KACHARAADAAN (DUSTBIN)

by NETRAPAL on May 28, 2008, 01:04:49 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 6171 times)
NETRAPAL
Guest
Reply with quote
Ek Bahas ke doraan mere mitro ne kaha kya kacharaa daan pe koi kuch likh saktaa hai to sathiyo ek koshish maine kee hai kaha tak safal hoo ye to aap batayenge..

Sonataa hoo daastaa  apnee sunlo aye insaan
Kya khta hai  meri jo jteeta le kar seene me toofaan

Jeeta hoo pee kar nafarat mai jamane kee aaj bhee
Dastoor wahee poorana nibhate hoo  mai aaj bhee

Rahata hoo har galee me har choraho pe saharo kee
Karte hai nafrat mujhse kyo n samaj paya hoo mai abhee

Har sahar kee jaroorat hoo, nahi karata koi pyar fir bhee
Door se lete sidok muh  ko,  dhak lete hai log  naak bhee

Fir bhee ate hai roj subah shyam jaroorat se bandhe hue
Ek hee jajba liyee jee raha hoo mai aaj bhee

Isee jaha ne banya hai mujhe nam bhee diya to kacharadaan
Dhak kar mujh roj nit naye naye ate hai naadaan
Dekhkar bebasee unkee,  muskarata hoo kabhi kabhi

Haa kachare daan hoo mai, samete hoo gandgee sabkee
Aatee hai sadan mujhme, sadtee hai juthan jahaa kee
Kya hai paas insaan ke dene ke liye mujhe………………
gandgee hee gandgee samete wajood wo jee raha hai aaj bhee

netra..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #1 on: May 28, 2008, 03:42:55 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause bahoot khoob Netra ji!! bahoot hi acha likha hai apne!!
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #2 on: May 31, 2008, 02:11:05 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause bahoot khoob Netra ji!! bahoot hi acha likha hai apne!!

thanks pooja ji

netra,,,,,
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #3 on: May 31, 2008, 03:07:32 AM »
Reply with quote
Netra ji,

kya kamaal ka chayan kiya hai aapne aur kitni behatareen tulna ki hein kachraadaan mein aur manushya ke antar mein.vaakai sochne pe majboor karti hein aapke likhe shabd.

Prateek.
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #4 on: May 31, 2008, 12:51:02 PM »
Reply with quote
Netra ji,

kya kamaal ka chayan kiya hai aapne aur kitni behatareen tulna ki hein kachraadaan mein aur manushya ke antar mein.vaakai sochne pe majboor karti hein aapke likhe shabd.

Prateek.

thanks deepak ji

netra....
Logged
Talat
Guest
«Reply #5 on: May 31, 2008, 12:56:35 PM »
Reply with quote
Bohot Khoob Netra Ji.... Applause

Aapki har peshkash se kuch seekhne ko milta hai !
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #6 on: May 31, 2008, 01:53:55 PM »
Reply with quote
Bohot Khoob Netra Ji.... Applause

Aapki har peshkash se kuch seekhne ko milta hai !

THANKS CELIMERA

NETRA...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #7 on: June 01, 2008, 09:32:47 AM »
Reply with quote
bahut bahut khoob netraji..aap ki gehri soch ki daad deta hoon..bahut khoob!!! Applause Applause Applause
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #8 on: June 02, 2008, 02:01:04 AM »
Reply with quote
bahut bahut khoob netraji..aap ki gehri soch ki daad deta hoon..bahut khoob!!! Applause Applause Applause

thanks sir for reply

netra......
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #9 on: June 02, 2008, 02:18:34 AM »
Reply with quote
Quote
Har sahar kee jaroorat hoo, nahi karata koi pyar fir bhee
Door se lete sidok muh  ko,  dhak lete hai log  naak bhee

Fir bhee ate hai roj subah shyam jaroorat se bandhe hue
Ek hee jajba liyee jee raha hoo mai aaj bhee

Netrapal jee.... bahut khoob bahut khoob  Applause
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #10 on: June 02, 2008, 05:16:13 AM »
Reply with quote
Netrapal jee.... bahut khoob bahut khoob  Applause

thanks sonia ji

netra...
Logged
syednaami
Guest
«Reply #11 on: June 02, 2008, 05:52:29 AM »
Reply with quote
Umda khayaalat, insaan aur koodadaan ka faraq kya hai batlaya gaya hai... Wah Wah
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #12 on: June 02, 2008, 06:01:40 AM »
Reply with quote
Ek Bahas ke doraan mere mitro ne kaha kya kacharaa daan pe koi kuch likh saktaa hai to sathiyo ek koshish maine kee hai kaha tak safal hoo ye to aap batayenge..

Sonataa hoo daastaa  apnee sunlo aye insaan
Kya khta hai  meri jo jteeta le kar seene me toofaan

Jeeta hoo pee kar nafarat mai jamane kee aaj bhee
Dastoor wahee poorana nibhate hoo  mai aaj bhee

Rahata hoo har galee me har choraho pe saharo kee
Karte hai nafrat mujhse kyo n samaj paya hoo mai abhee

Har sahar kee jaroorat hoo, nahi karata koi pyar fir bhee
Door se lete sidok muh  ko,  dhak lete hai log  naak bhee

Fir bhee ate hai roj subah shyam jaroorat se bandhe hue
Ek hee jajba liyee jee raha hoo mai aaj bhee

Isee jaha ne banya hai mujhe nam bhee diya to kacharadaan
Dhak kar mujh roj nit naye naye ate hai naadaan
Dekhkar bebasee unkee,  muskarata hoo kabhi kabhi

Haa kachare daan hoo mai, samete hoo gandgee sabkee
Aatee hai sadan mujhme, sadtee hai juthan jahaa kee
Kya hai paas insaan ke dene ke liye mujhe………………
gandgee hee gandgee samete wajood wo jee raha hai aaj bhee

netra..


Again.. A Very Innovative thinking Netra..  Thumbs UP
Nice Work...  Applause
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #13 on: June 09, 2008, 02:07:53 AM »
Reply with quote
thanks majiya ji,

bina mere bhee taraste hai log
apnee hee gandgee se darte hai log

nahi karta hai yad koi baleedaan mera
roj ate hai or kachare ko fenk jate hai log

kaisa ye samaaj hai, hai kaise ye log
karte hai hai ayaasee...............
nishanee ayaashee ko fenk jate hai log


netra........
Logged
syednaami
Guest
«Reply #14 on: June 09, 2008, 06:00:36 AM »
Reply with quote
Buhat kamaal, is dafa bhi tasalsul barqarar rakha hai...
Wah jee wah,,, Netra jee...
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 11:21:14 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer