''MAA''

by MANIT on December 05, 2008, 05:09:52 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 855 times)
MANIT
Guest
Reply with quote
MAA AK AHESAAS HAI SAB KUCH HONE KAA,
MAA AK AHESAAS HAI SAB KUCH HONE KAA.
MAA KE BINA YEH JIVEN HAI ADHOORAA'
JISE MAA BANATI HAI PURA.
SAB DHOKA DADANGE PAR MAA DHOKAA NAHIIN DAGI'
VEH HAZARO KE SAATH AKELI LADEGI.
SAB NICHAVER KARDO MAA KE NAAM'
SAO GUNA HO JAAIGA'
MAA KE PAAS JAANE KE BAAD ,
VEH PAVITRATA KII GANGA MAIN DOOB JAAIGA.
MAA KII KHUSHI BACHE HAI,
BACHO KI KHUSHI MAIN CHUPA HAI HEERE KA HAAR ,
AGAR MAA NA HOTI ,
TO KAON KARTA ANGINAT PYAR.
APNI ICHA MITAKAR ,
SAAKAAR KARTI ICHA BACHON KI'
BACHE KI GAALI SUNKAR BHI,
VEH PYAR KAM NAHIN KARTI.
KABHI MAT KARNA HATASH MAA KON,
BADA PAAP HON JAAIGA,
BHAGVAAN BHI TUMKO MAAF NHIN KAR PAIGA.
PAR MAA TO MAA HAI,
KHUD MAAF KAR DEGI,
PAR BACHE KE UPER AANCH NAHIN AANE DEGI.
MJAA EK AHESAAS HAI SAB KUCH HONE KAA, MAA EK AHESAAS HAI SUKOON KA.
MAA NKE BINA YEH JIVEN HAI ADHOORA ,
JISE MAA BANATI HAI PURA.
                    WRITTEN BY
                              MANIT
Logged
Pooja
Guest
«Reply #1 on: December 05, 2008, 05:11:24 PM »
Reply with quote
bahoot khoob Manit ji, apka yoindia main sawagat hai...
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #2 on: December 05, 2008, 05:26:21 PM »
Reply with quote
Well Done Manit.I am happy with your first trial with poetry.
Bhagwaan tumhe sahi disha dikhaaye, aur tumhaare shabdon mein aur nikhaar aaye.Jub maine pehli Post ki thee....to DOUBLE ki thee,Jub tumne ki hein to tripple.....aakhir bhateeje ho...aage hi jaoge...Pur kavitao ke saath saath padhna bahut zaroori he...dhyaan rakhna.

(Manit is my 12 year old nephew)

Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #3 on: December 05, 2008, 05:38:14 PM »
Reply with quote
Bahut khoob likha hai Manit Ji
Welcome to yoindia
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:37:52 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.146 seconds with 21 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer