Mai chhoone ko ab aasmaaN chaahtee hooN.................Mamta Bajpai

by mamta bajpai on September 02, 2010, 05:26:15 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2190 times)
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #15 on: September 05, 2010, 02:16:05 PM »
Reply with quote
Mamta saheba salam masnoon..

Ap Ik achi shaaira ke saath saath ik Badi khushmizaj shaqsiyat ki Malik bhi hai.N ,, Waise apki dono hi Ghazal.en Gareeb ko Bahed pasand aai.  Dad hi dad ..

Taham dono hi Ghazle.N Murassa hai.N so Dono pe nachiz ki daad Hazir hai .. Pahele Wali Ghazal me jo Ik chute si Noon Gunnah ki Khaami hai So Mujhe ILm hai ke app jub chahengi usse durust kar hi lengi  .

Ik bar phir se dili dad o Mubarak baad Apki Pur-acar o murassa ghazal pe .. Ap sukhriyah Kahe ke Sharmindah na Kare.N .. Waise ap Khud hi Itni Achi Sukhan shinaas Hain ke apko Parhne Ko baar baar Karne Laga hai ..Allah apki Maujodgi Khayam rakhe .. Apki maujodgi Bazm ki khushnaseebi hain ..

Khadim o Khaddam

Qadeertoopchi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
HooN agar aag ...................Mamta Bajpai by mamta bajpai in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Ugate Sooraj saa hooN.................Mamta Bajpai by mamta bajpai in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Bemiyaadee sazaa kaa mujrim hooN.............Mamta Bajpai by mamta bajpai in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Mai shamaa hooN..............Mamta Bajpai by mamta bajpai in Miscellaneous Shayri
HairaaN hooN kyaa huaa hai..........Mamta Bajpai by mamta bajpai in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
mamta bajpai
Guest
«Reply #16 on: September 05, 2010, 03:18:50 PM »
Reply with quote
QADEER SAAHEB,
             Namaskaar o aadaab
                               zarrah zawaazish kaa behad shukriyaa.ye aap ka baddapan hai .taareef ke hiNdole me jhooltee hui me saataweN aasmaan par ja pahuNchee hooN.aap ko ilm hai?aisee tareef se koi magroor ho saktaa hai or uskaa ilzaam aap ke sar.......
         Haqeeqat to ye hai keh aaj jo bhee likh rahee hooN woh aap kee sohbat kaa asar hai ....waqt waqt par yuN hee rahnumaayee karte raheN.....

khush raheN ........
khushiyaaN baaNteN........
mamta bajpai
Logged
Aseer
Guest
«Reply #17 on: September 08, 2010, 07:23:15 AM »
Reply with quote
Mamata ji aapne bari achhi ghazal murattab ki hai. Daad.. Aapke sabhi qafiye sahi hain. Albatta matle ko beher me karne ke liye ek tajveez hai:

In aankhon mein sapne jawaa.n chaahti hun
Labon se main naghme rawaa.n chaahti hun
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #18 on: September 08, 2010, 08:10:40 AM »
Reply with quote
Aseer jee behad umdah tajveez pesh kee hai aap ne...baat chootee see par humaaree samajh se khaarij hee rahee...beahd shukriyaa ..nazar e inaayat ka behad shukriyaa...
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 03:55:29 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer