KYA HUM SACH MEIN AZAAD HAI???

by khwaish on January 24, 2008, 03:50:09 PM
Pages: 1 [2] 3 4
ReplyPrint
Author  (Read 14680 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #15 on: January 25, 2008, 03:07:15 PM »
Reply with quote
khwaish ji bohat acha likha hai aapne ..
mere aankhon seh aasu nikal padhe.. Crying

bahut bahut shukriya aapke hausle-afsaai aapka..yeh post ko likhne mein irada bas yehi tha ke zindagi sachayio ko saamne layi jaaye..par aapne kuch nahi likha?? Usual Smile
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #16 on: January 25, 2008, 03:30:17 PM »
Reply with quote
Quote
bahut bahut shukriya aapke hausle-afsaai aapka..yeh post ko likhne mein irada bas yehi tha ke zindagi sachayio ko saamne layi jaaye..par aapne kuch nahi likha?? Smiley
..

khwaish ji waise mann toh kartha hai
likh neh ka par waqt nahi tha..
jaldi hi reply karoogi.. Usual Smile
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #17 on: January 26, 2008, 07:05:23 AM »
Reply with quote
DUNIYA MEIN FAILE KUCH AISE GALAT JAZBAAT HAI
AAJ KHOON SE NAHAYE HAR INSAAN KE HAATH HAI

KYA YEH SAB BADLEGA KABHI
SAB KE DIL MEIN YEH BAAT HAI..
NAYA SAVERA AAYEGA,NAYE RANG BHIKRAYEGA
AGAR HUM SAB EK SAATH HAI...
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #18 on: January 27, 2008, 04:36:03 AM »
Reply with quote
KYA HUM SACH MEIN AZAAD HAI..

AZAADI MILNE PAR BHI HUM KUSH KYU NAHI HAI.
HUMARE DESH MEIN AAJ SAB KUCH HAI... 
AAJ SAB KUSHI MILIE HAI PHIR BHI
LOG AAPNE DESH KI PARWA KARTHE HAI..
TOH KYU HAMARE DESH MEIN..
GAREEBI KA KOI AANTH NAHI HAI
AAJ BHI JAB MUJHE NAZAR AAYEE..
WOH GAREEB BHAI BEHEN KI
DUKH BHARI  AWAAZ ..

MERE AANKHON MEIN.. Crying
KHOON KI AASU NIKAL PADTHE HAI..
AAJ KAL KI ZINDAGI MEIN HUM..
JAB SOCH THE HAI KI
HUM AAJ BHI GAREEB HAI..
CHAHE TOH BHI HUM MAJBUR HAI KYU..
KOI BHI YEH NAHI SOCH THA KI ISS
DESH MEIN HUMHE ASLI AZAADI KYA HAI..
KABH HUM PURE AZAAD HAI.. sad5
AZAAD DESH KYE LIYE HUM KYA KAR SAKTHE HAI..

MUJHE AAJ BHI YAAD HAI KI KUMBOKANAM KE EK
SCHOOL PEH AAG LAG KAR KAHI BACHON KI HATYA ..
HUE THI JIS MEIN TIRAASI BACHON KI

AAGH SEH JAL KAR SAB BACHON KI MAUTH HUE THI..
AUR BOMBAY BLAST MEIN KAHE JAANE GAYEE THI..
AUR BHI BOHAT GHATNA HO RAHI HAI ISS DESH MEIN..

JAB HUM AZAAD DESH KI BHARE MEIN SOCH THE HAI..
TOH AAJ MERE DIL DUKH KE AASU BHAR AATHE HAI..
JAB HAMARE DESH MEIN KISI KI HATYA YA APAHRAN  ..
HAMARE BEHEN BETI KA BALATKAR NA HOGA AUR..
DESH PEH ZULM JAB RUKHE GHI..
AUR KAHIN BOOM BLAST NA HOGA.
THAB HOGA HAMARA DESH PURA AZAAD HINDUSTAN.. Crying
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #19 on: January 27, 2008, 11:22:22 AM »
Reply with quote
AZAAD HUE HAI HUM PHIR BHI KYU ISS ZINDAGI MEIN..
INSAAN INSAAN KA DUSHMAN HOGAYA HAI..
AAJ BHI HINDUSTAN KE JANTA WAISE HI HAI..
JAISE KAHE SALON PEHLE THA..
KUCH POOCHO TOH LOGH KEHTHE HAI..
HUMHE WAQT NAHI HAI..
EK BHAR MEINE POOCHA MERI PADHOSAN SEH..
AAJ KI KHABAR PADI AAPNE..
USNE KAHA ACHA KUCH KHAAS THA KYA?
MEINE TOH TV SERIAL DEKHA THA JOH EPISODE..
MISS HUA WOH PART BOHAT GEHERA THA..

LOGH KE PASS AAJ KAL AKHBAR DEKHNE KE LIYE WAQT NAHI HAI..
AAJ ISS AZAAD DESH MEIN HUMARE JAAN KI KIMAT SIRF EK
HEADLINES BANKAR REHE GAYEE HAI.. Crying
Logged
Roja
Guest
«Reply #20 on: January 27, 2008, 03:19:06 PM »
Reply with quote
Wow Nice going Honey and khwaish ji
Logged
jassworld
Guest
«Reply #21 on: January 28, 2008, 05:48:36 AM »
Reply with quote
Is link ki main jitni bhi taaref karoon kum hai...
sabne bahut hi acha likha hai..!!

Uth jaag aeh kaafir ab bhor hui,
kab tak yun neend mein sota rahega,
Ab bhi waqt hai, abhi der na hui,
kab tak doosron ki umeedon pe jeevan basar karta rahega..!!
Logged
natural
Guest
«Reply #22 on: January 28, 2008, 05:51:34 AM »
Reply with quote

Bahut achha likha hai Khwahish aur Honeyrose.... Keep it up..
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #23 on: January 28, 2008, 06:11:11 AM »
Reply with quote
Thank you natural and jass..

AAJ YEH ZINDAGI KAFI NAHI LAGTI HUMHE..
AADMI ZINDAGI BHAR MEHNAT KARTHA HAI..
PAR FIR BHI EK KUSHI KI KAMI MEHASOOS HOTI HAI..

AAJ BHI WOH GAREEBI KA DUKHI NAZARA..
DEKHO TOH DIL ROH UTHA HAI.. Crying
KAHAN GAYEE SAB HAMARE MAHAN NETA ..

JOH ISS AZAADI KEY LIYE AAPNE JAAN DEY GAYEE..
HUM AAJ BHI DARKE ZINDAGI MEIN JHEE RAHE HAI..
EK PRATHNA KE SAATH KI "HEY BHAGWAN AANE WALA KAL..
HAMARE DESH MEIN KHUSHIYAN LAYEE".
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 8 hours and 57 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #24 on: January 28, 2008, 11:53:29 AM »
Reply with quote
kamal ki sachai likhi hai

bahut ache
Logged
punam
Guest
«Reply #25 on: January 28, 2008, 12:06:23 PM »
Reply with quote
bahot khoob khwaish ji and Honey di...
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #26 on: January 28, 2008, 12:12:48 PM »
Reply with quote
Thank you samnoj ..

AAJ GAREEB PANI KE LIYE PYASE HAI..
TAN CHUPANE KE LIYE KAPDE NANI HAI..
AUR SER CHUPNE KEY LIYE GHAR BHI NAHI.. Crying

AUR PHIR BHI HUM AZAAD HINDUSTAN HAI..
AAJ KAL HAZAR PRODUCT BIKTHE HAI BAZAAR MEIN..
BOHAT SEH SHAMPOO KA MODEL, YA JHOOTE KA MODEL..
YA TV KA MODEL SAB BADAL GAYAA HAI..

BAS EK GAREEBI KA MODEL NAHI BADLA..
WOH WAISE HI HAI JAISE KAHI SALO PEHLE THA  Crying
BADAL GAYEE HAI LOGH UNKE VICHAR AUR UNKI AZAADI..
Logged
punam
Guest
«Reply #27 on: January 28, 2008, 01:11:37 PM »
Reply with quote
di bahot hi acha hai...
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #28 on: January 28, 2008, 01:14:15 PM »
Reply with quote
shukriya punam dear..
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 8 hours and 57 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #29 on: January 28, 2008, 01:17:09 PM »
Reply with quote
sach me honey aap ne bahut acha likha hai
Logged
Pages: 1 [2] 3 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:47:45 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer