"khwaish" Haathon Ki Lakeeron Ko Kabhi Nahi Maanta!!!

by khwaish on August 30, 2010, 12:28:52 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 6433 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
Reply with quote
Dil ke Pathar ko Pighalte Hue Dekhta hoon
waqt ke mutaabik Har ek ko badalte hue Dektha hoon

Naa jaane Kis Mod par  Aaakar Rukh jaaye yeh Safar Sadiyon Ka!!!
har ek ko apni Hi Dhun Mein chalte hue Dekhta hoon

suuna Tha,  yahan insaani jazbo ka Koi Mol Nahi!!!
Halaat ke Mutaabik Apno ke Chehro Ko Badalte Hue Dekhta Hoon

Salaam hai Mera uss Shaks Ko, Jo har Haal mein Muskuraata hai!!!
Chehre Par khokli si Muskaan Saja Kar, Andar Se Rote Hue Dekhta hoon

Jazbaa-e-dil Ko Aazmana Ab Chodd Bhi de "Khwaish"
Khwaisho Ko Hardum Dil mein Be-Maut Marte Hue Dekhta Hoon

Aaj Ke Daur mein Rote Hue Ko kaun Sambhaalta Hai Eh dost!!!
Agar Zindagi Ek Jung Hai
To Har Sipahi ko Yeh Jung Akele Ladte Hue Dekhta Hoon

"Khwaish" Haathon Ki lakeeron Ko kabhi Nahi Maanta!!
Eh Khuda Teri Reham-0-Karam Wali nazar Ho Jin Bando Par,
Ek Pal Mein Unki Taqdeeron Ko Badalte Hue Dekhta Hoon....

                     ~~~~~Khwaish~~~~~
Logged
Rahi2001
Maqbool Shayar
****

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
5 days, 19 hours and 8 minutes.

ミ★яαнι★彡¤ℓσνє¤ ●๋•кιηg σƒ ωαソ●๋•

Posts: 745
Member Since: Nov 2008

View Profile WWW
«Reply #1 on: August 30, 2010, 12:40:57 PM »
Reply with quote
no wordssssssssssssssssss

 Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! icon_salut icon_salut icon_salut notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy

bas itna hi kafi hai mere jajbaton ko samjhane ke liyeeeeeeeee

bemisaalllllllllllllllllllll
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010

View Profile WWW
«Reply #2 on: August 30, 2010, 12:59:44 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause

bahut khoob Khwaish ji...!!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #3 on: August 30, 2010, 02:00:12 PM »
Reply with quote
no wordssssssssssssssssss

 Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! icon_salut icon_salut icon_salut notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy

bas itna hi kafi hai mere jajbaton ko samjhane ke liyeeeeeeeee

bemisaalllllllllllllllllllll

Teh Dil Se Shukriya Raahi Ji..

Aapne Itna Kuch keh Diya Ke kya Kahoon!!!

Bas...Yuhi Saath Banaye Rakhiyega.. icon_flower
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #4 on: August 30, 2010, 05:33:10 PM »
Reply with quote
waah ji waah bahut hi umda khwaish ji khaas kar k akhri do linse bahut khoob hai...
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #5 on: August 30, 2010, 06:50:38 PM »
Reply with quote
Badi gehre soch wali poem hai aapki Khwaishji..... Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
kya maan-na kya nahi ye apna apna alag nazaria hota hai.........

Dil ke Pathar ko Pighalte Hue Dekhta hoon
waqt ke mutaabik Har ek ko badalte hue Dektha hoon

Naa jaane Kis Mod par  Aaakar Rukh jaaye yeh Safar Sadiyon Ka!!!
har ek ko apni Hi Dhun Mein chalte hue Dekhta hoon

suuna Tha,  yahan insaani jazbo ka Koi Mol Nahi!!!
Halaat ke Mutaabik Apno ke Chehro Ko Badalte Hue Dekhta Hoon

Salaam hai Mera uss Shaks Ko, Jo har Haal mein Muskuraata hai!!!
Chehre Par khokli si Muskaan Saja Kar, Andar Se Rote Hue Dekhta hoon

Jazbaa-e-dil Ko Aazmana Ab Chodd Bhi de "Khwaish"
Khwaisho Ko Hardum Dil mein Be-Maut Marte Hue Dekhta Hoon

Aaj Ke Daur mein Rote Hue Ko kaun Sambhaalta Hai Eh dost!!!
Agar Zindagi Ek Jung Hai
To Har Sipahi ko Yeh Jung Akele Ladte Hue Dekhta Hoon

"Khwaish" Haathon Ki lakeeron Ko kabhi Nahi Maanta!!
Eh Khuda Teri Reham-0-Karam Wali nazar Ho Jin Bando Par,
Ek Pal Mein Unki Taqdeeron Ko Badalte Hue Dekhta Hoon....

                     ~~~~~Khwaish~~~~~

Logged
nazar.ghouri
Guest
«Reply #6 on: August 30, 2010, 10:24:19 PM »
Reply with quote
jazb-e-dil ko aazmaana ab chhord bhi de khwaish......kya kehne sahaab ,bahot khoob aur bahot umda kaha hai dil se hazaaro daad..
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #7 on: August 31, 2010, 12:47:36 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Khwaish Ji
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #8 on: September 04, 2010, 12:21:22 PM »
Reply with quote
Bahut bahut Shukriya kapilji icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #9 on: September 15, 2010, 04:32:56 PM »
Reply with quote
waah ji waah bahut hi umda khwaish ji khaas kar k akhri do linse bahut khoob hai...

bahut Bahut Shukriya Geetji.. icon_flower
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010

View Profile
«Reply #10 on: September 16, 2010, 05:51:41 AM »
Reply with quote
waahhhhhhhhhh ji waahhhhhhh kya khub likha haia aapne iss zindagi aur aj ki sachchai k bare me..aapki lekhni ka jaadu fir chal gaya humpe khwaish ji...... Applause Applause Applause Applause
dekho dekho humne bhi kuch likha hai.....

Dekha hai aksar khudko aaine me maine
Har roz ek nai adaa ek naye chehre k sath

Badal jati hai meri nazar har pal hi na jane kyun
Har ek shakhs se milti hui meri nazar k sath

Hai safar wahi zindagi ka aur hain sabhi mere humsafar
Fir kyun nahin mil paati main sabko ek hi ehsaas k sath

Dekh k dard kisi k chehre pe kyun tadap jati hun main
Kyun muh fer k nahin jaati main baki aate jate logon k sath

Har baar tod kar apne dil ko auron ko manati hun main
Kyun nahin ro paati main baantke apne dard auron k sath

Kehte hain lakeeron me bandha hai naseeb insaan ka
Kyun nahin jee pati main iss ek atuut vishwas k sath

Apne to apne main to gairon ko bhi na chhod pai akela kabhi
Kaise chhod diya maine use akele uske dard uske gamon k sath…..!!!

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #11 on: September 16, 2010, 01:22:55 PM »

Bahut Bahut Aur bahut Khoob Anuji..

Mujhe Aapki yeh Lekhni Bahutttttt Pasand Aayi Hai..

Bahut Hi Gehre Aur masuumiyat se bhare jazbaat!!!

Bahut Ache.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #12 on: September 19, 2010, 11:46:48 AM »
Reply with quote
Badi gehre soch wali poem hai aapki Khwaishji..... Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
kya maan-na kya nahi ye apna apna alag nazaria hota hai.........

Bahut Bahut Shukiya Koyalji..

Aur Bilkul scah kaha aapne,kya maana kya nahi maana apne-apne Nazariye Ki baat Hai..
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #13 on: September 19, 2010, 11:57:31 AM »
Reply with quote
khwaish ji as usual beautiful creation.
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

dil jo pathar hota to baat hi kya thi.

koi to dikhao mujhe jahan mein aisa .
jo ashaq to bahata ho par ho pathar jaisa.

Logged
Radhika_2
Guest
«Reply #14 on: September 29, 2010, 09:17:52 AM »
Reply with quote
ji its too real....very nice creation........... Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 12:40:34 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.176 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer