khubiyan itni to nahi........

by arpangour on January 11, 2009, 06:51:20 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 2071 times)
arpangour
Guest
Reply with quote
Khubiyan itni toh nahin hum mein,
Ki kisi ke dil mein hum ghar bana paayenge,
Par bhulana bhi aasaan na hoga hume,
Saath kuch aisa nibha jaayenge..

Pyaar kya hota hai aaj tumhe bataayenge hum,
Kai saal guzaar diye ab iss chahat mein,
Gham nahin hoga maut aa jaaye agar,
Shart yeh hai ki dum toote uski baahon mein..

Pyaasi aankh ko sagar nazar nahin aaya,
Kai dino se tera chehra nazar nahin aaya,
Tere deedar ki bheek maangta mai usse,
Magar falak se toota hua taara nazar nahin aaya..

Sookhe patte se pyaar kar lenge,
Hum tum par aitbaar kar lenge,
Tum ek baar kehdo ke hame tum se pyaar hai,
Hum agle janm tak intezaar kar lenge..

Kisi ne dil ko is kadar choo liya,
Ki hum kisi aur ko choo na sake,
Hum toh chale the aap kao dost banane magar,
Aap toh dhadkan bante chale gaye....!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Itni bedardi by sahil_17n in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ye raat itni... by Just_Hate_Love in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 »
ITNI MAHOBAT by jochahohojayein in Shayeri for Dard -e- Bewafai
ladkiyan itni nadan nahi hoti by SINGROHA in Shayri for Khumar -e- Ishq
uski fitratoon mai nahi thaa itni siddat se bhula dena,,,,,,,,sunil by sunildehgawani in Shayri-E-Dard
Prateek Mardia
Guest
«Reply #1 on: January 11, 2009, 07:07:17 PM »
Reply with quote
bahut khoob likha hai arpangour ji aapne.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #2 on: January 11, 2009, 08:17:08 PM »
Reply with quote
wah wah wah , kya baat hai Arpan

Jasbir Singh
Logged
arpangour
Guest
«Reply #3 on: January 12, 2009, 01:56:34 AM »
Reply with quote
shukriya prateek ji aur jasbir ji ki aapko bahut pasand aaya...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #4 on: January 12, 2009, 02:06:32 AM »
Reply with quote
good work arpangour ji
Logged
Roja
Guest
«Reply #5 on: January 12, 2009, 02:19:04 AM »
Reply with quote
Khubiyan itni toh nahin hum mein,
Ki kisi ke dil mein hum ghar bana paayenge,
Par bhulana bhi aasaan na hoga hume,
Saath kuch aisa nibha jaayenge..

Pyaar kya hota hai aaj tumhe bataayenge hum,
Kai saal guzaar diye ab iss chahat mein,
Gham nahin hoga maut aa jaaye agar,
Shart yeh hai ki dum toote uski baahon mein..

Pyaasi aankh ko sagar nazar nahin aaya,
Kai dino se tera chehra nazar nahin aaya,
Tere deedar ki bheek maangta mai usse,
Magar falak se toota hua taara nazar nahin aaya..

Sookhe patte se pyaar kar lenge,
Hum tum par aitbaar kar lenge,
Tum ek baar kehdo ke hame tum se pyaar hai,
Hum agle janm tak intezaar kar lenge..

Kisi ne dil ko is kadar choo liya,
Ki hum kisi aur ko choo na sake,
Hum toh chale the aap kao dost banane magar,
Aap toh dhadkan bante chale gaye....!!

Bahut accha likha hai aapne Arpangour jii
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #6 on: January 12, 2009, 05:47:53 AM »
Reply with quote
Khubiyan itni toh nahin hum mein,
Ki kisi ke dil mein hum ghar bana paayenge,
Par bhulana bhi aasaan na hoga hume,
Saath kuch aisa nibha jaayenge..

Pyaar kya hota hai aaj tumhe bataayenge hum,
Kai saal guzaar diye ab iss chahat mein,
Gham nahin hoga maut aa jaaye agar,
Shart yeh hai ki dum toote uski baahon mein..

Pyaasi aankh ko sagar nazar nahin aaya,
Kai dino se tera chehra nazar nahin aaya,
Tere deedar ki bheek maangta mai usse,
Magar falak se toota hua taara nazar nahin aaya..

Sookhe patte se pyaar kar lenge,
Hum tum par aitbaar kar lenge,
Tum ek baar kehdo ke hame tum se pyaar hai,
Hum agle janm tak intezaar kar lenge..

Kisi ne dil ko is kadar choo liya,
Ki hum kisi aur ko choo na sake,
Hum toh chale the aap kao dost banane magar,
Aap toh dhadkan bante chale gaye....!!

Bahot badiya yaar !! mashallah acha likha hai apne bhai !!

Qadeer toopchi
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #7 on: January 12, 2009, 05:58:12 AM »
Reply with quote
Very Beautiful Creation ArpanGour Ji.. Applause
Logged
arpangour
Guest
«Reply #8 on: January 12, 2009, 08:54:10 AM »
Reply with quote
Bahut bahut shukriya ji aap sabhi ka.......jo aap ko pasand aaya
Pooja ji, Roja ji, Qadeer ji aur mahiya ji

Likhu kuch aaj yeh waqt ka takaja hai,
Dil mein dard abhi taaza taaza hai,
Gir padte hai aansoo mere kagaj par,
Lagta hai kalam mein syahi kam aur ashq jyaada hai..
Logged
arpangour
Guest
«Reply #9 on: January 12, 2009, 01:35:27 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya shihab ji jo aapko pasand aaya.........
haan....jo kuch bhi dil mein aata hai woh kagaz par likh deta hoon ji mai
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 03:59:25 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.096 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer