"Khwaish" Pathar Bhi Ro De Gar Woh Insaan Ho Jaaye!!!!

by khwaish on July 20, 2011, 09:32:30 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 2572 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
Reply with quote
Jo Dard Deta Hai Dil Ko
Wahi Sabse Kareeb Hota Hai

Kisi Ko Kya Mile Zindagi Mein
Yeh To Apna-Apna Naseeb Hota Hai

Naam Waffa Ka Guum Hai Iss Bazaar Mein!!!
Jiske Paas Waffa Nahi Woh Sabse Gareeb Hota Hai

Ashqon Ke Moti Palkon Mein Qaid Hai!!!
Jo Pehchaan Le Isse Wahi Apna Habeeb Hota Hai

Fursat Hai Kisse Do Pal Ki Bhi Yahan!!!
Apno Ke Bhes Mein Aksar Chupa Raqeeb Hota Hai

Kisi Ka Naam Likh-Likhkar Yuh Mitaane Wale!!!
Yeh Mohabbat Ka Dard Bada Ajeeb Hota Hai

  "Khwaish" Pathar Bhi Ro De Gar Woh Insaan Ho Jaaye!!!
Bebasi,Udaasi,Lachari Yeh Sab Ek Insaan Ka Naseeb Hota Hai

                  ~~~~~Khwaish~~~~~
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #1 on: July 20, 2011, 09:34:49 AM »
Reply with quote
Jo Dard Deta Hai Dil Ko
Wahi Sabse Kareeb Hota Hai

Kisi Ko Kya Mile Zindagi Mein
Yeh To Apna-Apna Naseeb Hota Hai

Naam Waffa Ka Guum Hai Iss Bazaar Mein!!!
Jiske Paas Waffa Nahi Woh Sabse Gareeb Hota Hai

Ashqon Ke Moti Palkon Mein Qaid Hai!!!
Jo Pehchaan Le Isse Wahi Apna Habeeb Hota Hai

Fursat Hai Kisse Do Pal Ki Bhi Yahan!!!
Apno Ke Bhes Mein Aksar Chupa Raqeeb Hota Hai

Kisi Ka Naam Likh-Likhkar Yuh Mitaane Wale!!!
Yeh Mohabbat Ka Dard Bada Ajeeb Hota Hai

  "Khwaish" Pathar Bhi Ro De Gar Woh Insaan Ho Jaaye!!!
Bebasi,Udaasi,Lachari Yeh Sab Ek Insaan Ka Naseeb Hota Hai

                  ~~~~~Khwaish~~~~~


very good khawaish ji
Applause Applause Applause Applause
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #2 on: July 20, 2011, 11:31:55 AM »
Reply with quote
Khawahish Jee Aadaab!


Wah janab bahut khoob peshkash .... Ahsaas O kahayal
behad umdaa rahe... Usual Smile

Sabhi ashaar behad khoob rahe ...
Humari daad O mubarakbaad kabul kijiye..
Likhate rahiye...

Shaad O aabaad rahiye...
Khuda Hafez Usual Smile


Jo Dard Deta Hai Dil Ko
Wahi Sabse Kareeb Hota Hai

Jee sahiN farmaya janab daad Usual Smile

Kisi Ko Kya Mile Zindagi Mein
Yeh To Apna-Apna Naseeb Hota Hai

Bahut khoob daad Usual Smile

Naam Waffa Ka Guum Hai Iss Bazaar Mein!!!
Jiske Paas Waffa Nahi Woh Sabse Gareeb Hota Hai

Achcha khayaal hai janab daad Usual Smile
Humare zaheN meiN aik ulta khayaal bana hai.. "

Jaise dusre misre meiN waffa ki jagaaH agar " Jafaa" rakh
deN to Winking khayaal meiN pechiNdgi aa jayeNgi Usual Smile


Ashqon Ke Moti Palkon Mein Qaid Hai!!!
Jo Pehchaan Le Isse Wahi Apna Habeeb Hota Hai

Jee kia kahen janab daad Usual Smile

Fursat Hai Kisse Do Pal Ki Bhi Yahan!!!
Apno Ke Bhes Mein Aksar Chupa Raqeeb Hota Hai

Waah janab dusre misre ka khayaal behad khoob hai.
Par pahele misre meiN improvment ki zarurat hai... Rabte meiN
aane ke liye .. Usual Smile


Kisi Ka Naam Likh-Likhkar Yuh Mitaane Wale!!!
Yeh Mohabbat Ka Dard Bada Ajeeb Hota Hai

Khayaal behad khoobv hai janab daad daad daad
Bayaani meiN thik nahi lag raha hai kuch gaor kareN Usual Smile


  "Khwaish" Pathar Bhi Ro De Gar Woh Insaan Ho Jaaye!!!
Bebasi,Udaasi,Lachari Yeh Sab Ek Insaan Ka Naseeb Hota Hai

Waah janab bahut sahiN aur khoob farmaya aapne daad
daad daad Usual Smile behad umdaa sher Usual Smile


                  ~~~~~Khwaish~~~~~


Khawahish jee is khoob kalaam par humari dheroN daad
O mubarakbaad kabul kijiye...

Aur haaN khayaaloN ko limited lines meiN likhane ki koshish kijiye..
waise aapke khayaal behad khoob hote haiN.. zarra aur sawaariyeN
bayaani meiN to kia baat hai Usual Smile

Likhate rahiye....
Khush O aabaad rahiye...
Khuda Hafez Usual Smile
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #3 on: July 20, 2011, 12:01:58 PM »
Reply with quote

very good khawaish ji
Applause Applause Applause Applause

Bahut Bahut Shukriya Adilji.. icon_flower
Logged
Manish Kumar Khedawat
Guest
«Reply #4 on: July 20, 2011, 03:29:50 PM »
Reply with quote
wah wah !
kya likha hai ....
Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #5 on: July 25, 2011, 11:23:29 AM »
Reply with quote
Khawahish Jee Aadaab!


Wah janab bahut khoob peshkash .... Ahsaas O kahayal
behad umdaa rahe... Usual Smile

Sabhi ashaar behad khoob rahe ...
Humari daad O mubarakbaad kabul kijiye..
Likhate rahiye...

Shaad O aabaad rahiye...
Khuda Hafez Usual Smile


Khawahish jee is khoob kalaam par humari dheroN daad
O mubarakbaad kabul kijiye...

Aur haaN khayaaloN ko limited lines meiN likhane ki koshish kijiye..
waise aapke khayaal behad khoob hote haiN.. zarra aur sawaariyeN
bayaani meiN to kia baat hai Usual Smile

Likhate rahiye....
Khush O aabaad rahiye...
Khuda Hafez Usual Smile


parwaaz Ji Aapka Tehhhhhhhhh dillllll se Shukriya jo aapne apna waqt diya..Yuhi Saath dete rahieyga icon_flower
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 04:42:59 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 1.341 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer