Maine Us Daur Mein Mohabbat Ki Thi,.

by Jaanasheen on February 13, 2019, 10:11:20 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 482 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Maine Us Daur Mein,
Mohabbat Ki Thi,.

Jis Daur Mein,.
Ishaaron Se Baatein Hua Karti Thi,.
Jahaan Ek Jhalak Paane Ke Liye,
Ghanton Intezaar Kiya Karte The,.
Jab Phool,
Kitaabon Mein Rakha Karte The,.
Jab Ittr Waale Khat,
Ek Dusre Jo Bheja Karte The,.
Maine Us Daur Mein,
Mohabbat Ki Thi,.

Jab Uski Passport Size Photo,
Purse Mein Rakha Karte The,.
Uska Extra Dupatta,Maang Kar,
Gale Mein Daal Liya Karte The,.

Jab Date Ke Naam Par,
Bua Ya Khala Ke Ghar Jaate The,.
Baatein Karte The,.
Jab Haath Pe Haath Bhi,.
Pooch Kar Rakha Karte The,.

Na WhatsApp Tha,
Na Facebook Messenger,.
Na Smart Phone,.
Wohi Nokia Ke Phone Par,
SMS Karte, Aahein Bharte,.
Intezaar Karte Jawaab Ka,.
Us Waqt Notification Bhi Nahi,.
Hua Karta Tha, Ke Deliver Hua Ya Nahi,.

Haan,.
Maine Us Daur Mein,.
Mohabbat Ki Thi,.

Jab Outgoing Ke Saath,.
Incoming Ke Bhi Paise Katte The,.
Jab 1 Rupaiye Ke 100 Coins,
Haath Mein Liye Phone Booth Par,
Baith The,.

Jab Archies Ke Greetings,
Sirf Uske Rang Dekhkar,
Liya Karte The,.
Jab Apne Haaton Se Hum,
Gifts Banaate The,.

Haan,
Maine Us Daur Mein,.
Mohabbat Ki Thi,.

-Azeem Azaad,.
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #1 on: February 14, 2019, 04:39:02 PM »
Reply with quote
Maine Us Daur Mein,
Mohabbat Ki Thi,.

Jis Daur Mein,.
Ishaaron Se Baatein Hua Karti Thi,.
Jahaan Ek Jhalak Paane Ke Liye,
Ghanton Intezaar Kiya Karte The,.
Jab Phool,
Kitaabon Mein Rakha Karte The,.
Jab Ittr Waale Khat,
Ek Dusre Jo Bheja Karte The,.
Maine Us Daur Mein,
Mohabbat Ki Thi,.

Jab Uski Passport Size Photo,
Purse Mein Rakha Karte The,.
Uska Extra Dupatta,Maang Kar,
Gale Mein Daal Liya Karte The,.

Jab Date Ke Naam Par,
Bua Ya Khala Ke Ghar Jaate The,.
Baatein Karte The,.
Jab Haath Pe Haath Bhi,.
Pooch Kar Rakha Karte The,.

Na WhatsApp Tha,
Na Facebook Messenger,.
Na Smart Phone,.
Wohi Nokia Ke Phone Par,
SMS Karte, Aahein Bharte,.
Intezaar Karte Jawaab Ka,.
Us Waqt Notification Bhi Nahi,.
Hua Karta Tha, Ke Deliver Hua Ya Nahi,.

Haan,.
Maine Us Daur Mein,.
Mohabbat Ki Thi,.

Jab Outgoing Ke Saath,.
Incoming Ke Bhi Paise Katte The,.
Jab 1 Rupaiye Ke 100 Coins,
Haath Mein Liye Phone Booth Par,
Baith The,.

Jab Archies Ke Greetings,
Sirf Uske Rang Dekhkar,
Liya Karte The,.
Jab Apne Haaton Se Hum,
Gifts Banaate The,.

Haan,
Maine Us Daur Mein,.
Mohabbat Ki Thi,.

-Azeem Azaad,.
waah waah nihaayat khoobsurat qalaam hai, Rao ke saath dheron daad.
 Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: February 14, 2019, 09:11:06 PM »
Reply with quote
waah waah nihaayat khoobsurat qalaam hai, Rao ke saath dheron daad.
 Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Shukriya Bhai
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #3 on: February 15, 2019, 05:03:38 PM »
Reply with quote
You are welcome.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 08:29:25 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer