Kaun hai Aap , Kha se Aaye hai.......................NIkhaar

by Nikhaar on January 26, 2012, 06:44:53 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 3384 times)
Nikhaar
Guest
Reply with quote

Kaun hai aap, kha se aaye hai....
Gunaah k shehar mein wafaaye laaye hai
Kaun hai aap, kha se aaye hai....

Raah mein milte ajnabi se bhi bna liya rishta
Iss shehar mein toh apne bhi ek-duje se paraaye hai

Ashqon ko moti sa dhaagon mein piroya humne
Aap uss par maati ka khilona laaye hai

Bandagi khuda ki bhi na ki humne kabhi iss kadar
Aur ek aap hai k pyar k dar par sar jhukaaye hai

Khwabon ko sheeshe ki deewaron mein tha iss dil ne qaid kiya
Patthar utha lete, kyu haathon se lahu bahaaye hai

Kadmon mein aapke,kurbaan na ho toh kya ho..
Kasoor karke bhi hum begunaah kehlaaye hai

Likh jaaye sajde mein aapke hum ye sab lamhe
Aapki hi toh hai amaanat,aap hi laaye hai

Kaun hai aap,kha se aaye hai....
Benoor raaho mein noor-e-gulistaa_n laaye hai
Kaun hai aap,kha se aaye hai....

Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 17 hours and 30 minutes.
Posts: 18608
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #1 on: January 27, 2012, 12:09:30 AM »
Reply with quote
boht boht khubsurat likha hai realy heart touched
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #2 on: January 27, 2012, 02:54:13 AM »
Reply with quote

Kaun hai aap, kha se aaye hai....
Gunaah k shehar mein wafaaye laaye hai
Kaun hai aap, kha se aaye hai....

Raah mein milte ajnabi se bhi bna liya rishta
Iss shehar mein toh apne bhi ek-duje se paraaye hai

Ashqon ko moti sa dhaagon mein piroya humne
Aap uss par maati ka khilona laaye hai

Bandagi khuda ki bhi na ki humne kabhi iss kadar
Aur ek aap hai k pyar k dar par sar jhukaaye hai

Khwabon ko sheeshe ki deewaron mein tha iss dil ne qaid kiya
Patthar utha lete, kyu haathon se lahu bahaaye hai

Kadmon mein aapke,kurbaan na ho toh kya ho..
Kasoor karke bhi hum begunaah kehlaaye hai

Likh jaaye sajde mein aapke hum ye sab lamhe
Aapki hi toh hai amaanat,aap hi laaye hai

Kaun hai aap,kha se aaye hai....
Benoor raaho mein noor-e-gulistaa_n laaye hai
Kaun hai aap,kha se aaye hai....



Kiya kahen aap ke fan-o hunar ki baat
lajawaab ke siva aur nahi hain alfaaz


Abul Asad
Logged
sarfira
Guest
«Reply #3 on: January 27, 2012, 03:14:56 AM »
Reply with quote
superbbbbbb
loot lia aapke post ne--
lajawaaaab
nice
great
fantastic
marvelous
fabulous
and
jhakashh
CREATION--

really awsome--
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #4 on: January 27, 2012, 04:04:44 AM »
Reply with quote
bahut khoob nikhar ji badhai ho.
Logged
mkv
Guest
«Reply #5 on: January 27, 2012, 04:05:53 PM »
Reply with quote

Kaun hai aap, kha se aaye hai....
Gunaah k shehar mein wafaaye laaye hai
Kaun hai aap, kha se aaye hai....   Applause Applause

Raah mein milte ajnabi se bhi bna liya rishta
Iss shehar mein toh apne bhi ek-duje se paraaye hai  Applause Applause Applause

Ashqon ko moti sa dhaagon mein piroya humne
Aap uss par maati ka khilona laaye hai   Applause Applause Applause Bahut khoob

Bandagi khuda ki bhi na ki humne kabhi iss kadar
Aur ek aap hai k pyar k dar par sar jhukaaye hai  Applause Applause Applause Applause Umda khayaal

Khwabon ko sheeshe ki deewaron mein tha iss dil ne qaid kiya
Patthar utha lete, kyu haathon se lahu bahaaye hai  Applause Applause

Kadmon mein aapke,kurbaan na ho toh kya ho..
Kasoor karke bhi hum begunaah kehlaaye hai  Applause Applause Applause

Likh jaaye sajde mein aapke hum ye sab lamhe
Aapki hi toh hai amaanat,aap hi laaye hai  Applause Applause Applause

Kaun hai aap,kha se aaye hai....
Benoor raaho mein noor-e-gulistaa_n laaye hai
Kaun hai aap,kha se aaye hai.... Applause Applause Applause Applause


vaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah
khoob likha hai aapne..that too after a long time..very nice  Applause Applause
Logged
usha rajesh
Guest
«Reply #6 on: January 28, 2012, 02:50:23 AM »
Reply with quote

Kaun hai aap, kha se aaye hai....
Gunaah k shehar mein wafaaye laaye hai
Kaun hai aap, kha se aaye hai....

Raah mein milte ajnabi se bhi bna liya rishta
Iss shehar mein toh apne bhi ek-duje se paraaye hai

Ashqon ko moti sa dhaagon mein piroya humne
Aap uss par maati ka khilona laaye hai

Bandagi khuda ki bhi na ki humne kabhi iss kadar
Aur ek aap hai k pyar k dar par sar jhukaaye hai

Khwabon ko sheeshe ki deewaron mein tha iss dil ne qaid kiya
Patthar utha lete, kyu haathon se lahu bahaaye hai

Kadmon mein aapke,kurbaan na ho toh kya ho..
Kasoor karke bhi hum begunaah kehlaaye hai

Likh jaaye sajde mein aapke hum ye sab lamhe
Aapki hi toh hai amaanat,aap hi laaye hai

Kaun hai aap,kha se aaye hai....
Benoor raaho mein noor-e-gulistaa_n laaye hai
Kaun hai aap,kha se aaye hai....



Waah!Waah! Waah! Nikhar ji.
Behad khubsurat peshkash.
Har shar par daad.
 Applause Applause Applause Applause
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
sunildehgawani
Guest
«Reply #7 on: January 28, 2012, 05:19:31 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley nikhar sahiba ,,,bahut bahut khub khub ,,,bahut hi naayaab khayalat se sazi yeh nazm ,,,man bha gayi ,,har lafz kabil-e-daad hai ,,,caroron daad ki haqdaar hai aap ...kabul karen ,,aur fir se zald hajir hon aisi hi ..khubsurat nazm ke sath ....keep smiling 4 ever 
Logged
injured.warrior
Guest
«Reply #8 on: January 28, 2012, 07:08:28 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Applause Applause bahut achhe Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #9 on: January 29, 2012, 03:03:05 PM »
Reply with quote
boht boht khubsurat likha hai realy heart touched
shukriya saahil ji
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #10 on: January 29, 2012, 03:13:11 PM »
Reply with quote
Kiya kahen aap ke fan-o hunar ki baat
lajawaab ke siva aur nahi hain alfaaz


Abul Asad
bahut bahut shukriya...aapke kahe alfaaz khud mein hi bahut bade alfaaz hai...shukrana
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #11 on: January 29, 2012, 03:21:41 PM »
Reply with quote
superbbbbbb
loot lia aapke post ne--
lajawaaaab
nice
great
fantastic
marvelous
fabulous
and
jhakashh
CREATION--

really awsome--

ohhhhhh....itni taarife...aapne toh mujhe aasaman par pahucha diya k maine khud apni post dobara read ki....bahut bahut shukrana sarfira ji...
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #12 on: January 29, 2012, 03:29:22 PM »
Reply with quote
bahut khoob nikhar ji badhai ho.
shukriya saini ji
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #13 on: January 29, 2012, 03:40:40 PM »
Reply with quote
vaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah
khoob likha hai aapne..that too after a long time..very nice  Applause Applause
ji sahi farmaaya...kaafi lambe waqt k baad khuch likha hai..sarahne k liye shukriya
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #14 on: January 29, 2012, 03:46:39 PM »
Reply with quote
Waah!Waah! Waah! Nikhar ji.
Behad khubsurat peshkash.
Har shar par daad.
 Applause Applause Applause Applause
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

shukriya usha ji
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 07:30:49 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer