Meri Maa,.

by Jaanasheen on June 12, 2010, 12:13:23 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2547 times)
pankshivam
Guest
«Reply #15 on: June 18, 2010, 07:47:38 AM »
Reply with quote
Bahoot Pyari Creation Hai Azeem Bhai
Bahoot Bahoot Khoob  Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #16 on: June 18, 2010, 08:08:26 AM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khoob Azeem Bhai.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: June 20, 2010, 03:14:25 PM »
Reply with quote
Bahut khub azeem ji KHUDA aap ki har baat poori kare Clapping Smiley

Aameen, Shukriya Badal Ji,.
bahut bahut khoob likha hai aapne Azeem ji... bahut khoob...!!!

Shukriya Klaskar JI,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: June 20, 2010, 03:17:29 PM »
Reply with quote
ALLAH pak ap k parents ki lambi zindgi kray,apko unka farma bardar okr naik beta bnaye amin

Aamen Ya Rabbul Aalameen,.

Allah Sab Aulaadon Ko Farmabardaar Banaaye,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: June 20, 2010, 03:19:40 PM »
Reply with quote
bahot khoob,,, lajwab,, maa baap ki duaon mein bahot asar hota hai, Allah apke ammi abbu ko sehat mand rakhe aur sab ke maa baap ko khush rakhe.... amin
Aameen Ya Rabbul Aalameen,.

Sahi Kaha Aapne, Maa Baap Ka Dil Jisne Dukhaaya, Wo Kabhi Kamyaab Nahi Ho Sakta,.

Allah sab Aulaadon Ko Apni Maa Baap Ki KHidmat Ka Maukha Dem,.

Pehle Mujhe Ataa Kare Aameen,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: June 20, 2010, 03:26:08 PM »
Reply with quote
Bahoot Pyari Creation Hai Azeem Bhai
Bahoot Bahoot Khoob  Applause Applause Applause Applause Applause

Shukriya Pankshivam Ji,.

Bahut Bahut Khoob Azeem Bhai.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Shukriya KHwaish Bhai,.
Logged
vijay kumawat
Guest
«Reply #21 on: June 28, 2010, 11:06:58 AM »
Reply with quote
aajkal sote waqt main bichona nahin bichata
garm-garm zameen mujhe maa ki god ka ehsaas dilatee hai
Logged
mohammad ather
Guest
«Reply #22 on: July 17, 2010, 02:48:10 PM »
Reply with quote
jab umar tumhe tumhari
uss mod par le jaegi
tab dekhna tumhe yaad
maa ki har baat aayegi

wo baat baat bar poochna
ke kahin tum bhooke to nahin
baat jo dil mein hai,
mujhse kaho kahin mujhse roothe to nahin
koi aisa gham koi aisa dukh
bhala mujhe to tum batao beta
iss chand se chehre se tum
aansoon ko to hatao beta
jab tum pareshaan se hote ho
meri raton ki neend udh jaati hai
aankhon se mere,
aansoon ki ladi dua ban ke rab ke paas jaati hai
jab mein na hoon pareshaan mat hona
meri baton ko yaad kar ke mat rona
iss dunya mein kahan koi raha hai sada
in aankhon ko beta tum mat bhigona
mayoosion ke jab chaye badal hon
apne dil par haath rakh lena tum
band kar ke apni aankhon ko phir
ho jana meri un yadon mein ghum
mein janti hoon tumhari yadon mein
mein kabhi bhi marr nahi paongi
jitna bhi tum bhoolna chaho mujhe
mein utna hi tumhe yaad aaongi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: July 19, 2010, 07:59:37 PM »
Reply with quote
aajkal sote waqt main bichona nahin bichata
garm-garm zameen mujhe maa ki god ka ehsaas dilatee hai

Nice Lines Vijay Ji,.
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:10:21 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer