Kash mere Desh me .........masoom

by masoom shahjada on March 30, 2012, 06:12:31 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 2245 times)
masoom shahjada
Guest
Reply with quote
Ye meri dili khawahish ke mera desh duniya ka sabse achcha desh ho.
Yoindia pe ham sab family h.
. M chahta hu ki hamari yoindia ki family ka har shakhas har bure kaam se bache.
Hamare badlena se sayad desh na badal paye magar agar ham sab ye hi sochte rhe to pahal kon karega. Desh logo se hota h koi bhi desh achcha ya bura nhi hota. Jaise jha ke log hote h wo desh aesa hi kahlata h. Mera desh bhi achcha ban jayega ye ham pe hi depend karta h.
 To agar ham log badal gaye to hamara desh nyi uchaeyo ko chuyega.
M yoindia family ka naya member hu or  sayad meri umar sabse kam h. Isliye m sirf aap sabse gujaris hi kar skata hu. Agar meri gujarish galat ho to bachcha samjhkr maaf kar dena.
Wese Family me aksar bachcho ki khawahis puri ki jati h. Aap sab log bhi meri khawahish jaroor puri karna.
.
.
.
.
.




Kash mere desh me......
Koi bachcha bhok se na roye.
Har sar pe ak chat ho koi fotpath pe na soye.
.
Kash mere desh ke log....
Jhot bolna chor de.
Nafrat karna chor de bas muhabbat karne pe utar aaye.
.
Kash mere desh ke...
Sare maykhane band ho jaye.
Sharab ka naam tak bhol jaye log.
Kash koi subah aesi aaye.
.
Kash mere desh ke...
Jwan hawas ki daldal se nikal aaye.
Unka man etna paak ho jaye ki bagaraj chahat pe utar aaye.
.
Kash mere desh ke log .....
Chori se tauba karle.
Desh ko chalane wale riswat se baaj aa jaye.
Haram ke lukme ko sab bhol jaye.
Halal ki roti sab khaye.
.
Kash mere desh me....
Ab larai na ho.
Nafrat ki aag hamesha ke liye buj jaye.
Log bhaiyo se jyada muhabbat karne lage.
Kina kapat dhoka or jalan dilo se nikal jaye.
.
Kash mere desh ka...
Har sakhas apni jimmedari nibhaye.
Na koi dar ho jha aurto ko mera desh aesa ban jaye..
.
Kash mera desh...
Duniyaa ke liye misaal bane.
Kadam kadam pe jha dilfareb manjar ho.
Mere desh ka har shakhas insaan ban jaye.
..ae kash mera desh.....
Logged
theyash
Guest
«Reply #1 on: March 30, 2012, 06:15:25 PM »
Reply with quote
bahut khoob shahjade agar aisa ho jaye to hamara desh zannat ho jaye
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #2 on: March 30, 2012, 06:35:32 PM »
Reply with quote
bahut khoob shahjade agar aisa ho jaye to hamara desh zannat ho jaye
ha brother kash me us jannat ko dekh pao
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #3 on: March 31, 2012, 03:50:51 AM »
Reply with quote
beautiful
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #4 on: March 31, 2012, 04:57:08 AM »
Reply with quote
beautiful
sukriya
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #5 on: April 03, 2012, 10:11:56 AM »
Reply with quote
bahut khoob shahjade agar aisa ho jaye to hamara desh zannat ho jaye
thanks for comments
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #6 on: April 03, 2012, 10:21:30 AM »
Reply with quote
Waaaaah!!!! bahut Achi Aur Nek Khwaishen Hai Aapki..

Rabb Kare Aap Ki Har Khwaish Mukammal Ho..!!!

Bahut Bahut Khoob Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 11:02:55 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer