Kaisa ye chipna-chipana........

by Nikhaar on February 02, 2010, 05:22:49 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1918 times)
Nikhaar
Guest
Reply with quote
Do raahi , jo saath saath chalte hai phir kisi karan se alag ho jaate hai,phir milte hai lekin beeti baaton ka afsos hota hai unke dil mein ,ek-dusre se chipne lagte hai.....inhi bhawnao ko lekar  chand alfaaz likhe hai....ummid hai aap sabko pasand aayege...

Kaisa hai ye chipna chipana,kyu yu har pal khud ko tadpana
Zindagi kehti hai aaj ko khul kar jee le,kya pta kal ho kitna anjaana
 
Beeti un baaton ko yaad kar kyu jlana khud ko bhla
Jo pal sath jee sakte hai jee lo unhe,kya pta kal ho kha apna thikana
 
Galtiyon se sikhte chalon,yu hi aage badhte chalo
Maafi maang gunaho ki khuda se apne
kyu yu gunaah k saaye mein jeevan bitana
 
Chahat koi jung nahi,chahat toh dilon ka mail hai
Humne chot khaaye raah-e-mohabbat mein to kya
Khuda ki ibaadatt hoti hai Mohabbat,Kyu Mohabbat ko zehar btana
 
Khaali hue jo paimaane,bhar sako to bhar do unhe
Kaun kahe khaali paimaano ko tumhe apne seene se lgana
 
Aaj hi hai apna,jee lo iss waqt ko khul ke
Kehna hai gar kisi se khuch ,keh do issi waqt mein
Kya pta kal kaun bane bhagte iss waqt ka nishana
 
Kaisa ye chipna-chipana , kyu iss tarah se jeevan bitana..........

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kaisa yeh pyar hai,,,,, by Kashish786 in Shayri for Khumar -e- Ishq
kaisa ghabrana by majid in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 5 6 »
Kaisa hai yeh dil ??? by Brijinder in Shayri for Dard -e- Judai
Kaisa nasha kaisa ye khumar hai by poem143s in Shayri for Dard -e- Judai
{.....To Kaisa Ho} by angel4u in Shayri-E-Dard
Nazak_Pari
Guest
«Reply #1 on: February 02, 2010, 05:41:06 PM »
Reply with quote
kia baht hi nikahr ji kitna dard hy ap ki shayaris min Applause Applause Applause Applause tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #2 on: February 02, 2010, 07:10:50 PM »
Reply with quote
Moved to appropriate section..

Thnx...
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #3 on: February 02, 2010, 07:13:40 PM »
Reply with quote
Bahut bahut bahut hi badhiya likha hai apne nikhar ji..bahut hi prabhawshaali hai hame zindgi ko isi ehsas se jina chahiye...jo hai aaj hai.kal kisne dekha..har din k har pal ko jina chahiye aur is msg ko aapne apne lafzo mein bakhubi sawara hai...sach mein dil mein bas gye apke alfaz.... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
cara
Guest
«Reply #4 on: February 03, 2010, 05:27:03 AM »
Reply with quote
KYA BAAT HAI     NIKHAAR JI......

AB KAISE YE CHIPNA CHIPANA HAI,BALAI DONO KI PEECHLI BATEY BHUL JAANA HAI
WAQAT KA TAKAJA HAI,WAQAT KA HI AAJ FIRSE HAM DONO KO MILANA HAI
GALTIYAN TOH DONO KI THI, BAS EK DUJE KO AB MAAF KARNA  HAI
CHALO SAATH DEKAR ZINDAGI KI RAHA PAR FIR SE CHALE, KI EK DUJE KA SAATH NIBANA HAI...
           AB KAISA YE CHIPNA CHIPANA HAI.....
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #5 on: February 03, 2010, 06:03:06 AM »
Reply with quote
Wow meri pyari Pooja ji,bahut bahut khoob,great creation,beautiful lines by Cara ji. Hats off to you! Thumbs UP Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #6 on: February 03, 2010, 08:44:05 AM »
Reply with quote
Wah WAH Puja-di kya khoob likha hai...Chhupee rustom ho yaar..... Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Beetee baaton ka jikra kar kyu jee ko jalana hai
Hamein tou har haal mai apne dil ko behlaana hai

Aaj he hai apnaa esmai kya chhipna-chhipaana hai
Ghut-ghut kay kyu humko apnaa jeevan beetana hai

Do raahi , jo saath saath chalte hai phir kisi karan se alag ho jaate hai,phir milte hai lekin beeti baaton ka afsos hota hai unke dil mein ,ek-dusre se chipne lagte hai.....inhi bhawnao ko lekar  chand alfaaz likhe hai....ummid hai aap sabko pasand aayege...

Kaisa hai ye chipna chipana,kyu yu har pal khud ko tadpana
Zindagi kehti hai aaj ko khul kar jee le,kya pta kal ho kitna anjaana
 
Beeti un baaton ko yaad kar kyu jlana khud ko bhla
Jo pal sath jee sakte hai jee lo unhe,kya pta kal ho kha apna thikana
 
Galtiyon se sikhte chalon,yu hi aage badhte chalo
Maafi maang gunaho ki khuda se apne
kyu yu gunaah k saaye mein jeevan bitana
 
Chahat koi jung nahi,chahat toh dilon ka mail hai
Humne chot khaaye raah-e-mohabbat mein to kya
Khuda ki ibaadatt hoti hai Mohabbat,Kyu Mohabbat ko zehar btana
 
Khaali hue jo paimaane,bhar sako to bhar do unhe
Kaun kahe khaali paimaano ko tumhe apne seene se lgana
 
Aaj hi hai apna,jee lo iss waqt ko khul ke
Kehna hai gar kisi se khuch ,keh do issi waqt mein
Kya pta kal kaun bane bhagte iss waqt ka nishana
 
Kaisa ye chipna-chipana , kyu iss tarah se jeevan bitana..........

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #7 on: February 03, 2010, 09:09:36 AM »

"Beeti Unn Baaton Ko Yaad Kar Kyon jalana khud Ka Bhala,
Jo Pal Saath Jee Sakte Hai jeelo Unhe,Kya pata kal Kaha Ho Apna Thikana"

Bahut bahut Khoob Pooja..Kitni Saadgi se Aapne Gehrri Baatein ki Hai Iss Kavita Mein,Khaas Kar Yeh Sher Mein Bahut Gehre Jazbaat Qaid Kiye Hai Aapne..

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #8 on: February 03, 2010, 01:43:44 PM »
Reply with quote
kia baht hi nikahr ji kitna dard hy ap ki shayaris min Applause Applause Applause Applause tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed
Shukriya Pari ji....pehli baar aapko apni thread par dekha hai....shukriya
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #9 on: February 03, 2010, 01:50:58 PM »
Reply with quote
Bahut bahut bahut hi badhiya likha hai apne nikhar ji..bahut hi prabhawshaali hai hame zindgi ko isi ehsas se jina chahiye...jo hai aaj hai.kal kisne dekha..har din k har pal ko jina chahiye aur is msg ko aapne apne lafzo mein bakhubi sawara hai...sach mein dil mein bas gye apke alfaz.... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Teh dil se shukriya bbl ji.....bakhubi samjha hai aapne inn alfaazon mein chipi bhawnao ko.....aap bhi khuch likhti toh bahut accha lagta.....bahut bahut shukriya
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #10 on: February 03, 2010, 01:53:57 PM »
Reply with quote
KYA BAAT HAI     NIKHAAR JI......

AB KAISE YE CHIPNA CHIPANA HAI,BALAI DONO KI PEECHLI BATEY BHUL JAANA HAI
WAQAT KA TAKAJA HAI,WAQAT KA HI AAJ FIRSE HAM DONO KO MILANA HAI
GALTIYAN TOH DONO KI THI, BAS EK DUJE KO AB MAAF KARNA  HAI
CHALO SAATH DEKAR ZINDAGI KI RAHA PAR FIR SE CHALE, KI EK DUJE KA SAATH NIBANA HAI...
           AB KAISA YE CHIPNA CHIPANA HAI.....
bahut sahi baat likhi hai aapne Cara ji.....bahut badhiya
bahut bahut shukriya
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #11 on: February 03, 2010, 01:54:37 PM »
Reply with quote
Bahut Khub Nikhaar Ji Bahut Sunder Likha Hai Aapne
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #12 on: February 03, 2010, 02:01:13 PM »
Reply with quote
"Beeti Unn Baaton Ko Yaad Kar Kyon jalana khud Ka Bhala,
Jo Pal Saath Jee Sakte Hai jeelo Unhe,Kya pata kal Kaha Ho Apna Thikana"

Bahut bahut Khoob Pooja..Kitni Saadgi se Aapne Gehrri Baatein ki Hai Iss Kavita Mein,Khaas Kar Yeh Sher Mein Bahut Gehre Jazbaat Qaid Kiye Hai Aapne..

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Teh dil shukriya Khwaish ji....bahut khushi hui aapne iss thread ko apna waqt diya...aur bhi zyada khushi hoti gar aapse bhi khuch sikhne ko mil jata....
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #13 on: February 03, 2010, 02:42:02 PM »
Reply with quote
Waah Waah Bahoot Bahoot Khoob Nikhaar...   

Well done Koyal and Cara!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #14 on: February 03, 2010, 03:15:51 PM »
Reply with quote
Do raahi , jo saath saath chalte hai phir kisi karan se alag ho jaate hai,phir milte hai lekin beeti baaton ka afsos hota hai unke dil mein ,ek-dusre se chipne lagte hai.....inhi bhawnao ko lekar  chand alfaaz likhe hai....ummid hai aap sabko pasand aayege...

Kaisa hai ye chipna chipana,kyu yu har pal khud ko tadpana
Zindagi kehti hai aaj ko khul kar jee le,kya pta kal ho kitna anjaana
 
Beeti un baaton ko yaad kar kyu jlana khud ko bhla
Jo pal sath jee sakte hai jee lo unhe,kya pta kal ho kha apna thikana
 
Galtiyon se sikhte chalon,yu hi aage badhte chalo
Maafi maang gunaho ki khuda se apne
kyu yu gunaah k saaye mein jeevan bitana
 
Chahat koi jung nahi,chahat toh dilon ka mail hai
Humne chot khaaye raah-e-mohabbat mein to kya
Khuda ki ibaadatt hoti hai Mohabbat,Kyu Mohabbat ko zehar btana
 
Khaali hue jo paimaane,bhar sako to bhar do unhe
Kaun kahe khaali paimaano ko tumhe apne seene se lgana
 
Aaj hi hai apna,jee lo iss waqt ko khul ke
Kehna hai gar kisi se khuch ,keh do issi waqt mein
Kya pta kal kaun bane bhagte iss waqt ka nishana
 
Kaisa ye chipna-chipana , kyu iss tarah se jeevan bitana..........

Aap Kahen,AUR Hum na Likhein,Yeh Ho hi nahi sakta..Ek Choti si Koshish Kar Raha Hoon!!! Gustaaki Maaf kijiyega...

Dil ko Gham Raas Hai yuh,Gul Ko Sabah Ho Jaise
Ab To yeh dard Ki Surat Hai,Koi Dawa Ho jaise....

Zindagi Jeena Hai to Muskurakar Jeeo...
Kyon Jeete Ho Zindagi Ko iss kadar, Koi Sazaa Ho Jaise...

Apne Gham Ko Chipa Kar Mehfoos Kyon Rakhte Ho Iss Dil mein
Baant do iss Gham Ko,ZINDAGI Ek Nayi Subah Ho jaise....

Mohabbat Ki Raah mein Usse Paakar bhi Nahi Paa Sakta!!!!
Yehi Haqeeqat Hai!!!Woh Meri meri Koi Ansuuni Dua Ho Jaise....

"Khwaish" Ke Dil mein Kya Hai,Yeh Sirf "Khwaish" Hi Jaanta Hai!!!
Mohabbat To Mohabbat Hai!!!
Chaahe Duniya Ke liye Yeh Koi Gunaah Ho jaise...

Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:08:53 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer