khud ko hasa rahe hain

by nirala on August 04, 2012, 05:13:57 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 908 times)
nirala
Guest
Reply with quote
khud ko hasa rahe hain
ke bahaane bana rahe hain
aaj pardaa hatt raha tha
ke kuch gunguna rahe hain
lagi saawan ki fir jhadee hai
ke wo boondon se saj rahe hain
hothon ki laali aur kaazal aankhon ka
ke mehendi wo rachh rahe hain
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Khud Se Chhupa Chhupi Khel Rahe Hain by Devdas_online in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Khud k liye saza mangte rahe... by brokenbyluv in SMS , mobile & JOKES « 1 2  All »
Bujh Rahin Hain Saansein Jal Rahe Hain Hum by ehsaas chahat ka in Shayri for Dard -e- Judai
Khud Ko Chhal Rahe Ho Tum by riyaz106 in Miscellaneous Shayri « 1 2 3  All »
Hasa hasa ke maro by Asif samani jaunpuri in Shayri for Khumar -e- Ishq
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: August 04, 2012, 05:29:25 AM »
Reply with quote
waah waah bahut khoob
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #2 on: August 04, 2012, 10:28:09 AM »
Reply with quote
वाह निराला जी, मै कविता के अंत में कुछ लिखना चाहूँगा

अर्ज किया है कि
रूप उनका ऐसा चमक रहा
कि चांदनी भी फीकी लग रही है
Logged
Sps
Guest
«Reply #3 on: August 04, 2012, 09:28:04 PM »
Reply with quote
good one
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #4 on: August 04, 2012, 09:33:54 PM »
Reply with quote
khud ko hasa rahe hain
ke bahaane bana rahe hain
aaj pardaa hatt raha tha
ke kuch gunguna rahe hain
lagi saawan ki fir jhadee hai
ke wo boondon se saj rahe hain
hothon ki laali aur kaazal aankhon ka
ke mehendi wo rachh rahe hain


  niralaa ji aise-aise bouncer mat maaraa karo kii hook hi na kar paao.n

   abb bhalaa baarish mein baith kar koi kaajal lagaaye gaa to kyaa haal hoga ...   raamsay brother's ki horror movie ki bhootnii lage gi
Laughing hard Laughing hard
Logged
nirala
Guest
«Reply #5 on: August 05, 2012, 03:29:26 AM »
Reply with quote
  niralaa ji aise-aise bouncer mat maaraa karo kii hook hi na kar paao.n

   abb bhalaa baarish mein baith kar koi kaajal lagaaye gaa to kyaa haal hoga ...   raamsay brother's ki horror movie ki bhootnii lage gi
Laughing hard Laughing hard
heheheh sahi kaha aapne
Logged
suman59
Guest
«Reply #6 on: August 05, 2012, 03:57:49 AM »
Reply with quote
khud ko hasa rahe hain
ke bahaane bana rahe hain
aaj pardaa hatt raha tha
ke kuch gunguna rahe hain
lagi saawan ki fir jhadee hai
ke wo boondon se saj rahe hain
hothon ki laali aur kaazal aankhon ka
ke mehendi wo rachh rahe hain


bahut acche  Thumbs UP Thumbs UP

(nana bhootni koyi nahi lagegi kyu ke aajkal sab waterproof items milti hai.. tongue3 )
Logged
nirala
Guest
«Reply #7 on: August 05, 2012, 04:54:11 AM »
Reply with quote
bahut acche  Thumbs UP Thumbs UP

(nana bhootni koyi nahi lagegi kyu ke aajkal sab waterproof items milti hai.. tongue3 )
aare waah
ye bhi sahi hai
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:07:28 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer