Meri nazar mein zindagi safar hi safar hai............

by SURESH SANGWAN on November 14, 2011, 11:21:53 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 3656 times)
SURESH SANGWAN
Guest
Reply with quote
Zindagi ki koi manjil nahin dosto.
Meri nazar zindagi safar hi safar hai.............
Har roz khultaa ek naya raaz hai.
kainaat ka pal pal badalta mizaz hai.
Husn-o-ishaq ka apna andaaz hai.
doonia ka ajeeb-o-gareeb riwaz hai.
Har koi oosulon se bekhabar hai.
Meri nazar mein zindagi safar hi safar hai.............

Har kisi ke dilki  alag awaaz hai.
Doosra sabhi ko lagta dagaabaaz hai.
Ek hi sawaal ka sabka alag jawaab hai.
Apne gunahon ka rakhta na koi hissab hai.
Auron ke liye kaante ,khud ke liye gulaab hai.
Khushi to kabhi 2 aanewali lehar hai.
Meri nazar mein zindagi safar hai safar hai.............
 

Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: November 14, 2011, 11:32:24 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley suresh ji very nice keep itup
Logged
sunildehgawani
Guest
«Reply #2 on: November 14, 2011, 11:41:56 AM »
Reply with quote
BAHUT NAYAB PESHKASH HAI SANGWAN SAHIBA ,,,TAHE DIL MUBARKWAAD KABUL KAREN
Zindagi ki koi manjil nahin dosto.
Meri nazar zindagi safar hi safar hai.............
Har roz khultaa ek naya raaz hai.
kainaat ka pal pal badalta mizaz hai.
Husn-o-ishaq ka apna andaaz hai.
doonia ka ajeeb-o-gareeb riwaz hai.
Har koi oosulon se bekhabar hai.
Meri nazar mein zindagi safar hi safar hai.............

Har kisi ke dilki  alag awaaz hai.
Doosra sabhi ko lagta dagaabaaz hai.
Ek hi sawaal ka sabka alag jawaab hai.
Apne gunahon ka rakhta na koi hissab hai.
Auron ke liye kaante ,khud ke liye gulaab hai.
Khushi to kabhi 2 aanewali lehar hai.
Meri nazar mein zindagi safar hai safar hai.............
 


Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #3 on: November 14, 2011, 12:00:35 PM »
Reply with quote
Zindagi ki koi manjil nahin dosto.
Meri nazar zindagi safar hi safar hai.............
Har roz khultaa ek naya raaz hai.
kainaat ka pal pal badalta mizaz hai.
Husn-o-ishaq ka apna andaaz hai.
doonia ka ajeeb-o-gareeb riwaz hai.
Har koi oosulon se bekhabar hai.
Meri nazar mein zindagi safar hi safar hai.............

Har kisi ke dilki  alag awaaz hai.
Doosra sabhi ko lagta dagaabaaz hai.
Ek hi sawaal ka sabka alag jawaab hai.
Apne gunahon ka rakhta na koi hissab hai.
Auron ke liye kaante ,khud ke liye gulaab hai.
Khushi to kabhi 2 aanewali lehar hai.
Meri nazar mein zindagi safar hai safar hai.............
 



Bahut Bahut Khoob Sureshji..

Bahut Hi khoobsurat peshkash!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
mkv
Guest
«Reply #4 on: November 14, 2011, 01:39:34 PM »
Reply with quote
Bahut Umda Suresh Sir
kya kahne..
har kisi ke dil ki alag awaaz hai
doosra sabhi ko lagta dagabaaz hai...
bahut masoomiyat se baya.n kiya hai apne..
dher sari taaliyan aur mubarakbaad in do lines ke liye..
baaki to acchi hai hi..

Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #5 on: November 14, 2011, 03:50:00 PM »
Reply with quote
thanks sksaini ji.
 icon_flower icon_flower icon_flower
hausla afzahi karte rahen.
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley suresh ji very nice keep itup
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #6 on: November 14, 2011, 03:51:22 PM »
Reply with quote
bahut 2 shukriya sunil ji.
aapki mubarak baad dil se kubool hai.
 icon_flower icon_flower icon_flower
BAHUT NAYAB PESHKASH HAI SANGWAN SAHIBA ,,,TAHE DIL MUBARKWAAD KABUL KAREN
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #7 on: November 14, 2011, 03:52:39 PM »
Reply with quote
GREAT WORK SURESH JI...

 Applause Applause Applause Applause

Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #8 on: November 14, 2011, 03:54:20 PM »
Reply with quote
mohammad tauhid ji tahe dil se aapka bahut bahut shukriya.
aapki hausla afzahi sir aankhon par.
 icon_flower icon_flower icon_flower
GREAT WORK SURESH JI...

 Applause Applause Applause Applause


Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #9 on: November 15, 2011, 08:16:24 AM »
Reply with quote
bahut bahut dhanyawaad khwaish ji.
tahe dil se shukriya aapke diye hue waqt ke liye.
Bahut Bahut Khoob Sureshji..

Bahut Hi khoobsurat peshkash!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #10 on: November 15, 2011, 04:14:46 PM »
Reply with quote
bahut sra shukriya mkv ji
aap ne waqt diya
aur hausla afzahi ki.
khush rahen.
Bahut Umda Suresh Sir
kya kahne..
har kisi ke dil ki alag awaaz hai
doosra sabhi ko lagta dagabaaz hai...
bahut masoomiyat se baya.n kiya hai apne..
dher sari taaliyan aur mubarakbaad in do lines ke liye..
baaki to acchi hai hi..


Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:03:46 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer