kashmakash ... by parwaaz sahab

by adil bechain on August 04, 2011, 08:59:43 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1785 times)
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
Reply with quote


           meri mehbooba bhi ajeeb kashmakash mein rahti hai..!
           jab bhi milti hai mujhse dosti ki duhaai deti hai..!!





               PARWAAZ SAHAB KA LIKHA YE SHER KAHIN KISI THREAD MEIN PADHA HAI AUR MUJHE BAHUT PASAND AAYA
icon_thumleft icon_thumleft icon_thumleft icon_thumleft
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
bechare ghalib sahab by samnoj in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3 4 5 »
dedicated to gulzar sahab by phoenix in Shayri-E-Dard
sahab hasee udaate,,,, by shambhu_007 in Share:Miscellaneous Shayari
parwaaz sahaab ke liye( pehli line parwaaz ki hai) rest by taasir by Taasir siddiqui in Ghazals
Teri Parwaaz e ibaadat meiN... ParwaaZ by ParwaaZ in Shairi - E - Zindagi « 1 2 3  All »
ParwaaZ
Guest
«Reply #1 on: August 04, 2011, 06:34:40 PM »
Reply with quote
Bechain Sahaab Aadaab!

Aapne humare is adna se sher ko itni izzat bakhshi
iske liye hum aapke tah e dil se shukraguzaar haiN.

Yeh humari aik adhuri se kalaam ke ashaar meiN se haiN

Jise hum phir se post kar dete haiN Usual Smile           



Jab hota hu tanhai ke ghanghor andhere mein
Kisi ki yaade meri ankho ko binaaii deti hai

Meri mehbooba bhi ajeeb kashmakash me rahti hai
Jab bhi milti hai mujhse dosti ki duhaaii deti hai

Besakta hi kadam nikal padte hai masjid ki taraf
Kya imaan wala hu mujhe azaane sunaaii deti hai

Waa rasta iqtiyaar kar le ab tu ParwaaZi ka
Zabt e meyaar se teri jaan tujhe rihaaii deti hai
         


Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #2 on: August 05, 2011, 04:33:32 AM »
Reply with quote
laajawaabbbbbbbbbb creation parwaz ji......kya kahen iske liye ab hum....

jab bhi milte ho mujhe chehre pe udaasi dikhai deti hai
hothon pe muskaan par aankhon me nami dikhai deti hai......
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #3 on: August 05, 2011, 05:49:43 AM »
Reply with quote
Parwaz ji bahut khoob.
kitne sadharan se shabdon mein dil ki baatein kahi hain.
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Bechain Sahaab Aadaab!

Aapne humare is adna se sher ko itni izzat bakhshi
iske liye hum aapke tah e dil se shukraguzaar haiN.

Yeh humari aik adhuri se kalaam ke ashaar meiN se haiN

Jise hum phir se post kar dete haiN Usual Smile           



Jab hota hu tanhai ke ghanghor andhere mein
Kisi ki yaade meri ankho ko binaaii deti hai

Meri mehbooba bhi ajeeb kashmakash me rahti hai
Jab bhi milti hai mujhse dosti ki duhaaii deti hai

Besakta hi kadam nikal padte hai masjid ki taraf
Kya imaan wala hu mujhe azaane sunaaii deti hai

Waa rasta iqtiyaar kar le ab tu ParwaaZi ka
Zabt e meyaar se teri jaan tujhe rihaaii deti hai
         



Logged
poppoetry
Guest
«Reply #4 on: August 05, 2011, 05:41:25 PM »
Reply with quote
Waah Parwaaz sahab ji....kya kahe....sach kahu toh khud ko itna kaabil nahi samajhti k aapki nazm par khuch keh paayu... Applause icon_salut

Aapka shukrana adil ji....jo hamein kashmakash ko padhne ka mauka mila..
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #5 on: August 05, 2011, 07:07:44 PM »
Reply with quote
Suresh Jee And Nikhaar jee Aadaab!

Hum tah e dil se mashkoor O mamnoon hai... Usual Smile
Aap logoN ne is adna se kavish ko sarahaa aur
houNsla Afzaai ki hume behad khushi huyi Usual Smile

Aage bhi apna saath banaye rakhiye...
Khush O aabaad rahiye... Usual Smile
Khdua hafez Usual Smile

         

Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #6 on: August 05, 2011, 07:11:21 PM »
Reply with quote
Bechain Sahaab Aadaab!

Aapne humare is adna se sher ko itni izzat bakhshi
iske liye hum aapke tah e dil se shukraguzaar haiN.

Yeh humari aik adhuri se kalaam ke ashaar meiN se haiN

Jise hum phir se post kar dete haiN Usual Smile          



Jab hota hu tanhai ke ghanghor andhere mein
Kisi ki yaade meri ankho ko binaaii deti hai

Meri mehbooba bhi ajeeb kashmakash me rahti hai
Jab bhi milti hai mujhse dosti ki duhaaii deti hai

Besakta hi kadam nikal padte hai masjid ki taraf
Kya imaan wala hu mujhe azaane sunaaii deti hai

Waa rasta iqtiyaar kar le ab tu ParwaaZi ka
Zabt e meyaar se teri jaan tujhe rihaaii deti hai
          






Wah..!! Parwaz sahab Kya kehne aapke... Usual Smile

Bahut hi umda shayar hai aap..jo khud to itna achha likhna jante hai aur achhe likhne walo ki tareef bhi khoob karna jante hai.. Usual Smile

ek achhe shayar ki sari khubiya hai aapme.. Thumbs UP

isiliye to hume bahut kuchh sikhne ko milta hai aapse.. Usual Smile
yu hi hum sabka sath dete rahiyega parwaz sahab..

khuda hafiz..
Logged
sbechain
Guest
«Reply #7 on: August 08, 2011, 07:19:08 PM »
Reply with quote
Bechain Sahaab Aadaab!

Aapne humare is adna se sher ko itni izzat bakhshi
iske liye hum aapke tah e dil se shukraguzaar haiN.

Yeh humari aik adhuri se kalaam ke ashaar meiN se haiN

Jise hum phir se post kar dete haiN Usual Smile          



Jab hota hu tanhai ke ghanghor andhere mein
Kisi ki yaade meri ankho ko binaaii deti hai

Meri mehbooba bhi ajeeb kashmakash me rahti hai
Jab bhi milti hai mujhse dosti ki duhaaii deti hai

Besakta hi kadam nikal padte hai masjid ki taraf
Kya imaan wala hu mujhe azaane sunaaii deti hai

Waa rasta iqtiyaar kar le ab tu ParwaaZi ka
Zabt e meyaar se teri jaan tujhe rihaaii deti hai
          




bahut khoob parwaaz khan sahab

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #8 on: April 02, 2013, 12:10:13 AM »
Reply with quote


           meri mehbooba bhi ajeeb kashmakash mein rahti hai..!
           jab bhi milti hai mujhse dosti ki duhaai deti hai..!!





               PARWAAZ SAHAB KA LIKHA YE SHER KAHIN KISI THREAD MEIN PADHA HAI AUR MUJHE BAHUT PASAND AAYA
icon_thumleft icon_thumleft icon_thumleft icon_thumleft

good one,sir
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #9 on: April 02, 2013, 12:30:45 AM »
Reply with quote
Kyaaa baat parwaaaz bhaaai kaun dosti ki duhaaai de rahaaa hai......
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:59:32 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.292 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer