Kya Gareeb Bacho ke Dil mein Koi Armaan nahi Hota "Khwaish"

by khwaish on July 20, 2010, 08:52:20 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 49683 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #15 on: July 24, 2010, 02:04:45 PM »
Reply with quote
Bohat Khoob Khwaish Ji
Kaash Har Insan Aapki Tarah Soch Pata


Aapne Apna Waqt Diya Aur inn Jazbaaton Ko Samjha,Aap Ka Teh Dil Shukriya Shabbir Bhai.. icon_flower
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #16 on: July 24, 2010, 05:45:47 PM »
Reply with quote
Kal Hi ki Baat hai jab Maine Ek Maa Ko Apne Do Bachon Ke saath, sadak ke ek Kone Par Ekdum Sookhi Hui Roti Khaate Hue dekh raha Tha,Hum Kayi Baar Inn cheezon ko Nazar-Andaaz kar Apne-Apne Kaamo Par lag jaate Hai,Par Naa Jaane Kyon Woh Ek Tasveer mein Aankhon ke saamne Baar-Baar Aati Rahi..Main maanta Hoon Aaj Ke Daur mein Gareebi se Badi koi Saza Nahi...Bas Kuch Jazbaaton mein behkar Kuch Likh Raha Hoon....


Khushiyon ko Har Koi Baant Leta Hai
par kisi Ke gham Ko Baantna Asaan Nahi Hota..

Kisi mazloom Ki Madad Karna Insaaniyat Hai!!!
Yeh Kisi Par Koi Ehsaan Nahi Hota...

Parinde Bhi Laut Aate hai Aakhir mein Apne Basere Ki orre!!!
par Kayi Insaan Aise bhi hai jinka Koi Makaan Nahi Hota...

Ek Bacha sadak Ke Kinaare Baith Kuch Soch Raha Tha!!!
"Khwaish" Kya Gareeb Bacho Ke Dil mein Koi Armaan Nahi Hota??

Yeh Baat Sach Hai Ke har Ek Ka Apna-Apna Naseeb hai!!!
Par Apne Se Kisi Kamzor Logon ko Dekhkar Kya Insaan Kabhi Pashemaan Nahi Hota...

"Khwaish" Aaj Ke Daur mein Gareebi se Badi koi Saza Nahi!!!!
Kaash Aisa Ho Ke Gareebi Ka Hi koi Naam-o-Nishaan Nahi hota...

                   ~~~~~Khwaish~~~~~


dusaron ke dard ke ko mahsoos bhar kar lena hi aaj ki duniya me bahoot badi baat hai aur fir us dard ko shabdon me sametna sach me kathin hai....bahoot badhiya khwaish bro...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #17 on: July 26, 2010, 03:33:42 PM »
Reply with quote
Khwaish ji kya hi jazbaati kavita likhi hai aapne. Ghareebon ke dukh, dard ko mehsoos karte hue use lafzo mein badi khoobsurti se dhaala hai. Maalik ne agar hamein kuch assaniyan aur dualat di hai to hamara farz banta hai ke hum ghareebon, besaharon, yateemon ki har mumkin madad karein. Aisa karne par hamein wo kitni duaayein denge aur usse hame aisa dili sukoon aur khushi milegi ke lakhon repaye karch karne par bhi nahi mil sakti.

Ek achhi rachna ke liye aapko vadhaaiyan.

Aapki Soch,Aapke khayalaat Batate Hai ke Aap kitne nek Insaan Ho,Aapka Teh dil se shukriya Riyaz Bhai jo Aapne Apna keemti Waqt Diya.. icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #18 on: August 02, 2010, 09:47:31 AM »
Reply with quote
khwaish ji....aapki kavita padhke apni ek baat yaad aagai..jiske liye main kabhi khudko maaf nahin kar pai..kyunki shayad uss waqt kuch kehti to aaj raju mere sath hota...par kuch dar kuch nasamjhi ...use kho diya aur uski wajah aaj bhi khudko hi manti hun...

aankhon me aansu aur hathon me chai ki pyali liye
kal ek bachcha mujhe chai ki dukaan par mila tha

dekh mujhe wo kuch sakuchaya kuch dara fir pas aaya
main jab usko dekh muskura di wo thoda sa kuch ghabraya tha

maine jab pucha naam kya hai bete tera aur ye hath par kya hua
wo chup raha sir jhukaye kuch na wo bol paya tha

hath pakad use khincha jab maine apne pas aur pyar se pucha
wo mere gale lag sa gaya aur der tak rota raha tha'

tabhi uske pujniya pitaji aagye wahan aur lage chillane
samajh gai main k kya hua tha wo bachcha iss tarah kyun roya tha...

kuch dekh kar sunkar bhi main kuch kar na saki khud pe bht gussa mujhe aaya tha
ek nanhe balak ko maine ek julmi baap ko saump diya tha...!!!

Anamika Ji..Aisa Kai Baar Hota Hai Ke Hum Chaah Kar Bhi kabhi Kuch Nahi Kar Paate..Yeh Bhi unnme se ek Haadsa hai Jiska Varnan Aapne Kiya..Yeh Bhaut Hai Ke Aapko Iss baat Ka Ehsaas Hai Ke Jab Hum Kuch karte To Acha Hota Varna Kai Log Inn Baaton Ko Do-Chaar Din Mein Hi Bhool Jaate Hai..

Aapne Iss Kavita Ke Ehsaas Ko Samjha..Aap Ka Bahut bahut Dhanyawaad!!! icon_flower
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #19 on: August 02, 2010, 10:06:51 AM »
Reply with quote
bahut khoob khwaishji dard ko samjha aur mehsoos kiya verna kahan aajkal log paise ke siwa kuch aur sochte hain.
kabile tareef. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

kaun kehta gareebon ka koi armaan nahin hota.
subha ki mil jaaye to sham ki roti ka armaan hota hai.
barsaat aa gai hai to chhat ka armaan hota hai.
pal pal marne ke liye pal pal jeene ka armaan hota hai.
Logged
preeya
Guest
«Reply #20 on: August 03, 2010, 08:45:55 AM »
Reply with quote
p
Kal Hi ki Baat hai jab Maine Ek Maa Ko Apne Do Bachon Ke saath, sadak ke ek Kone Par Ekdum Sookhi Hui Roti Khaate Hue dekh raha Tha,Hum Kayi Baar Inn cheezon ko Nazar-Andaaz kar Apne-Apne Kaamo Par lag jaate Hai,Par Naa Jaane Kyon Woh Ek Tasveer mein Aankhon ke saamne Baar-Baar Aati Rahi..Main maanta Hoon Aaj Ke Daur mein Gareebi se Badi koi Saza Nahi...Bas Kuch Jazbaaton mein behkar Kuch Likh Raha Hoon....


Khushiyon ko Har Koi Baant Leta Hai
par kisi Ke gham Ko Baantna Asaan Nahi Hota..

Kisi mazloom Ki Madad Karna Insaaniyat Hai!!!
Yeh Kisi Par Koi Ehsaan Nahi Hota...

Parinde Bhi Laut Aate hai Aakhir mein Apne Basere Ki orre!!!
par Kayi Insaan Aise bhi hai jinka Koi Makaan Nahi Hota...

Ek Bacha sadak Ke Kinaare Baith Kuch Soch Raha Tha!!!
"Khwaish" Kya Gareeb Bacho Ke Dil mein Koi Armaan Nahi Hota??

Yeh Baat Sach Hai Ke har Ek Ka Apna-Apna Naseeb hai!!!
Par Apne Se Kisi Kamzor Logon ko Dekhkar Kya Insaan Kabhi Pashemaan Nahi Hota...

"Khwaish" Aaj Ke Daur mein Gareebi se Badi koi Saza Nahi!!!!
Kaash Aisa Ho Ke Gareebi Ka Hi koi Naam-o-Nishaan Nahi hota...

                   ~~~~~Khwaish~~~~~

Logged
preeya
Guest
«Reply #21 on: August 03, 2010, 09:00:21 AM »
Reply with quote
Kal Hi ki Baat hai jab Maine Ek Maa Ko Apne Do Bachon Ke saath, sadak ke ek Kone Par Ekdum Sookhi Hui Roti Khaate Hue dekh raha Tha,Hum Kayi Baar Inn cheezon ko Nazar-Andaaz kar Apne-Apne Kaamo Par lag jaate Hai,Par Naa Jaane Kyon Woh Ek Tasveer mein Aankhon ke saamne Baar-Baar Aati Rahi..Main maanta Hoon Aaj Ke Daur mein Gareebi se Badi koi Saza Nahi...Bas Kuch Jazbaaton mein behkar Kuch Likh Raha Hoon....


Khushiyon ko Har Koi Baant Leta Hai
par kisi Ke gham Ko Baantna Asaan Nahi Hota..

Kisi mazloom Ki Madad Karna Insaaniyat Hai!!!
Yeh Kisi Par Koi Ehsaan Nahi Hota...

Parinde Bhi Laut Aate hai Aakhir mein Apne Basere Ki orre!!!
par Kayi Insaan Aise bhi hai jinka Koi Makaan Nahi Hota...

Ek Bacha sadak Ke Kinaare Baith Kuch Soch Raha Tha!!!
"Khwaish" Kya Gareeb Bacho Ke Dil mein Koi Armaan Nahi Hota??

Yeh Baat Sach Hai Ke har Ek Ka Apna-Apna Naseeb hai!!!
Par Apne Se Kisi Kamzor Logon ko Dekhkar Kya Insaan Kabhi Pashemaan Nahi Hota...

"Khwaish" Aaj Ke Daur mein Gareebi se Badi koi Saza Nahi!!!!
Kaash Aisa Ho Ke Gareebi Ka Hi koi Naam-o-Nishaan Nahi hota...

                   ~~~~~Khwaish~~~~~

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #22 on: October 22, 2010, 04:34:42 PM »
Reply with quote
dusaron ke dard ke ko mahsoos bhar kar lena hi aaj ki duniya me bahoot badi baat hai aur fir us dard ko shabdon me sametna sach me kathin hai....bahoot badhiya khwaish bro...

Sanjeev Bro, jab Aapse Kuch Daad Mil Jaati hai To Yakeen maniye,yeh ehsaas ho jaata hai ke kuch acha hi likha hoga humne..aur topic kuch aisi ho jo dil se Guzri ho aur aap sarahe to aur Kya chaahiye..

Aapka Teh Dillllllllll Se Shukriya Bhai.. icon_flower
Logged
Mohammed soyeb
Guest
«Reply #23 on: November 06, 2010, 09:29:39 PM »
Reply with quote
Aankho mai aansu la diye tumne.. Bohat acchi soch hai aapki.. Mere pas lafz nahi hai aapki taarif karne ko bhai.. Allah aapki har tamanna puri kare..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #24 on: March 23, 2011, 12:44:40 PM »
Reply with quote
bahut khoob khwaishji dard ko samjha aur mehsoos kiya verna kahan aajkal log paise ke siwa kuch aur sochte hain.
kabile tareef. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

kaun kehta gareebon ka koi armaan nahin hota.
subha ki mil jaaye to sham ki roti ka armaan hota hai.
barsaat aa gai hai to chhat ka armaan hota hai.
pal pal marne ke liye pal pal jeene ka armaan hota hai.



Suresh Ji.Aapka Bahut bahut aur bahut shukriya..

aapne us dard ko mehsoos kiya jo main inn lafzon mein utaarna chaahta tha..

humesha saath dete rahene ka teh dil se shukriya..

aur aapne bhi biklul sach kaha.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Logged
manzil-e-ishq
Guest
«Reply #25 on: March 23, 2011, 12:51:33 PM »
Reply with quote
kya baat hai khwaish ji....
bht bht khoob....
sply 3rd one...
outstanding....
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #26 on: April 28, 2011, 09:54:27 AM »
Reply with quote
Aankho mai aansu la diye tumne.. Bohat acchi soch hai aapki.. Mere pas lafz nahi hai aapki taarif karne ko bhai.. Allah aapki har tamanna puri kare..

Soyeb Bhai, Aapne iss kalaam Ko Dil Ki Nazar Se Padha Hai Shayad Isliye Aapki Aankhein Bhar Aayi..Aapne Saraha Aapka bahut bahut Shukriya..

Aur Tehhhhhhhhh Dilllllllllll Se Shukriya Aapki Duawon ke Liye..

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #27 on: June 23, 2012, 07:09:07 AM »
Reply with quote
kya baat hai khwaish ji....
bht bht khoob....
sply 3rd one...
outstanding....


Thanks a Million Priya.. icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
nazneen tabrez patni
Guest
«Reply #28 on: July 19, 2014, 07:56:20 AM »
Reply with quote
Mein allah se ya dua karna chati ho ke allah mujhd itna daye ke mein sab gareb ko help karo jab bhi mein koye bhi gareb ko dehkhe thi ho toh mein roh daye thi ho mujhe un log ki taklif nhi dehkhi nhi jati plz help
Logged
Nitin Raj sen
Guest
«Reply #29 on: November 09, 2014, 05:17:49 AM »
Reply with quote
Ye Mamla Bhi Toh Keisa Ajib-O-
Garib Hai,
Tu Mujhse Dur Hoke Bhi Dil Ke Karib Hai,
Khwaish Mita De Tu Apne Dil Se Amiri Ki,
Jo Tujhko Chahta Hai Wo Ladka Garib
Hai. Nitin Raj sen
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 05:09:26 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.139 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer