main wo larka nahi; samjhi !!!! (by vb)

by vb on October 08, 2011, 10:53:11 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1219 times)
vb
Guest
Reply with quote


Suno larki!
Main wo larka nahi; samjhi !!!!!
Jisay tum bhool jaao gi
Na mujh ko yaad rakho gi
Na mujh ko yaad aao gi
Na meetha dard sa ban kar
Kabhi jaaray k mousam men
K jub tanha si ho gi tum
Men tum ko yaad aaon ga
Na tum ko gudgudaaun ga
K pal bhar muskura lo gi
“buhat paagal sa larka tha”
Ye keh kar phir bhula do gi

Mujhay thukra diya tum ne
Mujhay thukra diya tum ne…
Buhat achha kiya tum ne
Buhat achha kiya tum ne….
Meri oqaat he kya hay
Mujhay batlaa diya tum ne
Magar ik baat batlaa doon
Meray tootay huvay sapnay
Kabhi jo thay teray apnay
Meray jeevan ka soona-pan
Mera andoh-geen naghmay
Kabhi jub bhe yaad aain gay
Buhat tum ko rulaain gay
Buhat tum ko rulaain gay

*------------------------------------*



Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kabhiya nahi khana ka main tum sa pyar nahi karta (personal) by muneeb in Shayri for Khumar -e- Ishq
Larka Larki by NyDaMuNdA in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Larka Larki by NyDaMuNdA in SMS , mobile & JOKES
SAKOON-E-DIL BHI NAHI,PEHLOO MAIN DILBAR BHI NAHI by nazar ghouri in Ghazals
Main Larka Hoon Aam Sa .. by awais_007 in Miscellaneous Shayri
sbechain
Guest
«Reply #1 on: October 08, 2011, 11:07:43 AM »
Reply with quote


Suno larki!
Main wo larka nahi; samjhi !!!!!
Jisay tum bhool jaao gi
Na mujh ko yaad rakho gi
Na mujh ko yaad aao gi
Na meetha dard sa ban kar
Kabhi jaaray k mousam men
K jub tanha si ho gi tum
Men tum ko yaad aaon ga
Na tum ko gudgudaaun ga
K pal bhar muskura lo gi
“buhat paagal sa larka tha”
Ye keh kar phir bhula do gi

Mujhay thukra diya tum ne
Mujhay thukra diya tum ne…
Buhat achha kiya tum ne
Buhat achha kiya tum ne….
Meri oqaat he kya hay
Mujhay batlaa diya tum ne
Magar ik baat batlaa doon
Meray tootay huvay sapnay
Kabhi jo thay teray apnay
Meray jeevan ka soona-pan
Mera andoh-geen naghmay
Kabhi jub bhe yaad aain gay
Buhat tum ko rulaain gay
Buhat tum ko rulaain gay

*------------------------------------*





bahut khoob.................!
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #2 on: October 08, 2011, 12:10:49 PM »
Reply with quote
V B Jee Aadaab~!

Bahut khoob janab.. Bahut hi khub ahsaas O khayaloN
ki khubsurat tarjumani ki hai aapne... Usual Smile

Is pur asar aur dilfareb ahsaasoN par dili daad O
mubarakbad kabul kijiye...

Likhate rahiye... Aate rahiye...
Khush O aabaad rahiye...
Khuda Hafez...


Aap ki tarha humare bhi kuch ahsaas aapke is khub
kalam meiN izaafa karne ke liye... Usual Smile




Suno Ladki>>>!
MaiN woH ladka nahi samjhi!

Jise tum samjh sako,
Jiki tum ban sako..
Tumhari raatoN meiN ujale hai
mere khawab nirale hai
MaiN haste huye bhi rota huN
Jagte huye bhi sota huN
Mujhe tum samjh nahi paoNgi
Har lamha maiN kashmakash meiN rahta huN..


Ye jo tumhara khayaal hai
waqai be misaal hai..
MaiN nahi kabil kisi ke bhi
Tum sa hi sabka haal hai..
Yeh faisla bhi tumhara hai
Wo faisla bhi tumhara tha
MaiN to fakhat mOohabbat ki thi
Dil mera tumhara maraa hai ..


Baki kia tum jaano ...
Aage kia tum jaano...



Logged
sbechain
Guest
«Reply #3 on: October 08, 2011, 12:30:04 PM »
Reply with quote
V B Jee Aadaab~!

Bahut khoob janab.. Bahut hi khub ahsaas O khayaloN
ki khubsurat tarjumani ki hai aapne... Usual Smile

Is pur asar aur dilfareb ahsaasoN par dili daad O
mubarakbad kabul kijiye...

Likhate rahiye... Aate rahiye...
Khush O aabaad rahiye...
Khuda Hafez...


Aap ki tarha humare bhi kuch ahsaas aapke is khub
kalam meiN izaafa karne ke liye... Usual Smile




Suno Ladki>>>!
MaiN woH ladka nahi samjhi!

Jise tum samjh sako,
Jiki tum ban sako..
Tumhari raatoN meiN ujale hai
mere khawab nirale hai
MaiN haste huye bhi rota huN
Jagte huye bhi sota huN
Mujhe tum samjh nahi paoNgi
Har lamha maiN kashmakash meiN rahta huN..


Ye jo tumhara khayaal hai
waqai be misaal hai..
MaiN nahi kabil kisi ke bhi
Tum sa hi sabka haal hai..
Yeh faisla bhi tumhara hai
Wo faisla bhi tumhara tha
MaiN to fakhat mOohabbat ki thi
Dil mera tumhara maraa hai ..


Baki kia tum jaano ...
Aage kia tum jaano...





    bahut khoob..........!


                        dil khud tod kar ilzaam dete ho..!
                        bolo kis khata ka inaam dete ho.!!
Logged
sarfira
Guest
«Reply #4 on: October 08, 2011, 05:59:36 PM »
Reply with quote
lajawaab nagma VB sir ji ---

aap ka jawaab nahi sir ji Usual Smile
hats off
Logged
MT
Guest
«Reply #5 on: October 08, 2011, 06:12:36 PM »
Reply with quote
bahut bahut bahut hi khoob... VB ji....

 Applause Applause Applause Applause Applause

- Touhid.
Logged
MT
Guest
«Reply #6 on: October 08, 2011, 06:14:59 PM »
Reply with quote
bahut bahut khoob parwaaz sahab... Usual Smile

 Applause Applause Applause Applause


- Touhid.
Logged
vb
Guest
«Reply #7 on: October 10, 2011, 09:46:04 AM »
Reply with quote
Sheba jee! buhat shukriya aap ka...
Logged
vb
Guest
«Reply #8 on: October 10, 2011, 09:47:16 AM »
Reply with quote
ParwaaZ jee! saraahnay ka shukriya... buhat khoob ashaar raqam farmaayay aap ne...
Logged
vb
Guest
«Reply #9 on: October 10, 2011, 09:52:11 AM »
Reply with quote
sarfira jee! buhat shukriya aap ka...
Logged
vb
Guest
«Reply #10 on: October 10, 2011, 09:52:53 AM »
Reply with quote
MT jee! aap ka buhat shukriya...
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 05:13:11 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.091 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer