Khuda ko Dekha he............. .....mazHur

by mazHur on September 27, 2017, 08:42:21 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 655 times)
mazHur
Guest
Reply with quote
مجھے الفت نہیں بتوں سے مگر
میں نے ان میں خدا کو دیکھا ہے۔
مظہربٹ
Mujhe ulfat nhi butoan se magar
Mein ne in mein Khuda ko dekha he
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #1 on: September 28, 2017, 10:05:06 PM »
Reply with quote
bahut khoob.
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

MazHur Sahib Khuda ko samajhnaa bahut mushkil hai. Main itnaa hee kahun gaa Khuda sab jagah hee hai aur kahin nahin, kahin nahin kaa matlab yeh hai ke aap usse dekh nahin sakte. Aap usse muthi mein band nahin kar sakte lekin woh muthee mein hai zaroor. Agar usskaa honaa agar aap maan sakte hain to tabhi woh hai warnaa nahin. Iss liye hee aap yeh hee keh sakte hain ke Khuda button mein nahin lekin hai zaroor kyunke khuda har cheez mein hai pathhar mein bhi. Khaalee aap yeh keh sakte hain ke usse koi shakal denaa hee gunah hai. Hindu usse shakal dete hain sirf iss liye binaa shakal deeye aap kisee direction mein dekh hee nahin sakte. Masjid kee mizraab kaa bhi yahee matlab hai ke mizraab aapko direct kartee hai.
Logged
mazHur
Guest
«Reply #2 on: September 28, 2017, 11:38:58 PM »
Reply with quote
Apki baat se mutaffiq hoon lkn meri nigah mein is shair ka mtlb kuch aur he. woh ye ke insan mitti ka putla he aur us ke dil.mein shaitan ghuss gaya he jiski wajah se woh khuda ban betha he...is ki misal Pharaohs mn nzr ati he
Logged
shehzadanjum
New Member


Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 hours and 20 minutes.
Posts: 19
Member Since: Jul 2017


View Profile
«Reply #3 on: September 29, 2017, 01:42:35 PM »
Reply with quote
ye teri nazar ka dhuka hai khuda nahi
aye dost jhank le apne dil me
kahi shaitan ne waha ghar to nahi bana rakha hai...
Logged
mazHur
Guest
«Reply #4 on: September 30, 2017, 12:25:44 AM »
Reply with quote
Khuda to her jagah mojood he
Kahan per rehta he Shaitan phir??
Mazhur
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 23, 2025, 07:08:50 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer