Mere Hisse Gham Kar Jaa.

by Jaanasheen on August 17, 2010, 07:32:53 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1816 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
Reply with quote
Bazaar Mein  Dard-o-Gham Ke Jab Tum Jaana,.
Mere Liye "Aye Dost, Sare Dard Khareed Laana,.

Phool Mere Hisse Mein Kabhi Aaye Nahi "Dost,.
Meri Joli Mein Tum Kaanton Ko Chord Jaana,.

Mile Gham Musalsal Mujhe, Kuch Istarah "Dost,.
Ghamon Ki Sohbat Mein, Bhool Gaya Muskuraana,.

Ab Hawaa Ko Bhi Shikayat Hai Mere Saans Lene Se,.
Meri Hayaat Ke Liye Duaaon Mein Haath Na Uthaana,.

-Azeem-
Logged
dead heart
Guest
«Reply #1 on: August 17, 2010, 07:50:26 PM »
Reply with quote
Bhaijan, hum toh sada haath uthaenge aur hamesha dua karenge..Bahaut tariff karna chahta hoon apki iss kavita ki mager shikayat hai mujhe apse kay apne badi chubne wali nazm likhi hai..Ehsaason ko shabdon main bahaut khubsoorati se sajaya hai..Hamesha khush rahein..Aur yaad rakhein, apke liye Rahim hamesha dua karta hai aur inshAllah karta rahega..!

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #2 on: August 17, 2010, 07:54:51 PM »

Shukriya Rahim,.
 Paise Se Sab Kuch Milta Hai Is Jahaan Mein,
 Bas ek Duaa Ke Siwaa,.
Allah Kareem Khair Kare, And Thank For your Comments Brother,.

-Azeem-
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #3 on: August 17, 2010, 08:02:59 PM »
Reply with quote
Azeem Sahaab AadaaB......

Aapki yeh peshkash bhi achchi rahi.... per shayari ke mutalbe se aapka aakhari sher .... Bemisaal raha...
Sirf usi sher per daad...
KyuN ki hum aapse behtar kalaamoN ki hi ummid rakhe Hai..

To daad bhi usi hisaab se milengi ab aapko...

Khush rahiye...
Khuda hafez...

Logged
sbechain
Guest
«Reply #4 on: August 18, 2010, 09:06:53 AM »
Reply with quote

    Applause Applause Applause Applause Applause

   ghum mein bhi ataa hai jinhen muskurana,
   nahin bantaa hai unke wajood ka fasana,

Logged
Hakem
Guest
«Reply #5 on: August 18, 2010, 09:38:20 AM »
Reply with quote
subhanallah maza agaya kya dard hai to jaldi sea hospital jao dard dur karo......
Logged
AbhiTamrakar
Guest
«Reply #6 on: August 18, 2010, 09:52:25 AM »
Reply with quote
wah ajeem sahab bahut khoob likha he apne ....daad pesh he kubool farmaiye~
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #7 on: August 18, 2010, 10:59:05 AM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khoob Azeem!!!

Bahut Hi khoobsurat Peshkash Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #8 on: August 18, 2010, 05:06:00 PM »
Reply with quote
Baehtrin....umda....khoobsurat.....superb peshkash Azeem ji.....
 Applause Applause Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
nazar.ghouri
Guest
«Reply #9 on: August 18, 2010, 05:58:43 PM »
Reply with quote
bahot khoob azeem sahaab ,daad qubol kariega ..umda aur purkashish kalaam pe phir se daad .
Logged
Qadeer.Toopchi
Guest
«Reply #10 on: August 19, 2010, 04:07:48 PM »
Reply with quote
Bhai Azeem Aadab. Ramzan Mubarak.

Subse Pahele to Takhir ke liye mazrat khaw hon ,Umid hai ap mauf kar denge ..Apki is puracar takhleeq pe dad hazir hai khobol kijiye ...Allah apko hamesha khush rakhe ...Ghar pe subko salam o dua darja ba darja de den..

Apka bhai

Qadeertoopchi
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #11 on: August 19, 2010, 05:21:51 PM »
Reply with quote
BAHUT KHOOB AZEEM JEE! BAHUT ACHCHI LEKIN EK SHER SE ADHOORI GAZAL KE LIYE DILI DAAD PESH HAI.AB JALD HEE US SHER SE BHI PARDA UTHA DEEJIYE JO GAZAL KA HAQ ADA KARNE WALA HAI.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #12 on: August 22, 2010, 04:39:27 PM »
Reply with quote
Bhai Azeem Aadab. Ramzan Mubarak.

Subse Pahele to Takhir ke liye mazrat khaw hon ,Umid hai ap mauf kar denge ..Apki is puracar takhleeq pe dad hazir hai khobol kijiye ...Allah apko hamesha khush rakhe ...Ghar pe subko salam o dua darja ba darja de den..

Apka bhai

Qadeertoopchi

Shukriya Qadeer Bhai, Aaapki daad Hamesha Mere Haulse Ko Taakhqt Di Hai,.

Allah Aapko Khush Rakhe Aameen,.

Aapka Bhai Azeem,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #13 on: August 24, 2010, 12:48:27 AM »
Reply with quote
Azeem Sahaab AadaaB......

Aapki yeh peshkash bhi achchi rahi.... per shayari ke mutalbe se aapka aakhari sher .... Bemisaal raha...
Sirf usi sher per daad...
KyuN ki hum aapse behtar kalaamoN ki hi ummid rakhe Hai..

To daad bhi usi hisaab se milengi ab aapko...

Khush rahiye...
Khuda hafez...

Shukriya Janaab, Daad Ki saath Duaaon Ki Bhi darkhwast Hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #14 on: August 24, 2010, 12:49:02 AM »
Reply with quote
    Applause Applause Applause Applause Applause

   ghum mein bhi ataa hai jinhen muskurana,
   nahin bantaa hai unke wajood ka fasana,

Nice Lines Sheba, And Thank U
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:15:02 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.283 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer