----- /// Mehfil veeraan milte hain /// ----

by klaskar on May 02, 2010, 09:28:39 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2522 times)
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
Reply with quote
kahin sher milte hain, kahin shaayar milte hain,
par shayari ki mehfil me bas aashiq milte hain,
koi mohabbat pe likhte hain to koi dard pe likhte hain,
par kahin na kahin jaroor unke khayalat milte hain,

unme se kuch hain jo humein roz milte hain,
unme se kuch hain jinse hamare soch milte hain,
samajh lete hain wo hamare lekh me likhe dard ko,
shayad kuch hadd tak unse hamare dard milte hain,

saahil se aake jaane roz kitne kashti milte hain,
samundar se aake jaane roz kitne nadi milte hain,
dekh k unhe hamari soch bhi kehti hai humse aksar,
humse bhi koi mile jinse hamare ehsaas milte hain,

akele hain hum yahaan jahaan bahut log milte hain,
mehfilon me doston k hum aksar tanha milte hain,
shayad kuch kami reh gayi hogi hamari hasti me,
tabhi hamare saare mehfil yun veeraan milte hain...
Logged
neelgold
Guest
«Reply #1 on: May 02, 2010, 11:06:20 PM »
Reply with quote
Kya baat keh di .........

Bhut bhut Khoob ...............

KApil Gud work keep writng!!!!!!!!!!!

Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #2 on: May 02, 2010, 11:32:39 PM »
Reply with quote
Wow bahut khoob Kapil ji.very touchig,lovely and mindblowig creation.excellent.bahut pasand aayi aapke poem. Hats off to you! Both Thumbs Up Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #3 on: May 03, 2010, 04:23:59 AM »
Reply with quote
Waah bahoot Khoob Kapil ji.. Bahoot Bahoot Khoob!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #4 on: May 03, 2010, 08:15:45 AM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khoob Klaskar Ji..

Bahut Hi khoobsurat Soch!!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
thinkhattk
Guest
«Reply #5 on: May 03, 2010, 08:20:23 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley  Applause   Applause   icon_thumleft

Awesome creation.......
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #6 on: May 03, 2010, 08:24:33 AM »
Reply with quote
wah wah bahut khoob klaskar ji chha gaye.
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower

kuchh na kuchh to milta hai sabka aapas mein.
lekin kuchh ka bahut kuchh milta hai aapas mein.

bahut kuchh mein bhi kuchh khaas milta hai aapas mein.
kuch khaas hote hain jo yoindia par milte hain aapas mein.



samajh lijiye
kahin sher milte hain, kahin shaayar milte hain,
par shayari ki mehfil me bas aashiq milte hain,
koi mohabbat pe likhte hain to koi dard pe likhte hain,
par kahin na kahin jaroor unke khayalat milte hain,

unme se kuch hain jo humein roz milte hain,
unme se kuch hain jinse hamare soch milte hain,
samajh lete hain wo hamare lekh me likhe dard ko,
shayad kuch hadd tak unse hamare dard milte hain,

saahil se aake jaane roz kitne kashti milte hain,
samundar se aake jaane roz kitne nadi milte hain,
dekh k unhe hamari soch bhi kehti hai humse aksar,
humse bhi koi mile jinse hamare ehsaas milte hain,

akele hain hum yahaan jahaan bahut log milte hain,
mehfilon me doston k hum aksar tanha milte hain,
shayad kuch kami reh gayi hogi hamari hasti me,
tabhi hamare saare mehfil yun veeraan milte hain...
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #7 on: May 03, 2010, 10:52:13 AM »
Reply with quote
Wah wah Kapil bahot achhi nazm likhi hai. Milne milaane ke mutalliq khoob tafseel mein bataya hai. Nice creation.
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #8 on: May 03, 2010, 10:55:33 AM »
Reply with quote
Aapne to kamaal ki baat kahi hai Suresh ji. Zaheen jo ho.
wah wah bahut khoob klaskar ji chha gaye.
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower

kuchh na kuchh to milta hai sabka aapas mein.
lekin kuchh ka bahut kuchh milta hai aapas mein.

bahut kuchh mein bhi kuchh khaas milta hai aapas mein.
kuch khaas hote hain jo yoindia par milte hain aapas mein.

samajh lijiye
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #9 on: May 03, 2010, 01:04:23 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Neel ji... . thanx a lot...!!!

Kya baat keh di .........

Bhut bhut Khoob ...............

KApil Gud work keep writng!!!!!!!!!!!


Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #10 on: May 03, 2010, 01:06:10 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Madhu ji... aur ye aapke madat ke bina shayad hi poori ho paati... shukriya Madhu ji...!!!

Wow bahut khoob Kapil ji.very touchig,lovely and mindblowig creation.excellent.bahut pasand aayi aapke poem. Hats off to you! Both Thumbs Up Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #11 on: May 03, 2010, 01:10:06 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Divya ji...!!!

Waah bahoot Khoob Kapil ji.. Bahoot Bahoot Khoob!
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #12 on: May 03, 2010, 01:12:29 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Khwaish ji...!!!

Bahut Bahut Khoob Klaskar Ji..

Bahut Hi khoobsurat Soch!!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #13 on: May 03, 2010, 01:13:23 PM »
Reply with quote
Thank u so much...!!!

Clapping Smiley  Applause   Applause   icon_thumleft

Awesome creation.......

Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #14 on: May 03, 2010, 01:20:08 PM »
Reply with quote
Shukriya Suresh ji....aur aapne bhi bahut khoob likha hai...

Yoindia ka nasha kuch is qadar fail raha hai,
lag raha hai jaise ki koi virus fail raha hai,
hamare saare waqt aur saare feelings ka access leke,
ye buri tarah hamare dil-o-dimaag me fail raha hai....


wah wah bahut khoob klaskar ji chha gaye.
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower

kuchh na kuchh to milta hai sabka aapas mein.
lekin kuchh ka bahut kuchh milta hai aapas mein.

bahut kuchh mein bhi kuchh khaas milta hai aapas mein.
kuch khaas hote hain jo yoindia par milte hain aapas mein.



samajh lijiye

Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 05:51:46 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer