-----/// Log bhool jaate hain /// -----

by klaskar on August 31, 2010, 10:09:51 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 5641 times)
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
Reply with quote

jisne har mehfil ko sajaaya tha,
aaj usi ki mehfil me tanhaayi hai,
jisne kabhi sabko hasna sikhaya tha,
aaj usi ke dil me dard-e-judaai hai,

kya rishtey aise nibhaaye jaate hain,
koi rota hai to use aur rulaate hain,
koshish nahi karte koi samjhaane ki,
zakhmo pe har koi namak lagaate hain,

kisi ke bhi khushi me shaamil ho jaate hain,
kyun nahi koi ghum me saath nibhaate hain,
kya itna mushkil hai dosti nibhana, ki log
jarurat ke samay saath chhod jaate hain,

main ye nahi kehta ki aake saahnubhuti den,
par jo rota hai usko kyun nahi hasaate hain,
apne khushiyon me log aise doobe rehte hain,
ki apno ke dard ko bhi we bhool jaate hain,

hasne ke liye bas hothon ki jarurt hoti hai,
bas un hothon ko failaana bhool jaate hain,
kehne ke liye hazaaron dost hote hain magar,
wo waqt pe dosti nibhaana bhool jaate hain...


*****HRIDAY*****
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #1 on: August 31, 2010, 10:13:24 AM »
Reply with quote
mind blowing post kapil.........
dil chhu gai re....
very true,,,,,jo sabke sath hota hai uska end akele hi hota hai...
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause


Logged
thinkhattk
Guest
«Reply #2 on: August 31, 2010, 10:21:08 AM »
Reply with quote
awesome creation klaskar ji......

 Clapping Smiley  Applause  Applause  Applause  Applause  Applause  Applause  Applause  Applause  Applause  Applause  Applause  Applause  Applause  Applause  Applause  Applause  Applause   Clapping Smiley
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #3 on: August 31, 2010, 10:21:29 AM »
Reply with quote
Sach kaha aapne log bhul jaate hain.... Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Hum saath nibhate hain unka milon tak....
Wo manzil pe aake naam tak hamaara bhul jaate hain....
Ehsaan kya maanenge wo hamaara..
kandho pe hamaare chadh k Uchhal jaatein hain...


jisne har mehfil ko sajaaya tha,
aaj usi ki mehfil me tanhaayi hai,
jisne kabhi sabko hasna sikhaya tha,
aaj usi ke dil me dard-e-judaai hai,

kya rishtey aise nibhaaye jaate hain,
koi rota hai to use aur rulaate hain,
koshish nahi karte koi samjhaane ki,
zakhmo pe har koi namak lagaate hain,

kisi ke bhi khushi me shaamil ho jaate hain,
kyun nahi koi ghum me saath nibhaate hain,
kya itna mushkil hai dosti nibhana, ki log
jarurat ke samay saath chhod jaate hain,

main ye nahi kehta ki aake saahnubhuti den,
par jo rota hai usko kyun nahi hasaate hain,
apne khushiyon me log aise doobe rehte hain,
ki apno ke dard ko bhi we bhool jaate hain,

hasne ke liye bas hothon ki jarurt hoti hai,
bas un hothon ko failaana bhool jaate hain,
kehne ke liye hazaaron dost hote hain magar,
wo waqt pe dosti nibhaana bhool jaate hain...


*****HRIDAY*****
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #4 on: August 31, 2010, 10:28:34 AM »
Reply with quote

jisne har mehfil ko sajaaya tha,
aaj usi ki mehfil me tanhaayi hai,
jisne kabhi sabko hasna sikhaya tha,
aaj usi ke dil me dard-e-judaai hai,

kya rishtey aise nibhaaye jaate hain,
koi rota hai to use aur rulaate hain,
koshish nahi karte koi samjhaane ki,
zakhmo pe har koi namak lagaate hain,

kisi ke bhi khushi me shaamil ho jaate hain,
kyun nahi koi ghum me saath nibhaate hain,
kya itna mushkil hai dosti nibhana, ki log
jarurat ke samay saath chhod jaate hain,

main ye nahi kehta ki aake saahnubhuti den,
par jo rota hai usko kyun nahi hasaate hain,
apne khushiyon me log aise doobe rehte hain,
ki apno ke dard ko bhi we bhool jaate hain,

hasne ke liye bas hothon ki jarurt hoti hai,
bas un hothon ko failaana bhool jaate hain,
kehne ke liye hazaaron dost hote hain magar,
wo waqt pe dosti nibhaana bhool jaate hain...


*****HRIDAY*****

Bahut bahut Khoob Kapil Ji.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Kuch Haqeeqat Se rubaroo Karati Hui yeh Peshkash bahut Kuch keh Gayi..

Ek sher Kehna chaahunga..Jo Ki Aaj Ke daur Ki Haqeeqat Hai..

"Har Ek ke Dil Mein Jo Apni Jagah Bana Leta Hai
Duniya Ke Iss Bheed Mein Woh Aksar Tanha Rehta Hai"
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #5 on: August 31, 2010, 10:48:23 AM »
Reply with quote
Khwaishji sahi salaah de rahe hain aap Kapil ko....kuchh hasne ka mood hai... Giggle
"Ek ke Dil Mein Jo Apni Jagah Bana Leta Hai
Duniya Ki Iss Bheed Mein Woh Aksar Tanha Reh jata Hai"...... Winking

Bahut bahut Khoob Kapil Ji.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Kuch Haqeeqat Se rubaroo Karati Hui yeh Peshkash bahut Kuch keh Gayi..

Ek sher Kehna chaahunga..Jo Ki Aaj Ke daur Ki Haqeeqat Hai..

"Har Ek ke Dil Mein Jo Apni Jagah Bana Leta Hai
Duniya Ke Iss Bheed Mein Woh Aksar Tanha Rehta Hai"

Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #6 on: August 31, 2010, 01:17:31 PM »
Reply with quote
ACHCHEE KOSHISH HAI KAPIL JEE...DARD KEE ZAMEEN SE HEE KAVITA KA SROT  PHOOT-TA HAI.......
Logged
sbechain
Guest
«Reply #7 on: August 31, 2010, 06:31:34 PM »
Reply with quote

jisne har mehfil ko sajaaya tha,
aaj usi ki mehfil me tanhaayi hai,
jisne kabhi sabko hasna sikhaya tha,
aaj usi ke dil me dard-e-judaai hai,

kya rishtey aise nibhaaye jaate hain,
koi rota hai to use aur rulaate hain,
koshish nahi karte koi samjhaane ki,
zakhmo pe har koi namak lagaate hain,

kisi ke bhi khushi me shaamil ho jaate hain,
kyun nahi koi ghum me saath nibhaate hain,
kya itna mushkil hai dosti nibhana, ki log
jarurat ke samay saath chhod jaate hain,

main ye nahi kehta ki aake saahnubhuti den,
par jo rota hai usko kyun nahi hasaate hain,
apne khushiyon me log aise doobe rehte hain,
ki apno ke dard ko bhi we bhool jaate hain,

hasne ke liye bas hothon ki jarurt hoti hai,
bas un hothon ko failaana bhool jaate hain,
kehne ke liye hazaaron dost hote hain magar,
wo waqt pe dosti nibhaana bhool jaate hain...


*****HRIDAY*****

BAHUT KHOOB KALASKAR SAHAB EK BEHTREEN PESHKASH JO AAJ KE SAMAAJ SE WABASTA HAI....VERY NICE
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #8 on: August 31, 2010, 10:10:58 PM »
Reply with quote

jisne har mehfil ko sajaaya tha,
aaj usi ki mehfil me tanhaayi hai,
jisne kabhi sabko hasna sikhaya tha,
aaj usi ke dil me dard-e-judaai hai,

kya rishtey aise nibhaaye jaate hain,
koi rota hai to use aur rulaate hain,
koshish nahi karte koi samjhaane ki,
zakhmo pe har koi namak lagaate hain,

kisi ke bhi khushi me shaamil ho jaate hain,
kyun nahi koi ghum me saath nibhaate hain,
kya itna mushkil hai dosti nibhana, ki log
jarurat ke samay saath chhod jaate hain,

main ye nahi kehta ki aake saahnubhuti den,
par jo rota hai usko kyun nahi hasaate hain,
apne khushiyon me log aise doobe rehte hain,
ki apno ke dard ko bhi we bhool jaate hain,

hasne ke liye bas hothon ki jarurt hoti hai,
bas un hothon ko failaana bhool jaate hain,
kehne ke liye hazaaron dost hote hain magar,
wo waqt pe dosti nibhaana bhool jaate hain...


*****HRIDAY*****

Bahut umda likha hai aap ne Kapil
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #9 on: September 01, 2010, 08:39:28 AM »
Reply with quote

jisne har mehfil ko sajaaya tha,
aaj usi ki mehfil me tanhaayi hai,
jisne kabhi sabko hasna sikhaya tha,
aaj usi ke dil me dard-e-judaai hai,

kya rishtey aise nibhaaye jaate hain,
koi rota hai to use aur rulaate hain,
koshish nahi karte koi samjhaane ki,
zakhmo pe har koi namak lagaate hain,

kisi ke bhi khushi me shaamil ho jaate hain,
kyun nahi koi ghum me saath nibhaate hain,
kya itna mushkil hai dosti nibhana, ki log
jarurat ke samay saath chhod jaate hain,

main ye nahi kehta ki aake saahnubhuti den,
par jo rota hai usko kyun nahi hasaate hain,
apne khushiyon me log aise doobe rehte hain,
ki apno ke dard ko bhi we bhool jaate hain,

hasne ke liye bas hothon ki jarurt hoti hai,
bas un hothon ko failaana bhool jaate hain,
kehne ke liye hazaaron dost hote hain magar,
wo waqt pe dosti nibhaana bhool jaate hain...


*****HRIDAY*****

GUD ONE KLASKAR JI
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #10 on: September 01, 2010, 07:34:02 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Kasak ji....!!!

mind blowing post kapil.........
dil chhu gai re....
very true,,,,,jo sabke sath hota hai uska end akele hi hota hai...
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause



Logged
tamanna.pt
Guest
«Reply #11 on: September 02, 2010, 02:41:11 AM »
Reply with quote

  Bahut haqeeqat se bhare khayalaat pesh kare hai Kapil ji aapne,bahut badhiya. Thumbs UP
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #12 on: September 02, 2010, 06:06:03 PM »
Reply with quote
Thank you so much Devangi ji...!!!

awesome creation klaskar ji......

 Clapping Smiley  Applause  Applause  Applause  Applause  Applause  Applause  Applause  Applause  Applause  Applause  Applause  Applause  Applause  Applause  Applause  Applause  Applause   Clapping Smiley
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #13 on: September 02, 2010, 06:49:49 PM »
Reply with quote
shukriya Koyal ji aapki taaliyon ke liye... aur aapne bahut pyaara jawaab likha hai... Usual Smile

Sach kaha aapne log bhul jaate hain.... Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Hum saath nibhate hain unka milon tak....
Wo manzil pe aake naam tak hamaara bhul jaate hain....
Ehsaan kya maanenge wo hamaara..
kandho pe hamaare chadh k Uchhal jaatein hain...

Logged
neelgold
Guest
«Reply #14 on: September 02, 2010, 08:16:07 PM »
Reply with quote
Kapil ........ aap jaise dost bi duniya main hai ....... jo doston ke liye kuch bi kar jate hai ....... u guys r bigest xample ..... THNX>>>>>>>>>>> a lot

Maine nahi socha tha muze aise yaha bulaya jayga ...... App ne muze apna karzdaar bana liya ....... Tumne bhut bhut khoob likha hai Jst "KAMAL"..............

Hum bi un doston main hai JO dosti nibhana jante hai
Unke ansoon apni ankon main le ke , Unko hasana jante hai
Rah pe chalte hue agar tokar lage to ,unko thamna hum jante hai
Is duniya main har tarh ke insaan hai paar eh mere dost
agar chot unne lage kabhi to unka drad khud pe lena hum jante hai
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 05:54:43 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer