Kya Tareef Karoon Main Teri "Khwaish"

by khwaish on February 17, 2012, 07:32:32 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 12935 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
Reply with quote
Ek Nazm pesh Kar Raha Hoon..
Jo Dil Ki Baatein kehti Hai...
Umeed Karta Hoon Yeh Dil Tak Pahunche..




Kya Tareef Karoon Main Teri
Tu Woh Nagma Hai
Jisse Maine Zindagi Ke,
Har Saaz Pe gungunaya Hai!!!

Kabhi Gham Mein, Kabhi Khushi mein
Kabhi Dard Mein , Kabhi Hassi Mein
Kabhi Aane Mein, Kabhi Jaane Mein
Kabhi  Khone Mein,Kabhi paane Mein..
kabhi Tanhai Ke Veeraane Mein
To kabhi Yuhi Bewajeh ke Muskuraane Mein!!!!

Kya Tareef karoon Main teri.........

Teri Har Ada Teri Har baat
Dil Ko mehakaa Jaati hai
Laakh KoshisheN Karloon Bhool Jane Ki
Phir Bhi Teri yaad Aaati Hai

Mumkin Nahi Ke Dil Ki Hasratein
Kabhi Haqeeqat ke Rang mein Khil Jaaye
Main MaanguN Tujhe Aur Tu Mil jaaye

Tujhse Kuch Paane Ki Aazroo Bhi Nahi
Sirf Tu Umar bhar Muskuraye Yehi Khwaish Hai
Tujhe Khona Nahi Chaahta Ab Yehi Farmayish Hai
Sirf Kisi Ko Paana Zindagi mein Mohabbat Nahi
Har kadam Pe Mohabbat mein Sirf Aazmayish Hai!!!!!

Kya Tareef Karoon Main Teri.........

Kasak Dil Ki Jab Bhi Tadpaati Hai
Teri Yaadein Bhi Teri Tarah Muskuraati Hai
Din Guzarta Hai Shaam Bhi Dhaal jaati Hai
Zindagi Dekhte-Dekhte Bas Guzar Jaati hai

Tuu Khush Rahe, Sada Muskuraati Rahe.
Sache Dil Se Yeh Sada Aati Hai
Bin Mohabbat,Bin Apnepan  Ke,
Zindagi Ek kadam Bhi Nahi Chal Paati Hai

Kya Tareef Karoon Main Teri..................
 

                ~~~~~Khwaish~~~~~
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: February 17, 2012, 07:36:56 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #2 on: February 17, 2012, 08:45:42 AM »
Reply with quote
khwaishji bahut sunder peshkash.
vo to ati sunder hain jiske liye likhi hai,
bahut 2 khoob
duayen bhi hain aur chahat bhi .
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #3 on: February 17, 2012, 10:26:56 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Saheb Inn Beshumaar taaliyon Ke Liye Aapka Bahut Bahut Shukriya icon_flower
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 19 hours and 41 minutes.
Posts: 18617
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #4 on: February 17, 2012, 10:34:36 AM »
Reply with quote
boht khoob khawaish ji
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #5 on: February 17, 2012, 01:55:14 PM »
Reply with quote
ApplauseApplauseApplause
Logged
mkv
Guest
«Reply #6 on: February 17, 2012, 05:06:52 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Khwaish ji
Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Teri Har Ada Teri Har baat
Dil Ko mehakaa Jaati hai
Laakh KoshisheN Karloon Bhool Jane Ki
Phir Bhi Teri yaad Aaati Hai

Mumkin Nahi Ke Dil Ki Hasratein
Kabhi Haqeeqat ke Rang mein Khil Jaaye
Main MaanguN Tujhe Aur Tu Mil jaaye

Tujhse Kuch Paane Ki Aazroo Bhi Nahi
Sirf Tu Umar bhar Muskuraye Yehi Khwaish Hai
Tujhe Khona Nahi Chaahta Ab Yehi Farmayish Hai
Sirf Kisi Ko Paana Zindagi mein Mohabbat Nahi
Har kadam Pe Mohabbat mein Sirf Aazmayish Hai!!!!!

Kya Tareef Karoon Main Teri......... Applause Applause
Logged
usha rajesh
Guest
«Reply #7 on: February 18, 2012, 05:33:42 AM »
Reply with quote
Ek Nazm pesh Kar Raha Hoon..
Jo Dil Ki Baatein kehti Hai...
Umeed Karta Hoon Yeh Dil Tak Pahunche..




Kya Tareef Karoon Main Teri
Tu Woh Nagma Hai
Jisse Maine Zindagi Ke,
Har Saaz Pe gungunaya Hai!!!

Kabhi Gham Mein, Kabhi Khushi mein
Kabhi Dard Mein , Kabhi Hassi Mein
Kabhi Aane Mein, Kabhi Jaane Mein
Kabhi  Khone Mein,Kabhi paane Mein..
kabhi Tanhai Ke Veeraane Mein
To kabhi Yuhi Bewajeh ke Muskuraane Mein!!!!

Kya Tareef karoon Main teri.........

Teri Har Ada Teri Har baat
Dil Ko mehakaa Jaati hai
Laakh KoshisheN Karloon Bhool Jane Ki
Phir Bhi Teri yaad Aaati Hai

Mumkin Nahi Ke Dil Ki Hasratein
Kabhi Haqeeqat ke Rang mein Khil Jaaye
Main MaanguN Tujhe Aur Tu Mil jaaye

Tujhse Kuch Paane Ki Aazroo Bhi Nahi
Sirf Tu Umar bhar Muskuraye Yehi Khwaish Hai
Tujhe Khona Nahi Chaahta Ab Yehi Farmayish Hai
Sirf Kisi Ko Paana Zindagi mein Mohabbat Nahi
Har kadam Pe Mohabbat mein Sirf Aazmayish Hai!!!!!

Kya Tareef Karoon Main Teri.........

Kasak Dil Ki Jab Bhi Tadpaati Hai
Teri Yaadein Bhi Teri Tarah Muskuraati Hai
Din Guzarta Hai Shaam Bhi Dhaal jaati Hai
Zindagi Dekhte-Dekhte Bas Guzar Jaati hai

Tuu Khush Rahe, Sada Muskuraati Rahe.
yeh Sache Dil se Dua Nikalti Hai
Bin Mohabbat,Bin Apnepan  Ke,
Zindagi Ek kadam Bhi Nahi Chalti Hai...

Kya Tareef Karoon Main Teri..................
 

                ~~~~~Khwaish~~~~~

Simply Superb!
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #8 on: February 18, 2012, 09:11:43 AM »
Reply with quote
Khoob,Bahut khoob,Khwaish ji.Dheron daad.Hasan
Logged
betukh_ bakbaki
Guest
«Reply #9 on: February 18, 2012, 09:54:03 AM »
Reply with quote
bahutt khoob
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #10 on: February 18, 2012, 10:20:52 AM »
Reply with quote
Ek Nazm pesh Kar Raha Hoon..
Jo Dil Ki Baatein kehti Hai...
Umeed Karta Hoon Yeh Dil Tak Pahunche..




Kya Tareef Karoon Main Teri
Tu Woh Nagma Hai
Jisse Maine Zindagi Ke,
Har Saaz Pe gungunaya Hai!!!

Kabhi Gham Mein, Kabhi Khushi mein
Kabhi Dard Mein , Kabhi Hassi Mein
Kabhi Aane Mein, Kabhi Jaane Mein
Kabhi  Khone Mein,Kabhi paane Mein..
kabhi Tanhai Ke Veeraane Mein
To kabhi Yuhi Bewajeh ke Muskuraane Mein!!!!

Kya Tareef karoon Main teri.........

Teri Har Ada Teri Har baat
Dil Ko mehakaa Jaati hai
Laakh KoshisheN Karloon Bhool Jane Ki
Phir Bhi Teri yaad Aaati Hai

Mumkin Nahi Ke Dil Ki Hasratein
Kabhi Haqeeqat ke Rang mein Khil Jaaye
Main MaanguN Tujhe Aur Tu Mil jaaye

Tujhse Kuch Paane Ki Aazroo Bhi Nahi
Sirf Tu Umar bhar Muskuraye Yehi Khwaish Hai
Tujhe Khona Nahi Chaahta Ab Yehi Farmayish Hai
Sirf Kisi Ko Paana Zindagi mein Mohabbat Nahi
Har kadam Pe Mohabbat mein Sirf Aazmayish Hai!!!!!

Kya Tareef Karoon Main Teri.........

Kasak Dil Ki Jab Bhi Tadpaati Hai
Teri Yaadein Bhi Teri Tarah Muskuraati Hai
Din Guzarta Hai Shaam Bhi Dhaal jaati Hai
Zindagi Dekhte-Dekhte Bas Guzar Jaati hai

Tuu Khush Rahe, Sada Muskuraati Rahe.
yeh Sache Dil se Dua Nikalti Hai
Bin Mohabbat,Bin Apnepan  Ke,
Zindagi Ek kadam Bhi Nahi Chalti Hai...

Kya Tareef Karoon Main Teri..................
 

                ~~~~~Khwaish~~~~~


gud one

 Applause Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #11 on: February 19, 2012, 12:56:40 PM »
Reply with quote
khwaishji bahut sunder peshkash.
vo to ati sunder hain jiske liye likhi hai,
bahut 2 khoob
duayen bhi hain aur chahat bhi .
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley



Sureshji, Aapne Bade Yakeen Se yeh Keh diya Ke Woh Shaks Ati Sunder Hai Jiske Liye Main yeh Nazm likhi Hai..Chaliye Aapki yeh Baat Maan lete Hai tongue3 tongue3 tongue3

Aapka Bahut Bahut Shukriya Sureshji icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #12 on: February 19, 2012, 01:02:48 PM »
Reply with quote
boht khoob khawaish ji

Ji Shukriya Saahil ji icon_flower icon_flower
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #13 on: February 23, 2012, 11:40:54 PM »
Reply with quote
Woooow Superb creation Khwaish ji.kya adhaaye hai tareef karne ka.hats off icon_thumleft Applause Applause Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #14 on: March 28, 2012, 01:10:03 PM »
Reply with quote
ApplauseApplauseApplause

Thankyou Humtum ji icon_flower
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 07:53:44 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer