vb
Guest
|
Monitors r requested to plz delete...
*---------------------*
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
anokhiladli uzma
Guest
|
|
«Reply #1 on: April 13, 2011, 05:04:22 PM » |
|
good vb g but if it is not ur's then why it has ur name in it? some one wrote it for u?
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #2 on: April 13, 2011, 05:12:06 PM » |
|
hmmmmmmm........good 1 VB ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ANAAM
Guest
|
|
«Reply #3 on: April 13, 2011, 05:29:39 PM » |
|
very good poem....thanks for sharing.....VB ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anokhiladli uzma
Guest
|
|
«Reply #4 on: April 13, 2011, 05:40:57 PM » |
|
un k saray lafzon say jo bhee bherm ta toot gaya wo apna app dikha baithay or to koi bat nahee
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anokhiladli uzma
Guest
|
|
«Reply #5 on: April 13, 2011, 06:55:05 PM » |
|
tootay ger kuch dahgay to umeedain phir bundh jain gee rishtoon ka anokha bundhen hay akhir us ko jurna hay
armano ko rait na samjhoo toot k na wo bikhrain gay bus kuch lamhon ki dairi hay khuab to poora hona hay
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anokhiladli uzma
Guest
|
|
«Reply #6 on: April 13, 2011, 06:59:12 PM » |
|
chahay kuch bhee kerlo jana jo apnay hain wo laotain gay
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sarfira
Guest
|
|
«Reply #7 on: April 13, 2011, 07:20:53 PM » |
|
toote riste kab judte hain jud jaaye to gatth padte hain
jo sachche riste hote na yun fir toota karte aankho ki kirchan se fir dil ke lahoo na risaa karte
sach hi kaha kuch toot gaya hai vb jee koi khaab adhoora chhoot gaya hai vb jee
seeney ka bhi toota hai aankho ka bhi toota hai
maan bhi jao uzma ji kuch toot gaya hai uzma ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anokhiladli uzma
Guest
|
|
«Reply #8 on: April 13, 2011, 07:49:00 PM » |
|
jo choot chuka wo kub apna jo toot chuka wo kub apna
jo apna hay na chootay ga bus thora so wo rothay ga
kuch thora sa rolay ga or thora wo satay ga
akhir ko phir muskay ga laot k tum tak aay ga
k apna akhir apna hay apna akhir apna hay
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anonymous user
Guest
|
|
«Reply #9 on: April 13, 2011, 08:38:05 PM » |
|
jo bikhra raha barson pehlay uski dharkan bhi maddham hay usay aadat hay khamoshi kee chahay harsu shorr ke sargam hay
jinki umeedein toot chukeen ab unka phir say jurna kya yeh jeevan ajab paheli hay kati patang ne urhana kya
sach kehtay hain, jahaan ke mele main itena asaan nahin jeena marna, mil jaaye bina jo sajday ke uska mil ke bhi milna kya
mushkil hoti hay bayan-e-uljhan asaan hay aanso.on ka beh jaana jo dhundlahat mein chhup baitha ho chhoro us khwaab mein beh jaana
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirala
Guest
|
|
«Reply #10 on: April 14, 2011, 02:26:09 PM » |
|
ankho se bahte jatey hain zazbaato se khel wo jatey hain
dil ko bahot tarpatey hain ghaw kuch aisa lagaatey hain
khurach khurach kar fir ghawon ko ruh ko bhi jalatey hain
kya maa baap kya bhai bahan kya yar dost waqt pare sab chor jatey hain
kisse umeed lagaye hum kaun apna kahlatey hain
jag ki shayd reet yahi pyar ke do bole nahi sirf dhokhe hi nibhatey hain
wo aaj gaya mai jaunga fir bhi zism se hi dil behlatey hain
ye murkho ki duniya hai nasamajh yaha sb buddhimaan kahlaatey hain
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anokhiladli uzma
Guest
|
|
«Reply #11 on: April 14, 2011, 05:18:21 PM » |
|
yan koi kisi ka meet nahee duniya ka yahee dastoor hoa phir dill keon rog laga baitha is karan keon ranjoor hoa
na moat tairi na zeest tairi na har tairi na jeet tairi mati k putlay bol zara kis bat pay too majboor hoa
kis kis ka soog manay ga kis kis ka roog lagay ga is jag ka yahee hay reet sanam yae pass aya wo door hoa
jalnay ko dono jaltay hain taqdeer ka chuker dikho to perwanay jaly to khak hoy or shama jali to noor hoa
|
|
|
Logged
|
|
|
|
killbill
|
|
«Reply #12 on: April 14, 2011, 05:35:11 PM » |
|
dekh na tu khuwab koi chingari jal kar raakh hui
aansu palak se gire kabi smjhe sab khusiyo ki barsaat hui
wo tera ye mera karte dard bhi apna gairo ki khiraat hui
chitt se chamcham ye chitwan agni ki saugaat hui
koi kahe to jaan bhi de dein sunn ke badi hairat hui ……………………………… vb jee ye thread bahot jada khubsurat aur real hai… thanx for dis post bhai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|