koii(gul)

by gulzargul on September 15, 2008, 12:39:50 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 912 times)
gulzargul
Guest
Reply with quote
mun main phool khilaa tha koi
bheer main jab milaa tha koi

hogaya saket yakdam zamaana
aankhon main sehar chupaa tha koi

chaai kaali ghata barasny laga gulaab
hawa sy aanchal uraa tha koi

jhoom uthy rasty khushi main
iss adaa sy chalaa tha koi

chand chehra lab thy gulaab
gaal per til sajaa tha koi

pathar bany bot ki tarhaa
dekhny usko kharaa tha koi

rooh uter gai jism main jesy
berson baad jiyaa tha koi

kiun ban jaata hy khuaab aakhir
haqiqat jissy samjhaa tha koi
Logged
gulzargul
Guest
«Reply #1 on: September 19, 2008, 01:11:54 PM »
Reply with quote
ye ghazl aap ky liye complete ki hy kanta ji
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #2 on: September 19, 2008, 02:14:26 PM »
Reply with quote
wah bhai gul ..bahoot umda likha aapne.....ab achchi koi baat hogi koi ghazal hogi to padhenge to hum bhi use aur sarahenge bhi...bhale hi wo aapne kanta ji ke kahne pe poori likhi ho...
fir se bahoot khoob
Logged
gulzargul
Guest
«Reply #3 on: September 19, 2008, 02:19:56 PM »
Reply with quote
u r wellcome bekarar dost
Logged
gulzargul
Guest
«Reply #4 on: September 21, 2008, 02:22:17 PM »
Reply with quote
where u
Logged
Kanta
Guest
«Reply #5 on: September 21, 2008, 02:57:10 PM »
Reply with quote
omg  notworthy gulzar mahashay kiya bat keh dali  Clapping Smiley

sachi mein mere liye, thanks thanks  Applause

antim 2 stanzas ka kiya kahu mein nishabd ho gai g.mahashay.
once again an intuitive poem for me.  Applause
Logged
gulzargul
Guest
«Reply #6 on: October 09, 2008, 01:01:48 PM »
Reply with quote
kahaan ho tum kanta ji
Logged
Talat
Guest
«Reply #7 on: October 09, 2008, 01:03:24 PM »
Reply with quote
mun main phool khilaa tha koi
bheer main jab milaa tha koi

hogaya saket yakdam zamaana
aankhon main sehar chupaa tha koi

chaai kaali ghata barasny laga gulaab
hawa sy aanchal uraa tha koi

jhoom uthy rasty khushi main
iss adaa sy chalaa tha koi

chand chehra lab thy gulaab
gaal per til sajaa tha koi

pathar bany bot ki tarhaa
dekhny usko kharaa tha koi

rooh uter gai jism main jesy
berson baad jiyaa tha koi

kiun ban jaata hy khuaab aakhir
haqiqat jissy samjhaa tha koi

Bohot Khoob Gul Applause Applause Applause
Logged
Kanta
Guest
«Reply #8 on: October 11, 2008, 06:20:48 AM »
Reply with quote
mein busy hu weekend hona he to time nikal pai nahi to abi university mein vayast hu.
tum kaha ho g.mahashay? thanks
Logged
gulzargul
Guest
«Reply #9 on: October 11, 2008, 11:03:14 AM »
Reply with quote
ham na thy hamari kami mehsoos ki tum ny
shukr khuda ka itni inayet ki tum ny

kanta ji


gul
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 15, 2024, 01:14:04 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer