khwaish nahin ab......

by SURESH SANGWAN on September 27, 2011, 05:23:59 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 991 times)
SURESH SANGWAN
Guest
Reply with quote
Chaand par hi ab to ghar le do mujhe.
Zameen pe rehne ki tamanna nahin hai ab.

Parindon ki tarha udne do mujhe.
Zameen pe chalne ki khwaish nahin ab.

Koi to sikhlao mujhe shaur-e -safar.
gir gir ke chot khane ki himmat nahin ab.

Roshni hi zamane mein itni hai harsoo.
Chand taaron ke chamakne ki zarurat nahin ab.

Hum to khwabon hi mein reh ke khush hain.
Haqiqaton ko jhelne ki taqat nahin ab.

Koi bol bol ke batlao har baat humko.
Isharon mein samkhne ka hunar  nahin ab.

kisi ke ummeede karam ke intzaar mein
pathraa gai hain nazar meri shayad,
Nazron ko nazaaron ki tamanna nahin ab.


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Zarf ka koi naam nahin , Aansoo ka koi daam nahin by javedarshad in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Nahin hai mujhe hosh mera Lekin mein madhosh nahin by Ricky in Miscellaneous Shayri « 1 2 3  All »
{ { ...nahin royee nahin hoon main.....} } by -Kashish- in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
AISA NAHIN KE TUM SE MUHABBAT NAHIN MUJHE (Waquif Ansari) by waquif ansari in Ghazals
nahin aisa nahin hota by raghu1205 in English
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #1 on: September 28, 2011, 03:34:39 AM »
Reply with quote
 Applause Applause
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #2 on: September 28, 2011, 04:05:29 AM »
Reply with quote
Chaand par hi ab to ghar le do mujhe.
Zameen pe rehne ki tamanna nahin hai ab.

Parindon ki tarha udne do mujhe.
Zameen pe chalne ki khwaish nahin ab.

Koi to sikhlao mujhe shaur-e -safar.
gir gir ke chot khane ki himmat nahin ab.

Roshni hi zamane mein itni hai harsoo.
Chand taaron ke chamakne ki zarurat nahin ab.

Hum to khwabon hi mein reh ke khush hain.
Haqiqaton ko jhelne ki taqat nahin ab.

Koi bol bol ke batlao har baat humko.
Isharon mein samkhne ka hunar  nahin ab.

kisi ke ummeede karam ke intzaar mein
pathraa gai hain nazar meri shayad,
Nazron ko nazaaron ki tamanna nahin ab.





Kaya Baat Hai Suresh Ji Bahut Khoob Applause Applause Applause
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #3 on: September 28, 2011, 04:26:29 AM »
Reply with quote
bahut 2 shukriya sanjeev taareef ke liye aur apna qeemati waqt dene ke liye.
 icon_flower icon_flower icon_flower

Kaya Baat Hai Suresh Ji Bahut Khoob Applause Applause Applause
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #4 on: September 28, 2011, 04:27:25 AM »
Reply with quote
shukriya siddiqui ji .
apna qeemati waqt dene ke liye.
 icon_flower icon_flower icon_flower
Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #5 on: September 28, 2011, 12:23:18 PM »
Reply with quote
Chaand par hi ab to ghar le do mujhe.
Zameen pe rehne ki tamanna nahin hai ab.

Parindon ki tarha udne do mujhe.
Zameen pe chalne ki khwaish nahin ab.

Koi to sikhlao mujhe shaur-e -safar.
gir gir ke chot khane ki himmat nahin ab.

Roshni hi zamane mein itni hai harsoo.
Chand taaron ke chamakne ki zarurat nahin ab.

Hum to khwabon hi mein reh ke khush hain.
Haqiqaton ko jhelne ki taqat nahin ab.

Koi bol bol ke batlao har baat humko.
Isharon mein samkhne ka hunar  nahin ab.

kisi ke ummeede karam ke intzaar mein
pathraa gai hain nazar meri shayad,
Nazron ko nazaaron ki tamanna nahin ab.




Bahut Bahut Khoob  Sureshji..

Acha Likha Hai Aapne  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #6 on: September 28, 2011, 12:41:38 PM »
Reply with quote
Chaand par hi ab to ghar le do mujhe.
Zameen pe rehne ki tamanna nahin hai ab.

Parindon ki tarha udne do mujhe.
Zameen pe chalne ki khwaish nahin ab.

Koi to sikhlao mujhe shaur-e -safar.
gir gir ke chot khane ki himmat nahin ab.

Roshni hi zamane mein itni hai harsoo.
Chand taaron ke chamakne ki zarurat nahin ab.

Hum to khwabon hi mein reh ke khush hain.
Haqiqaton ko jhelne ki taqat nahin ab.

Koi bol bol ke batlao har baat humko.
Isharon mein samkhne ka hunar  nahin ab.

kisi ke ummeede karam ke intzaar mein
pathraa gai hain nazar meri shayad,
Nazron ko nazaaron ki tamanna nahin ab.




waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah kya khoob farmaya suresh ji Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #7 on: September 29, 2011, 04:24:22 AM »
Reply with quote
shukriya khwaish ji  icon_flower icon_flower icon_flower

aapko pasand aa jaye to meri khushi many fold ho jati hai.
Bahut Bahut Khoob  Sureshji..

Acha Likha Hai Aapne  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #8 on: September 29, 2011, 04:25:37 AM »
Reply with quote
adil ji bahut 2 shukriya aapka.
 icon_flower icon_flower icon_flower
waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah kya khoob farmaya suresh ji Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
parinde
Guest
«Reply #9 on: September 29, 2011, 04:58:07 AM »
Reply with quote
bahut khoosurati se likha hai.
suresh ji aapne.
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Chaand par hi ab to ghar le do mujhe.
Zameen pe rehne ki tamanna nahin hai ab.

Parindon ki tarha udne do mujhe.
Zameen pe chalne ki khwaish nahin ab.

Koi to sikhlao mujhe shaur-e -safar.
gir gir ke chot khane ki himmat nahin ab.

Roshni hi zamane mein itni hai harsoo.
Chand taaron ke chamakne ki zarurat nahin ab.

Hum to khwabon hi mein reh ke khush hain.
Haqiqaton ko jhelne ki taqat nahin ab.

Koi bol bol ke batlao har baat humko.
Isharon mein samkhne ka hunar  nahin ab.

kisi ke ummeede karam ke intzaar mein
pathraa gai hain nazar meri shayad,
Nazron ko nazaaron ki tamanna nahin ab.



Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #10 on: October 02, 2011, 12:47:25 PM »
Reply with quote
Chaand par hi ab to ghar le do mujhe.
Zameen pe rehne ki tamanna nahin hai ab.

Parindon ki tarha udne do mujhe.
Zameen pe chalne ki khwaish nahin ab.

Koi to sikhlao mujhe shaur-e -safar.
gir gir ke chot khane ki himmat nahin ab.

Roshni hi zamane mein itni hai harsoo.
Chand taaron ke chamakne ki zarurat nahin ab.

Hum to khwabon hi mein reh ke khush hain.
Haqiqaton ko jhelne ki taqat nahin ab.

Koi bol bol ke batlao har baat humko.
Isharon mein samkhne ka hunar  nahin ab.

kisi ke ummeede karam ke intzaar mein
pathraa gai hain nazar meri shayad,
Nazron ko nazaaron ki tamanna nahin ab.




naaaaaaaaaaaaaaice SS
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #11 on: October 07, 2011, 11:21:46 AM »
Reply with quote
thanks khamosh ji.
 icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
naaaaaaaaaaaaaaice SS
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #12 on: October 07, 2011, 11:23:45 AM »
Reply with quote
thanks parinde ji
 icon_flower icon_flower icon_flower
bahut khoosurati se likha hai.
suresh ji aapne.
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 02:21:33 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.14 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer