Mere hi naam se ik din.... mann

by mann.mann on November 07, 2011, 04:05:37 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1003 times)
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
Reply with quote
Mere hi naam se ik din tujhe pahchana jayega.
Tera jab naam aayega mera bhi naam aayega.

Tujhe maalum kya hamne tujhe khuch aise chaha hai,
Tere deewanon ke charchon main mera hi naam aayega.

Tujhe ik din sikha denge wafa kaise nibhate hain,
Wafadaaron ke kisson main mera hi naam aayega.

Ke likkhe jayenge jab bhi muhabbat ke fasaanon kuchh,
Tere sare fasaanon main mera hi naam aayega.

mann
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #1 on: November 07, 2011, 04:35:30 AM »
Reply with quote
Khub
khawish ye nahi ke jamane mei auro ki tarah mujko bhi jana jaaya
khawish to bus itni si hai tere lab pe bus tere mera naam aaye
Mere hi naam se ik din tujhe pahchana jayega.
Tera jab naam aayega mera bhi naam aayega.

Tujhe maalum kya hamne tujhe khuch aise chaha hai,
Tere deewanon ke charchon main mera hi naam aayega.

Tujhe ik din sikha denge wafa kaise nibhate hain,
Wafadaaron ke kisson main mera hi naam aayega.

Ke likkhe jayenge jab bhi muhabbat ke fasaanon kuchh,
Tere sare fasaanon main mera hi naam aayega.

mann

Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
«Reply #2 on: November 07, 2011, 04:39:30 AM »
Reply with quote
dhanyawad manojji... aapne bhi khub likha hai
Logged
mkv
Guest
«Reply #3 on: November 07, 2011, 06:18:43 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob likha hai mann ji apne.
Likhte rahiye
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #4 on: November 07, 2011, 08:39:26 AM »
Reply with quote
Mann Jee Aadaab!

Kafi damdaar aur purasar bayaani rahi aapki
is kalaam meiN.. Sabhi ahsaas O khayaal ko
behad khub lafz diye hai aapne.. Usual Smile

Humari dili daad O mubarakbad kabul kijiye..Usual Smile

par aapka likhane ka andaaz aur likhne ki samjh
ko hum jante hai so is wajaaH se kaheNge ke aapne
is kalaam meiN shayad kuch waqt nahi diya.. Huh?

Technicaly kalaam behad kamzor rahi.. Par ahsaas
is qadar asardar the ke kalaam ke khamiyaaN kahiN
nazar nahi aayeNgi.. Usual Smile

Khair humari daad kabul kijiye..
Likhate rahiye.. Khush O aabaad rahiye..
Khuda Hafez.. Usual Smile
   



Mere hi naam se ik din tujhe pahchana jayega.
Tera jab naam aayega mera bhi naam aayega.

Tujhe maalum kya hamne tujhe khuch aise chaha hai,
Tere deewanon ke charchon main mera hi naam aayega.

Tujhe ik din sikha denge wafa kaise nibhate hain,
Wafadaaron ke kisson main mera hi naam aayega.

Ke likkhe jayenge jab bhi muhabbat ke fasaanon kuchh,
Tere sare fasaanon main mera hi naam aayega.

Ke likha jayeNga jab bhi muhobbat ke fasaanoN ko

mann

Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
«Reply #5 on: November 07, 2011, 10:31:06 AM »
Reply with quote
bahut dhanyawad mkvji
Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
«Reply #6 on: November 07, 2011, 10:38:19 AM »
Reply with quote
danyawad parwaazji

wakai bahut achchhe se jante hain aap hame aur hamare likhne ke andaz ko.... sahi kaha aapne.... pahla sher apne aap bana jaisa ki hamare sath hamesha hota hai... aur aage jo likhna chahte the wo nahin likh paye aur jaisa ki aajkal kam hi likhte hain so chhod diya aise hi.....aur ham jo likhna chahte the use lafz nahin de paye....

muafi chahte hain.... dhanyawad aapka ek kamzor rachna ko pasand karne ke lie
Logged
sunildehgawani
Guest
«Reply #7 on: November 07, 2011, 01:33:17 PM »
Reply with quote
bhut khub likha hai mann sahab,,,,rawani bahut nayab rahi hai,,,,dheron daad kabul kijiye 
Mere hi naam se ik din tujhe pahchana jayega.
Tera jab naam aayega mera bhi naam aayega.

Tujhe maalum kya hamne tujhe khuch aise chaha hai,
Tere deewanon ke charchon main mera hi naam aayega.

Tujhe ik din sikha denge wafa kaise nibhate hain,
Wafadaaron ke kisson main mera hi naam aayega.

Ke likkhe jayenge jab bhi muhabbat ke fasaanon kuchh,
Tere sare fasaanon main mera hi naam aayega.

mann

Logged
sarfira
Guest
«Reply #8 on: November 07, 2011, 01:45:18 PM »
Reply with quote
bajhot khoob janaab--
daad kubul karen

muskurate rahen
khus rahen
Usual Smile
Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
«Reply #9 on: November 08, 2011, 03:30:07 AM »
Reply with quote
bahu bahut dhanyawad sunilji
Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
«Reply #10 on: November 08, 2011, 03:32:07 AM »
Reply with quote
bahut dhanyawad sarfiraji
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:49:33 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer