KYA HUM SACH MEIN AZAAD HAI???

by khwaish on January 24, 2008, 03:50:09 PM
Pages: 1 2 3 [4]
ReplyPrint
Author  (Read 14763 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #45 on: March 16, 2008, 02:15:55 PM »
Reply with quote
LOG TOOT JAATE HAI
EK GHAR BANANE MEIN
TUM TARAS KYON NAHI KHAATE
 YUH BASTIYAN JALAANE MEIN
          - BASHIR "BADR" -
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #46 on: May 15, 2008, 02:42:25 PM »
Reply with quote
jaipur ke uss sharmsaar haadse ke baad, phir wahi sawaal uth tha hai man mein, ke aakhir kab tak,yuh haadson ka shikhaar ek sadhaaran manyush hoga..par jo kuch bhi hota hai..
hum sirf umeed kar sakte hai ki waqt badlega..sab mil jhulkar rahenge..ussi ko related kuch likhne ki koshish kar raha hoon..umeed karta hoon ki aap sab isse padhe..

Ek pathar ko pigalte dekha hai
humne waqt ko badalte dekha hai..

Ek Din roshan karenge hum milkar yeh jahan,
Humne Suraj ko nikalte dekha hai...

Jo hua ek bura daur tha,
jo ho raha hai,ek bura daur hai,
humne har ek bure daur ko guzarte dekha hai...

kai baar chalte-chalte insaan thak kar gir jaata hai
humne usse phir sambhalte dekha hai...

Na Haar Maan In Insaano ki Shakal Mein HAIWANO Ke Aage,
Humne Umeed Ka Chirag Tufaano Mein Bhi Jalte Dekha Hai....

Jis Insaan Ko Guruur Tha Apni Jhooti Hukumat Ke Upar,
Waise Insaan Ko Bhi Waqt Ke Saath Dhalte Dekha hai...

Har Bure Karam Ko Ache Karam Ke Saamne
 Sar Jhukate Dekha Hai
Hum Waqt Ko Badalte Dekha hai.....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #47 on: May 15, 2008, 02:52:07 PM »
Reply with quote
khwaish ji kaya kahu kuch kahne ko shabd nahi mil rahe hai... bahoot hi achi kavita ki rachna ki hai apne... bahoot khoob!! ek ek line kamal ki hai magar yah lines bahoot achi lagi..

Jo hua ek bura daur tha,
jo ho raha hai,ek bura daur hai,
humne har ek bure daur ko guzarte dekha hai...

Na Haar Maan In Insaano ki Shakal Mein HAIWANO Ke Aage,
Humne Umeed Ka Chirag Tufaano Mein Bhi Jalte Dekha Hai....

Jis Insaan Ko Guruur Tha Apni Jhooti Hukumat Ke Upar,
Waise Insaan Ko Bhi Waqt Ke Saath Dhalte Dekha hai...
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #48 on: August 20, 2008, 06:47:04 PM »
Reply with quote
Khoob likha hai aapne khwaish ji.. Applause

Khoob likha hai aapne Pooja.. Applause



 
Logged
Pooja
Guest
«Reply #49 on: October 31, 2008, 05:57:09 PM »
Reply with quote
bahoot bahoot shukaria Honey!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #50 on: January 26, 2009, 10:54:33 AM »
Reply with quote
khwaish ji kaya kahu kuch kahne ko shabd nahi mil rahe hai... bahoot hi achi kavita ki rachna ki hai apne... bahoot khoob!! ek ek line kamal ki hai magar yah lines bahoot achi lagi..

Jo hua ek bura daur tha,
jo ho raha hai,ek bura daur hai,
humne har ek bure daur ko guzarte dekha hai...

Na Haar Maan In Insaano ki Shakal Mein HAIWANO Ke Aage,
Humne Umeed Ka Chirag Tufaano Mein Bhi Jalte Dekha Hai....

Jis Insaan Ko Guruur Tha Apni Jhooti Hukumat Ke Upar,
Waise Insaan Ko Bhi Waqt Ke Saath Dhalte Dekha hai...


Bahut Bahut Shukriya Pooja...
Logged
Roja
Guest
«Reply #51 on: January 26, 2009, 10:59:51 AM »
Reply with quote
khwaish ji kaya kahu kuch kahne ko shabd nahi mil rahe hai... bahoot hi achi kavita ki rachna ki hai apne... bahoot khoob!! ek ek line kamal ki hai magar yah lines bahoot achi lagi..

Jo hua ek bura daur tha,
jo ho raha hai,ek bura daur hai,
humne har ek bure daur ko guzarte dekha hai...

Na Haar Maan In Insaano ki Shakal Mein HAIWANO Ke Aage,
Humne Umeed Ka Chirag Tufaano Mein Bhi Jalte Dekha Hai....

Jis Insaan Ko Guruur Tha Apni Jhooti Hukumat Ke Upar,
Waise Insaan Ko Bhi Waqt Ke Saath Dhalte Dekha hai...


Bahut khoob didi  Applause Applause nice expressive lines  Thumbs UP
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #52 on: January 31, 2009, 04:00:03 PM »
Reply with quote
bahut bahut khoob honey...aapke charo kalaam pade hai..ek se badhkar ek liha hai aapne..bahut ache..

bahut khoob jass ji...

Thanks you khwaish ji ....
Logged
stylish princes
Guest
«Reply #53 on: October 03, 2015, 04:42:44 AM »
Reply with quote
Nice  nd write more to awake the nation
Logged
Pages: 1 2 3 [4]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 23, 2025, 09:31:27 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.13 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer