Matrix Guy
Guest
|
!!!!! Khuda Kasam Mene !!!!!
Saqi Se, Mahkhane Se Mene Yaari Ki He Khuda Kasam Mene Sirf Jaam Se Wafadaari Ki He
Raat Bhar Pi-Kar Bhi Kabhi Hosh Na Khoya Yaroo Is Kaam Me Mene Badi Hoshiyaari Ki He
Isi Ko Di Mohabat Aur Badle Me Utni Hi Mili Bhi Ek Isi Ne Hi Kabhi Na Mujse Gaddaari Ki He
Har Gum Bataya He Isko Safar-E-Zandagi Ka Isne Har Mumkin Raajdaari Ki He
Koun Kahta He Sharab Chij He Buri Me Ta-umrr Raha Khatawaar, Ek Bas Pi-Kar Hi Samajdaari Ki He
Saqi Se, Mahkahne Se Mene Yari Ki He Khuda Kasam Mene Sirf Jaam Se Wafadaari Ki He
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
AbhiTamrakar
Guest
|
|
«Reply #1 on: February 05, 2011, 05:52:44 AM » |
|
hahahaha kya bat haiiiiii yaaaraaaa
mast jam ki itni tareef to khud peene wale bhi nahi karte dost..
hua jo shor sheher me ki pee rakhi he usne, behekne walon me sabse pehla kadam mera tha~
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Matrix Guy
Guest
|
|
«Reply #3 on: February 05, 2011, 07:39:26 AM » |
|
thx dear abhi.........aur jo line apne share ki he uska koi jawab nahi....bahot hi umda lines.thx dear........
parwaj sahab ....bahot bahot shukriya ......apko meri ye koshish pasand ayi ye mere liye baehad khushi ki baat he.....ese hi sath bane rahiye......thx again
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirala
Guest
|
|
«Reply #4 on: February 05, 2011, 08:21:42 AM » |
|
huaaaaaa huaaaa dil deewaanaaa huaaaa ab dekho yaaara saaki aur paimaane ka bhi hame aazmaana huaaaaaa saaki se dil lagaya bas ab saaki ka hi deewaana huaaa saaki ka hi deewaana hua yaaron uski gaddaari ka yun khamiyaana hua ek peg idhar bhi de do bhai ekla ekla ni peete re jhakashhh likha hai yaara
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #6 on: February 05, 2011, 09:25:58 AM » |
|
!!!!! Khuda Kasam Mene !!!!!
Saqi Se, Mahkhane Se Mene Yaari Ki He Khuda Kasam Mene Sirf Jaam Se Wafadaari Ki He
Raat Bhar Pi-Kar Bhi Kabhi Hosh Na Khoya Yaroo Is Kaam Me Mene Badi Hoshiyaari Ki He
Isi Ko Di Mohabat Aur Badle Me Utni Hi Mili Bhi Ek Isi Ne Hi Kabhi Na Mujse Gaddaari Ki He
Har Gum Bataya He Isko Safar-E-Zandagi Ka Isne Har Mumkin Raajdaari Ki He
Koun Kahta He Sharab Chij He Buri Me Ta-umrr Raha Khatawaar, Ek Bas Pi-Kar Hi Samajdaari Ki He
Saqi Se, Mahkahne Se Mene Yari Ki He Khuda Kasam Mene Sirf Jaam Se Wafadaari Ki He
Bahut mast tehreer likhi hai aapne ... Matrix Ji ! sabhi ashaar dilkash lage hume ... dil se daad !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khamosh_aawaaz
Guest
|
|
«Reply #7 on: February 05, 2011, 09:32:55 AM » |
|
!!!!! Khuda Kasam Mene !!!!!
Saqi Se, Mahkhane Se Mene Yaari Ki He Khuda Kasam Mene Sirf Jaam Se Wafadaari Ki He
Raat Bhar Pi-Kar Bhi Kabhi Hosh Na Khoya Yaroo Is Kaam Me Mene Badi Hoshiyaari Ki He
Isi Ko Di Mohabat Aur Badle Me Utni Hi Mili Bhi Ek Isi Ne Hi Kabhi Na Mujse Gaddaari Ki He
Har Gum Bataya He Isko Safar-E-Zandagi Ka Isne Har Mumkin Raajdaari Ki He
Koun Kahta He Sharab Chij He Buri Me Ta-umrr Raha Khatawaar, Ek Bas Pi-Kar Hi Samajdaari Ki He
Saqi Se, Mahkahne Se Mene Yari Ki He Khuda Kasam Mene Sirf Jaam Se Wafadaari Ki He
bahut koob dost . tumne kya khoob sharaab pee hai. pee kar hum bhi tamashaa dekhte hain kabhi maikhanaa to kabhi ahle zamanaa dekhte hain..!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Matrix Guy
Guest
|
|
«Reply #8 on: February 05, 2011, 10:24:47 AM » |
|
le lo nirala ji.........apke liye koi manahi thodi na he ........ur welcome ....thx nirala ji for this support
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Matrix Guy
Guest
|
|
«Reply #9 on: February 05, 2011, 10:25:59 AM » |
|
anamika ji tussi gajab ho ji.........
apke jawab to bas kamal aur dhamal dono he ji..........
mast mast mastam wale jawab ke liye thx........F H F H
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Matrix Guy
Guest
|
|
«Reply #10 on: February 05, 2011, 10:28:16 AM » |
|
naresh ji aur khamosh ji.........aap logo se jo encouragement milta he wo kisi bhi inaam se badkar he ........ese hi sath rahiye.....and khamosh ji apki ye 2 lines bahot meaning full he........
thx u all for this support.........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
brokenbyluv
Guest
|
|
«Reply #11 on: February 05, 2011, 11:24:43 AM » |
|
Bahut umda utkarsh ji ek nayapan dekhne ko mila apki kavita mein..bahut hi umda..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
dead heart
Guest
|
|
«Reply #12 on: February 05, 2011, 03:49:04 PM » |
|
Kya khoob kaha hai Utkarsh jee.. bahaut bahaut umda.. Khoob..dil se daad.. Khush rahiye..!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
dead heart
Guest
|
|
«Reply #13 on: February 05, 2011, 03:49:44 PM » |
|
Abhi mere jaanu bhai, do lines main ghazal likh di.. wah wah.. khoob..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #14 on: February 06, 2011, 01:40:31 PM » |
|
mast poem hai Matrix ji....... !!!!! Khuda Kasam Mene !!!!!