~*~ Kal ho na ho ~*~ by Rahim

by dead heart on December 14, 2012, 10:20:44 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1496 times)
dead heart
Guest
Reply with quote
Har kisi kay dil ki har khwaish puri hoti nahin,
Har kisi ko duniya main zindagi, naseeb hoti nahin..

Kyun tadap main ro kar koste hai apni takdeer ko hum,
Ashkon ki baarish se manzilein haasil hoti nahin..

Jisse chaha khud se zada, haste haste alvida keh gaya,
Wakei kuch logon kay wajood main, wafa hoti nahin..

Jo hai dil main mohobat tere kisi kay liye ae bande, karde zahir,
Kal kehne walon kay liye, zindagi kay akhri lamhe tak, kal hoti nahin..

Meri nazmein parchayi hai meri zindagi ki warna,
Mujh main jhankne tak ki, kisi ko ijazat hoti nahin..

Bas har lamhe ko muskurate hue gale lagaya karo ‘Khamosh’,
Kyun ki kal hogi ya nahin, iss baat ki khabar kisi ko hoti nahin..

~..Rahim..~..A Silent Heart..~
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
**Maa** by Rahim by dead heart in Share:Miscellaneous Shayari
**Be-parda** by Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri
Pareshan Dil..By Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri
Uljhan..By Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri
**Meri jaan tu nahin toh 'Rahim' nahin**by Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #1 on: December 15, 2012, 01:17:24 AM »
Reply with quote
very nice
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #2 on: December 15, 2012, 01:25:25 AM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
prashad
Guest
«Reply #3 on: December 15, 2012, 01:28:33 AM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #4 on: December 15, 2012, 04:40:08 AM »
Reply with quote
Bahot khoob.
Logged
suman59
Guest
«Reply #5 on: December 15, 2012, 04:50:40 AM »
Reply with quote
Har kisi kay dil ki har khwaish puri hoti nahin,
Har kisi ko duniya main zindagi, naseeb hoti nahin..

Kyun tadap main ro kar koste hai apni takdeer ko hum,
Ashkon ki baarish se manzilein haasil hoti nahin..

Jisse chaha khud se zada, haste haste alvida keh gaya,
Wakei kuch logon kay wajood main, wafa hoti nahin..

Jo hai dil main mohobat tere kisi kay liye ae bande, karde zahir,
Kal kehne walon kay liye, zindagi kay akhri lamhe tak, kal hoti nahin..

Meri nazmein parchayi hai meri zindagi ki warna,
Mujh main jhankne tak ki, kisi ko ijazat hoti nahin..

Bas har lamhe ko muskurate hue gale lagaya karo ‘Khamosh’,
Kyun ki kal hogi ya nahin, iss baat ki khabar kisi ko hoti nahin..

~..Rahim..~..A Silent Heart..~

keh diya... bahut bahut khoob rahim jee
Logged
aqsh
Guest
«Reply #6 on: December 15, 2012, 05:11:20 AM »
Reply with quote
bahut bahut khooob likha hai aapne
Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
«Reply #7 on: December 15, 2012, 05:52:32 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #8 on: December 15, 2012, 09:05:47 AM »
Reply with quote
Har kisi kay dil ki har khwaish puri hoti nahin,
Har kisi ko duniya main zindagi, naseeb hoti nahin..

Kyun tadap main ro kar koste hai apni takdeer ko hum,
Ashkon ki baarish se manzilein haasil hoti nahin..

Jisse chaha khud se zada, haste haste alvida keh gaya,
Wakei kuch logon kay wajood main, wafa hoti nahin..

Jo hai dil main mohobat tere kisi kay liye ae bande, karde zahir,
Kal kehne walon kay liye, zindagi kay akhri lamhe tak, kal hoti nahin..

Meri nazmein parchayi hai meri zindagi ki warna,
Mujh main jhankne tak ki, kisi ko ijazat hoti nahin..

Bas har lamhe ko muskurate hue gale lagaya karo ‘Khamosh’,
Kyun ki kal hogi ya nahin, iss baat ki khabar kisi ko hoti nahin..

~..Rahim..~..A Silent Heart..~


Bahut Bahut Khoob Dost Rahim  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
gaytri gupta
Guest
«Reply #9 on: December 15, 2012, 10:25:43 AM »
Reply with quote
waah bahut badhiya likha hai........
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #10 on: December 15, 2012, 02:54:54 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause   bahut khoob Rahim bhai....!!!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #11 on: December 15, 2012, 08:47:21 PM »
Reply with quote
very nice
Shukriya Nandbahu jee..

bahut khoob
Shukriya Saini jee..

bahut khoob
Shukriya Prashad jee..

Bahot khoob.
Shukriya Riyaz jee..

keh diya... bahut bahut khoob rahim jee
Shukriya Suman jee..

bahut bahut khooob likha hai aapne
Shukriya Aqsh jee..

Applause Applause Applause Applause
Shukriya Mann jee..


Bahut Bahut Khoob Dost Rahim  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Bahaut shukriya Khwaish dost..

waah bahut badhiya likha hai........
Bahaut shukriya Gaytri jee..

Applause Applause Applause Applause Applause   bahut khoob Rahim bhai....!!!
Bahaut shukriya Kapil dost..


Ap sabhi ka tahe dil se shukriya..
Khush rahiye..!
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #12 on: December 15, 2012, 10:15:30 PM »
Reply with quote
Rahim Sahaab Aadaab!


Kia haal hai janab .. Khairiyat toH hai naa..?
Lambi gair hazari lagaayi... is dafaa aapne..

Khair behad achche ahsaas O khayaal piroye haiN
janab... aapki tehreer ke khayaal waqai khoob rahe..

Humari dheroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye..
Aur is ashaar ke toH kia kahne janab bahut bahut
umdaa khayaal bayaaN kiya hai aapne...

Meri nazmein parchayi hai mere zindagi ki warna,
Mujh main jhankne tak ki, kisi ko ijazat hoti nahin..
                  



Is liye khususan hazaaroN daad kabul kijiye...
likhate rahiye... aate rahiye...

Shaad O aabaad rahiye...
Khuda Hafez... Usual Smile                  

Logged
dead heart
Guest
«Reply #13 on: December 17, 2012, 07:40:20 PM »
Reply with quote
Rahim Sahaab Aadaab!


Kia haal hai janab .. Khairiyat toH hai naa..?
Lambi gair hazari lagaayi... is dafaa aapne..

Khair behad achche ahsaas O khayaal piroye haiN
janab... aapki tehreer ke khayaal waqai khoob rahe..

Humari dheroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye..
Aur is ashaar ke toH kia kahne janab bahut bahut
umdaa khayaal bayaaN kiya hai aapne...

Meri nazmein parchayi hai mere zindagi ki warna,
Mujh main jhankne tak ki, kisi ko ijazat hoti nahin..
                 



Is liye khususan hazaaroN daad kabul kijiye...
likhate rahiye... aate rahiye...

Shaad O aabaad rahiye...
Khuda Hafez... Usual Smile                   


Parwaaz Sahab,
Apka tahe tahe dil se shukriya..
Apka comment hamesha dil ko raahat de jata hai..
Bas aj kal kuch kam likhta hoon..
Saath dete rahiyega..
Khush rahiye!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 02:27:21 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.161 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer