko na lalkaar o-bhole insaan
Manzilein bhee inkee mohtaaj hain

Parinde kya darenge teri CHHICHHLI  udaan se
Tu tou khayaalon me udtaa hai wo hakikat me

sukiya mamta ji

NA ITRA E RASTE APNI DOORI PAR
HUM WO HAI JO MANZILON KO PAAR KARTE HAI
MERE HOSLON KI UDAN KA ASAR AISA HAI
KI PARINDE BHI MERI UDAN SE DARTE HAI
Logged
mohsin akhter
Guest
«Reply #18 on: July 19, 2010, 06:23:37 AM »
Reply with quote
Shabdo ki sajawat bhale he achhi ho.....par tere khayalo se aham(Ghamand) ki boo aati hai......

Raasto ko na lalkaar o-bhole insaan
Manzilein bhee inkee mohtaaj hain

Parinde kya darenge teri CHHICHHLI  udaan se
Tu tou khayaalon me udtaa hai wo hakikat me


lagta hai komal ji ko hamra is tarah likhna pasand nahi aya
sabka apna apna andaz hai aap dar kar jeete hai hum dara kar jeete hai

aap kamyabi ke peeche bhagna pasand karte hai hum kamyab banna pasand karte hai.

ye aapke liye hai komal ji

WO KYA MANZILON TAK PAHUNCHENGE
JO RASTO KE MOHTAZ HOTE HAI

KHAYALON MAIN WO UDTE HAI KOMAL JI
JO DOOSRO KI UDAAN SE KHUSH HOTE HAI
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #19 on: July 19, 2010, 10:18:51 AM »
Reply with quote
Sach kaha aapne ye apnaa apnaa khayaal hai....
koi jamee k jarre dekhta hai koi aasmaa k tare...
Jara thande deemaag se socho....
Daraana tou Gundo ki pehchaan hai....
Veer tou rakshak hote hain daraate nahi...
Darna hamaari fitrat nahi...Galatfehmee mai mat rehna..
par nirih praniyo ko darana insaaniyat nahi...hum tou eysi kalpana bhi nahi karte....


Bhatakte hain wo insaan jinhe raasto ka anumaan nahi
Manzile kabhee milti nahi unko jo raasto se anjaan hain....

Sheik-chilly ke khawaab dekhna ya kalpanaao k ghode daudanaa
Bahut aasaan hai, kabhi hakikat k dharaatal par chal k dekho....

Manzil anjaan ho tou raaste banane padte hain
Raasto k bina namumkin hai manzilein haasil ho...



lagta hai komal ji ko hamra is tarah likhna pasand nahi aya
sabka apna apna andaz hai aap dar kar jeete hai hum dara kar jeete hai

aap kamyabi ke peeche bhagna pasand karte hai hum kamyab banna pasand karte hai.

ye aapke liye hai komal ji

WO KYA MANZILON TAK PAHUNCHENGE
JO RASTO KE MOHTAZ HOTE HAI

KHAYALON MAIN WO UDTE HAI KOMAL JI
JO DOOSRO KI UDAAN SE KHUSH HOTE HAI
Logged
mohsin akhter
Guest
«Reply #20 on: July 19, 2010, 11:01:37 AM »
Reply with quote
Sach kaha aapne ye apnaa apnaa khayaal hai....
koi jamee k jarre dekhta hai koi aasmaa k tare...
Jara thande deemaag se socho....
Daraana tou Gundo ki pehchaan hai....
Veer tou rakshak hote hain daraate nahi...
Darna hamaari fitrat nahi...Galatfehmee mai mat rehna..
par nirih praniyo ko darana insaaniyat nahi...hum tou eysi kalpana bhi nahi karte....


Bhatakte hain wo insaan jinhe raasto ka anumaan nahi
Manzile kabhee milti nahi unko jo raasto se anjaan hain....

Sheik-chilly ke khawaab dekhna ya kalpanaao k ghode daudanaa
Bahut aasaan hai, kabhi hakikat k dharaatal par chal k dekho....

Manzil anjaan ho tou raaste banane padte hain
Raasto k bina namumkin hai manzilein haasil ho...




LAGTA HAI AAPKO APNE SAHI HONE KA GUMAAN BAHUT JYADA HAI MOHTARMA YE GALATFAHMI DEEMAG SE NIKAL DIJIYE KAI BAAR AAP GALAT HOTE HUYE BHI APNE AAP KO SAHI SAMAJH BAITHTE HAI


KUCH LOG KICHAD MAIN GIR KAR
KHUD KO KAMAL SAMAJH LETE HAI
JO KHUD KUCH KAR NAHI SAKTE
WO AKSAR DOOSRO KO ILZAAM DETE HAI

RASTE WO DHOONDHTE HAI
JO GHABRATE HAI MANJILO SE
MANZILON TAK PAHUNCHNE WALO KE KADAM
KHUD CHUPE HUYE RASTE CHOOMTE HAI
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #21 on: July 19, 2010, 11:26:47 AM »
Reply with quote
Aa gaye na chhupe raaste par...... Giggle Giggle Giggle Giggle Giggle Giggle Giggle Giggle Giggle Giggle Giggle Giggle Giggle Giggle
self realisation ho gaya achhi baat hai......GALAT HOTE HUYE BHI APNE AAP KO SAHI SAMAJH BAITHTE HAI

LAGTA HAI AAPKO APNE SAHI HONE KA GUMAAN BAHUT JYADA HAI MOHTARMA YE GALATFAHMI DEEMAG SE NIKAL DIJIYE KAI BAAR AAP GALAT HOTE HUYE BHI APNE AAP KO SAHI SAMAJH BAITHTE HAI


KUCH LOG KICHAD MAIN GIR KAR
KHUD KO KAMAL SAMAJH LETE HAI
JO KHUD KUCH KAR NAHI SAKTE
WO AKSAR DOOSRO KO ILZAAM DETE HAI

RASTE WO DHOONDHTE HAI
JO GHABRATE HAI MANJILO SE
MANZILON TAK PAHUNCHNE WALO KE KADAM
KHUD CHUPE HUYE RASTE CHOOMTE HAI
Logged
mohsin akhter
Guest
«Reply #22 on: July 19, 2010, 11:34:32 AM »
Reply with quote
NA ROK MERE BAHTE HUYE SAILAB KO
HUM TO DARIYA HAI
JAHAN SE GUJARTE HAI RASTA HO JATA HAI

CHUPE HUYE RASTE WO HAI JO AAPKO DHOONDHNE PADTE HAI HUMARE LIYE WO KHUD B KHUD BAHAR AA JATE HAI DEAR
Logged
Manjupandey
Guest
«Reply #23 on: July 25, 2010, 02:56:50 PM »
Reply with quote
 :hello2:Shaabash..................... : love4
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #24 on: July 25, 2010, 04:28:49 PM »
Reply with quote
MANJU TUMHE APNI THREAD PAR DEKH KAR HUME KITNI KHUSHI HOTI HAI BATA NAHI SAKTE.DHER SA PYAR.
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #25 on: July 25, 2010, 06:34:08 PM »
Reply with quote
wahhhhhhhhhhhhhhhh koyal ji mai aapse4 poori tarah sahmat hun
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #26 on: July 26, 2010, 08:43:52 AM »
Reply with quote
Aapka bahut bahut shukriya Bekaraar-ji....aapne saath de k sahi ko sahi sabit kar diya.....

wahhhhhhhhhhhhhhhh koyal ji mai aapse4 poori tarah sahmat hun
Logged
Pentax
Guest
«Reply #27 on: July 01, 2011, 12:17:35 PM »
Reply with quote
thank you for information
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 11:13:06 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.13 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer