----- /// Maati hi uski kahaani hai /// -----

by klaskar on April 27, 2010, 12:41:46 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 3888 times)
tamanna.pt
Guest
«Reply #15 on: April 28, 2010, 03:17:25 PM »
Reply with quote
     Deri se padhne k liy maafi chahti hoon kapil ji,shayad mitti humari aankh me bhi ghus gai thi tabhi itni achhi poems dikhai nahi di hume. Giggle Aur bahut achha likha hai aapne,mitti se insaani rishta baqoobi bataya hai aapne.Aur haan wo sukhe phulon wala kalaam bhi padha wo to bahut hi achha laga hume.Bas yun hi likhte rahein.  
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
MAATI KA KHILONA ..DOLLY by dolly in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Maati Ka Shayr by mazHur in Miscellaneous Shayri
Maati ka Gharonda by Siddarth agarwal in Shayri for Khumar -e- Ishq
-----/// Ye kahaani uski hai ///----- Hriday by ~Hriday~ in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
AANKHON KI KAHAANI USKI APNI ZUBAANI by surindarn in Shayari -e- Husn
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #16 on: April 28, 2010, 10:00:20 PM »
Reply with quote
aap maafi maang k humein sharminda kar rahe hain Tamanna ji. aapka mazakiya andaaz pasand aaya humko. aapne hamari kavita ko waqt diya jiske liye main tahe dil se aapka shukriya adaa karta hoon. bahut bahut shukriya Tamanna ji. aap hamare likhe huye kavitaon ki shobha is tarah apni taarifon se badhate rahenge to hum bhi kuch na kuch likhte rahenge. bahut bahut shukriya Tamanna ji....!!!

    Deri se padhne k liy maafi chahti hoon kapil ji,shayad mitti humari aankh me bhi ghus gai thi tabhi itni achhi poems dikhai nahi di hume. Giggle Aur bahut achha likha hai aapne,mitti se insaani rishta baqoobi bataya hai aapne.Aur haan wo sukhe phulon wala kalaam bhi padha wo to bahut hi achha laga hume.Bas yun hi likhte rahein.  
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: April 29, 2010, 01:50:05 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Azeem ji...jaanke khushi mili ki aapko hamaari rachna pasand aayi hai...aapne bhi bahut khoob likha hai...

har khwaab har khwaish aaj mitti k hotey hain,
toofano me dheh kar bas mitti hi reh jaate hain,
bulandiyon ki chaah me bhool jaata hai khud ko insaan,
mitti k bane wo chaahat mitti me milke reh jaate hain...



Shukriyua Kapil Ji Haulsa Afazaai Ka
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #18 on: April 29, 2010, 01:53:00 PM »
Reply with quote
U r welcome Azeem ji...!!!

Shukriyua Kapil Ji Haulsa Afazaai Ka

Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #19 on: April 29, 2010, 03:33:22 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Shihab ji. aapne is kavita ko pasand karke iski izzat ko aur badha dia. aap yunhi hamari kavitaon ko padhne k liye apna waqt dete rahenge to hum bhi yunhi likhte rahenge.

aur maafi maang k humein shaarminda na karein.

aapka
Kapil

Bahut Khub Klaskar Ji
Bade Hi Khoobsurat Andaz Se
Aapne Greeb Ka Haal Likha Hai
Bahut Achchi Lagi Aapki Yeh Peshkash
Yun Hi Apne Pyaar Bhare Andaz Se
Mehfil Ko Roshna Karte Rahiye...

Aur Haan Mafi Chahta Hun Derri Ke Liye


Khush Rahiye...

~Shihab~

Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 09:06:36 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer