kitni hi pushton se thi dosti hamari unse .. charan..

by lovely_charan on December 28, 2012, 10:38:17 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1199 times)
lovely_charan
Guest
Reply with quote
for the first time i am trying to write a Ghazal.. zyada kuch aata nahi hai .. i hope ki utni mistakes nahi ki hongi.. please do comments.. Usual Smile

zehan mein phir se mere sawaal aaya hai..
kyun karke khata dil mein malaal aaya hai..

rakhthe hain talluk sabse kuch zyada hi hum..
aaj rehmat huyi unki toh bhuchaal aaya hai..

kaise sitamgar hokar bhi rehnuma the woh..
dhokhe mein dil se tute, toh bawaal aaya hai..

kitni hi pushton se thi dosti hamari unse ki..
lagi chingari aur ab dil mein mashaal aaya hai..

kahan tak khuda ki pairawi karte rahein ab..
kehte hain sabhi ki dukhi kawwaal aaya hai..

iss zindagi ki kashmakash mein dekho "Charan"..
iss khoon ke dauran mein bhi ubaal aaya hai..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Hamari Dosti.. by usuraj in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
Hamari Dosti by Rajesh Harish in Miscellaneous Shayri
hamari anokhi dosti :) by sanju shree in Other Languages
HAMAR DESH HAMARI MITTI HAMARI SABHIYATA...bamsi by BANSI DHAMEJA in Miscellaneous Shayri
Hamari zindagi ko apke kuch baad rakha hai..Charan.. by lovely_charan in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: December 28, 2012, 10:51:50 AM »
Reply with quote
bahut bahut sunder
Logged
lovely_charan
Guest
«Reply #2 on: December 28, 2012, 10:59:09 AM »
Reply with quote
bahut bahut sunder
thank you very very  very much sir..
 icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #3 on: December 28, 2012, 11:01:47 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause bahut sundar rachna ... bahut bahut khoob likha hai aapne Lovely ji... agar rachnaa ki khoobsurti ke baare me poochhen to bahut bahut bahut khoobsurat rachnaa hai... par agar ghazal ke baare me kahen to main aapko is baare me achche se nahi bataa paaungaa... yahaan bahut se jaankaar hain jo is ke baare me aapko bataa sakte hain ki ye kahaan tak ek safal ghazal hai.. eg. F.H.SIDDIQUI ji, sksaini ji, Parwaaz ji and so on...!!! aap bahut achcha likhte hain . yunhi likhte rahiye jisse humein bhi maukaa miltaa rahe aapke khoobsurat rachnaaon ko padhne kaa...!!! Usual Smile

Logged
suman59
Guest
«Reply #4 on: December 28, 2012, 11:03:44 AM »
Reply with quote
for the first time i am trying to write a Ghazal.. zyada kuch aata nahi hai .. i hope ki utni mistakes nahi ki hongi.. please do comments.. Usual Smile

zehan mein phir se mere sawaal aaya hai..
kyun karke khata dil mein malaal aaya hai..

rakhthe hain talluk sabse kuch zyada hi hum..
aaj rehmat huyi unki toh bhuchaal aaya hai..

kaise sitamgar hokar bhi rehnuma the woh..
dhokhe mein dil se tute, toh bawaal aaya hai..

kitni hi pushton se thi dosti hamari unse ki..
lagi chingari aur ab dil mein mashaal aaya hai..

kahan tak khuda ki pairawi karte rahein ab..
kehte hain sabhi ki dukhi kawwaal aaya hai..

iss zindagi ki kashmakash mein dekho "Charan"..
iss khoon ke dauran mein bhi ubaal aaya hai..

bahut badiya likha hai aapne charan jee. (mere khayal se galatiyan meri nazar mein to kuch nahi hai) abhi aap regularly ghazal likha kariye. v.good Thumbs UP
Logged
lovely_charan
Guest
«Reply #5 on: December 28, 2012, 11:04:45 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause bahut sundar rachna ... bahut bahut khoob likha hai aapne Lovely ji... agar rachnaa ki khoobsurti ke baare me poochhen to bahut bahut bahut khoobsurat rachnaa hai... par agar ghazal ke baare me kahen to main aapko is baare me achche se nahi bataa paaungaa... yahaan bahut se jaankaar hain jo is ke baare me aapko bataa sakte hain ki ye kahaan tak ek safal ghazal hai.. eg. F.H.SIDDIQUI ji, sksaini ji, Parwaaz ji and so on...!!! aap bahut achcha likhte hain . yunhi likhte rahiye jisse humein bhi maukaa miltaa rahe aapke khoobsurat rachnaaon ko padhne kaa...!!! Usual Smile


thank you very very much hriday ji for such an encouraging reply.. its  my pleasure to get to know about these people.. thanks for that too.. i love to write with free mind.. so whenever m free from my mind i ll write hehhe jokes apart.. thanks for being with me..
Usual Smile
Logged
lovely_charan
Guest
«Reply #6 on: December 28, 2012, 11:05:57 AM »
Reply with quote
bahut badiya likha hai aapne charan jee. (mere khayal se galatiyan meri nazar mein to kuch nahi hai) abhi aap regularly ghazal likha kariye. v.good Thumbs UP
i ll try to write .. Usual Smile
thanks a lot suman ji.. apka sath raha toh acha likh paungi.. Usual Smile
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #7 on: December 28, 2012, 11:22:37 AM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
lovely_charan
Guest
«Reply #8 on: December 28, 2012, 11:34:48 AM »
Reply with quote
bahut khoob
thank you nand ji.. Usual Smile
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #9 on: December 28, 2012, 11:39:10 AM »
Reply with quote
nicely  written , keep  it  up .
Logged
lovely_charan
Guest
«Reply #10 on: December 28, 2012, 11:42:04 AM »
Reply with quote
nicely  written , keep  it  up .
thank you sir.. i hope you ll correct me, whenever i m wrong.. Usual Smile
thanks a lot..
Logged
sunildehgawani
Guest
«Reply #11 on: December 28, 2012, 12:41:30 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley AAPKI IS RACHNA PAR DHERON DAAD CHARAN JI ..HAR LAHZE SE APKI NAZM KHUB RAHI ..WAKAI AAP BAHUT ACHHA LIKHTE HAIN ,,,,KEEP IT UP
Logged
Rubab Qureshi
Guest
«Reply #12 on: December 28, 2012, 12:42:46 PM »
Reply with quote

it nice u keep writing hmmmmmmmm Usual Smile
Logged
lovely_charan
Guest
«Reply #13 on: December 28, 2012, 03:11:03 PM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley AAPKI IS RACHNA PAR DHERON DAAD CHARAN JI ..HAR LAHZE SE APKI NAZM KHUB RAHI ..WAKAI AAP BAHUT ACHHA LIKHTE HAIN ,,,,KEEP IT UP
bahut bahut shukriya aapka.. Usual Smile
Logged
lovely_charan
Guest
«Reply #14 on: December 28, 2012, 03:11:46 PM »
Reply with quote

it nice u keep writing hmmmmmmmm Usual Smile
thanks ji.. Usual Smile
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 01:09:40 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer