Meri Maa,.

by Jaanasheen on June 12, 2010, 12:13:23 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2538 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Salaam Doston, Ye Kuch Lines Main Apni Ammi Ke Pyaar Ko Miss Karte Hue Likh Raha Hoon,.
Sab Se Darkhwast Hai Ki Mere Walaidain Ke Liye Dua kare Rab Unhe Lambi Umr De Sehat De,.

Aameen



Aye Maa, Phirse Mujhe Tera Lalla Banaa Le,.
Ke Thak Gaya Hoon Ab, Mujhe Seene Se Lagaa Le,.

Ranj-o-Gham Tujhe Dekhke Palat Jaaye,.
Maa Mujhe Apne Aanchal Mein Chupaale,.

Bhool Jaaoon Main Apni Sab Pareshaani,.
Aye Maa Apni Godd Mein Mujhe Sulaa Le,.

Aye Maa, Phirse Mujhe Tera Lalla Banaa Le,.

-Azeem-
Logged
kameeney
Guest
«Reply #1 on: June 12, 2010, 12:23:45 PM »
Reply with quote
  Applause Applause Applause Applause
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #2 on: June 12, 2010, 12:49:05 PM »
Reply with quote
bahut khoob azeem ji khuda apki ammi ko har buri nazar se bachaye aur unhe ek sehatmand aur lambi zindgi bakshe...ameen...
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #3 on: June 12, 2010, 03:59:08 PM »
Reply with quote
wah azeem saheb qoob , allah apki walda ko lambi umr de , eak sher munar rana saheb ka yaad gaya ..


Maine kissi din rote howe punche the anson !!
Muddaton maa ne nahi dhuya duppatta apna !!

________Janab Munnawar Rana Sahab ___________________


sher thik tarhan se yaad nahi ,,



Allah subko ke walden ko sahet de ,,



Duwa go

Qadeertoopchi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: June 13, 2010, 10:08:39 AM »
Reply with quote
  Applause Applause Applause Applause

Shukriya KY Ji,.

bahut khoob azeem ji khuda apki ammi ko har buri nazar se bachaye aur unhe ek sehatmand aur lambi zindgi bakshe...ameen...

Aameen,.

Shukriya geet Ji,.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #5 on: June 13, 2010, 10:33:20 AM »
Reply with quote
Good one Chote
Khuda aap ki ammi ko achchhi sehat aur lambi umar de
Logged
aaliaa
Guest
«Reply #6 on: June 13, 2010, 03:07:10 PM »
Reply with quote
mindblowing creation.
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #7 on: June 13, 2010, 06:34:33 PM »
Reply with quote
Bohat Khoob Azeem Bhai
ALLAH Pak Sabke Waledain Ko Salaamat Rakhe

Khush Rahiye.
Logged
baadal102
Guest
«Reply #8 on: June 14, 2010, 02:01:18 PM »
Reply with quote
Bahut khub azeem ji KHUDA aap ki har baat poori kare Clapping Smiley
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: June 15, 2010, 12:52:43 PM »
Reply with quote
wah azeem saheb qoob , allah apki walda ko lambi umr de , eak sher munar rana saheb ka yaad gaya ..


Maine kissi din rote howe punche the anson !!
Muddaton maa ne nahi dhuya duppatta apna !!

________Janab Munnawar Rana Sahab ___________________


sher thik tarhan se yaad nahi ,,



Allah subko ke walden ko sahet de ,,



Duwa go

Qadeertoopchi

Aameen Ya Rabbul Aalameen,.
Haan Qadeer Bhai Munawwar Rana Ji Ki Bohat Achchi Nazm Hai Ye,.

Aur Shukriya Hausla Afzaai Ka,.

Aapne Hamesha Saath Diya Hai Thank U,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: June 15, 2010, 12:54:08 PM »
Reply with quote
Good one Chote
Khuda aap ki ammi ko achchhi sehat aur lambi umar de


Aameen,.

Shukriya Rajesh Bhai,.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: June 16, 2010, 02:02:43 PM »
Reply with quote
Bohat Khoob Azeem Bhai
ALLAH Pak Sabke Waledain Ko Salaamat Rakhe

Khush Rahiye.


Aameen,.

Shukriya HUmdum JI
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #12 on: June 16, 2010, 10:30:08 PM »
Reply with quote
bahut bahut khoob likha hai aapne Azeem ji... bahut khoob...!!!
Logged
bubli rani
Guest
«Reply #13 on: June 17, 2010, 09:50:19 AM »
Reply with quote
ALLAH pak ap k parents ki lambi zindgi kray,apko unka farma bardar okr naik beta bnaye amin
Logged
S.hashmi
Guest
«Reply #14 on: June 18, 2010, 07:37:02 AM »
Reply with quote
bahot khoob,,, lajwab,, maa baap ki duaon mein bahot asar hota hai, Allah apke ammi abbu ko sehat mand rakhe aur sab ke maa baap ko khush rakhe.... amin
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 05:11:18 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.141 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer