~Kash main ek parinda hota~ by Rahim

by dead heart on August 22, 2010, 06:05:12 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 12893 times)
dead heart
Guest
Reply with quote
Mujhe urrne ka bada shauk hai bachpan se..Main jab bhi parindon ko dekta hoon, toh tassawur karta hoon kay main bhi ek parinda hoon aur asmaan choo raha hoon..Bas issi baat par kuch likh raha hoon..

Asmaan main urrna meri takdeeron main hota,
Bina paise diye khana lana meri naseebon main hota,
Kash yaaron main ek parinda hota..

Koi peet peeche meri gheebat[burai] nahin kar pata,
Sache doston ka saath meri lakeeron main hota,
Kash yaaron main ek parinda hota..

Zindagi ruk nahin jati kisi kay dokhe se ‘Khamosh’,
Insaan jaisa kamzor dil mere seene main jo nahin hota,
Kash yaaron main ek parinda hota..

Khul kay jee sakta zindagi kay har lamhe ko,
Paise kamana meri hasraton main jo nahin hota,
Kash yaaron main ek parinda hota..

Dil mera bas yehi kehta rehta hai mujse,
Kash ‘Khamosh’ ek parinda hota..!


~Rahim~
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #1 on: August 22, 2010, 06:17:12 AM »
Reply with quote
wowwwwwwwwwwwwwwwww.......rahim ji toooooooooooo goodddddddddd
Logged
dead heart
Guest
«Reply #2 on: August 22, 2010, 06:17:57 AM »
Reply with quote
Shukriya Anamika di..Bahaut bahaut shukriya..!
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #3 on: August 22, 2010, 07:07:24 AM »
Reply with quote
Wah Bhai Wah.. Behad Khubsoorat Ehasaas Likhe hain.. Apne Ek Khayal Ko Lafzon me Bahut Khubsoorati se Utaara hai aapne... Applause Applause



**~** Mann **~**
Logged
dead heart
Guest
«Reply #4 on: August 22, 2010, 08:40:24 AM »
Reply with quote
Shukriya Vikas bhaijan..Aj kal gum rehte ho..Bahaut khushi hui apko yahan aj dekh kar..!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #5 on: August 22, 2010, 10:32:53 AM »
Reply with quote
Mujhe urrne ka bada shauk hai bachpan se..Main jab bhi parindon ko dekta hoon, toh tassawur karta hoon kay main bhi ek parinda hoon aur asmaan choo raha hoon..Bas issi baat par kuch likh raha hoon..

Asmaan main urrna meri takdeeron main hota,
Bina paise diye khana lana meri naseebon main hota,
Kash yaaron main ek parinda hota..

Koi peet peeche meri gheebat[burai] nahin kar pata,
Sache doston ka saath meri lakeeron main hota,
Kash yaaron main ek parinda hota..

Zindagi ruk nahin jati kisi kay dokhe se ‘Khamosh’,
Insaan jaisa kamzor dil mere seene main jo nahin hota,
Kash yaaron main ek parinda hota..

Khul kay jee sakta zindagi kay har lamhe ko,
Paise kamana meri hasraton main jo nahin hota,
Kash yaaron main ek parinda hota..

Dil mera bas yehi kehta rehta hai mujse,
Kash ‘Khamosh’ ek parinda hota..!


~Rahim~

Bahut bahut Khoob Bhai Rahim!!!Humesha Ki Tarah Lajawaab

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Apane jis tarah Yeh Baat Ki, ke aapki ek khwaish thi ke  Kaash Aap Parinde Hote Aur Jo Wajeh Aapne Batayi Hai..Padhkar Bahut Acha Laga..Kuch waqt Pehle maine Bhi Insaan Ko Ek Parinde Se Compare Kar kuch likha Tha..Share Karna Chahunga..

"Yeh parinde Bhi Gar Insaan Hote
Hindu Hote, Sikh Hote,
Isaai Hote Aur Musalmaan Hote..

Bant Jaate The Yeh Bhi
Mazhabo Ke Naam Par!!!
Inke Bhi Dil Mein Bhi Sirf Darmiyaan Hote

Yeh Parinde Bhi gar Insaan Hote....
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #6 on: August 22, 2010, 11:11:33 AM »
Reply with quote
baht khoob rahim sb Applause Applause Applause Applause
Logged
dead heart
Guest
«Reply #7 on: August 22, 2010, 05:11:42 PM »
Reply with quote
Shukriya Khwaish jee aur Khamosh Aawaz jee..

Khwaish jee badi khubsoorat lines share ki hai apne..! Applause Applause
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #8 on: August 22, 2010, 09:23:01 PM »
Reply with quote
Rahim Sahab Aadaab!

janab aapke ahsaas o khayaal bahut pyaare hai...
Khoob koshish rahi aapki...

Aapke ahsaasoN ko Daad janab.....

Aapka yeh quoted khayaal behad khoob raha ...
Iske liye khususi daad....         



Koi peet peeche meri gheebat[burai] nahin kar pata,
Sache doston ka saath meri lakeeron main hota,
Kash yaaron main ek parinda hota..



~Rahim~



Likhate rahiye......
Khush rahiye........
Khuda Hafez........ Usual Smile


Logged
dead heart
Guest
«Reply #9 on: August 23, 2010, 06:52:07 PM »
Reply with quote
Shukriya Parwaaz jee..Behad shukriya.!
Logged
Rahi2001
Maqbool Shayar
****

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
5 days, 19 hours and 8 minutes.

ミ★яαнι★彡¤ℓσνє¤ ●๋•кιηg σƒ ωαソ●๋•

Posts: 745
Member Since: Nov 2008


View Profile WWW
«Reply #10 on: August 25, 2010, 06:42:27 AM »
Reply with quote
bhut badhiya rahim ji shukriya itna umda khyaal hamer sath bantne ke liye
Logged
dead heart
Guest
«Reply #11 on: August 25, 2010, 07:05:56 PM »
Reply with quote
Shukriya Rahi jee..!
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #12 on: August 31, 2010, 10:41:22 PM »
Reply with quote
Mujhe urrne ka bada shauk hai bachpan se..Main jab bhi parindon ko dekta hoon, toh tassawur karta hoon kay main bhi ek parinda hoon aur asmaan choo raha hoon..Bas issi baat par kuch likh raha hoon..

Asmaan main urrna meri takdeeron main hota,
Bina paise diye khana lana meri naseebon main hota,
Kash yaaron main ek parinda hota..

Koi peet peeche meri gheebat[burai] nahin kar pata,
Sache doston ka saath meri lakeeron main hota,
Kash yaaron main ek parinda hota..

Zindagi ruk nahin jati kisi kay dokhe se ‘Khamosh’,
Insaan jaisa kamzor dil mere seene main jo nahin hota,
Kash yaaron main ek parinda hota..

Khul kay jee sakta zindagi kay har lamhe ko,
Paise kamana meri hasraton main jo nahin hota,
Kash yaaron main ek parinda hota..

Dil mera bas yehi kehta rehta hai mujse,
Kash ‘Khamosh’ ek parinda hota..!


~Rahim~

Nice one Rahim Ji
Logged
dead heart
Guest
«Reply #13 on: September 01, 2010, 04:19:40 AM »
Reply with quote
Shukriya Rajesh jee!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 03:35:08 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.148 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer