Mohabbat Vo Taqaza Hai

by drpandey on April 04, 2010, 07:58:13 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1823 times)
drpandey
Guest
Reply with quote
                              GHAZAL
Mohabbat vo taqaza hai jo har raahon mein rahti hai,
Kabhi dil mein machalti hai kabhi baahon mein rahti hai.

Kisi but mein simat jaati kisi khat se lipat jaati,
Mere ragh mein mere mahboob ki saanson mein rahti hai.

Banaati aashiyan apna kabhi gulshan kabhi shahraan,
Kisi gul mein kisi gulzaar ki yadoon mein rahti hai.

Kabhi ghazalon mein pinhaa ho kabhi nazmein likhati hai,
Sukhanwar ki tamanna hai ye zazbaaton mein rahti hai.

Mohabbat ye 'Adab' ki hai jo bas pahloo badalti hai,
Kabhi baahon mein rahti hai kabhi aahon mein rahti hai.

Dr HP Pandey
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mohabbat by nishita in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 ... 13 14 »
Tum hi Mohabbat ho...!!! by sharmaarunkumar in Ghazals
JUB KABHI BHI KERTEY HAI TAQAZA E WAFA... by N.R.MALIK in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mohammed se Mohabbat se Mayoos Mohabbat.... by Mayoos Mohabbat in Tarruf Yoindia Sae : Give your Introduction
Mohabbat Phir Mohabbat Hai by Roja in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #1 on: April 04, 2010, 08:02:20 PM »
Reply with quote
Bahut pyaari ghazal likhi hai aapne Pandey ji... bahut khoob...!!! Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
drpandey
Guest
«Reply #2 on: April 04, 2010, 08:11:31 PM »
Reply with quote
Bahut pyaari ghazal likhi hai aapne Pandey ji... bahut khoob...!!! Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Bahut bahut shukriya Kapil bhai...ki aapko ghazal pasand aai aur aapne hamari himmat badhai..
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #3 on: April 05, 2010, 12:58:13 AM »
Reply with quote
Wow Pandey ji,fantastic creation.bahut khoobsurat gazal pesh kiya aapne.keep it up.excellent. Hats off to you! Applause Applause Applause Applause Applause icon_thumleft
Logged
drpandey
Guest
«Reply #4 on: April 05, 2010, 03:45:41 AM »
Reply with quote
Wow Pandey ji,fantastic creation.bahut khoobsurat gazal pesh kiya aapne.keep it up.excellent. Hats off to you! Applause Applause Applause Applause Applause icon_thumleft
Bahut bahut shukriya Madhu ji...ki aapko ghazal pasand aai aur aapne hamari hausla badhai..
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #5 on: April 05, 2010, 04:09:05 AM »
Reply with quote
Bahut umda Ghazal pesh ki hai aap ne Dr. Pandey Ji
Logged
drpandey
Guest
«Reply #6 on: April 05, 2010, 04:16:19 AM »
Reply with quote
Bahut umda Ghazal pesh ki hai aap ne Dr. Pandey Ji
Aapki inayat ka bahut bahut shukriya Rajesh ji...
Logged
Prachi Pandey
Guest
«Reply #7 on: April 05, 2010, 05:17:20 AM »
Reply with quote
Bahut khubbbb.........keep it up......... Clapping Smiley
Logged
anush
Guest
«Reply #8 on: April 05, 2010, 07:51:36 AM »
Reply with quote
itni khoobsoorati se aapne in jazbaton ko byaan kiya hai... bahut khoob
  Applause Applause Applause
Logged
drpandey
Guest
«Reply #9 on: April 05, 2010, 08:24:15 AM »
Reply with quote
Bahut khubbbb.........keep it up......... Clapping Smiley
Thanks Prachi ji, aapki hausla afzai ka behad shukriya...
Logged
drpandey
Guest
«Reply #10 on: April 05, 2010, 08:26:29 AM »
Reply with quote
itni khoobsoorati se aapne in jazbaton ko byaan kiya hai... bahut khoob
  Applause Applause Applause
Ghazal pasand farmaney ke liye aapka bahut bahut shukriya Anush Ji...
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #11 on: April 05, 2010, 12:44:34 PM »
Reply with quote
Wah wah Pandey Sahab aapki ek aur khoobsurat ghazal padhne ko mili. Bahut achhe alfaaz ke istemmal ke saath purkashish ghazal likhi hai aapne.
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #12 on: April 05, 2010, 12:54:17 PM »
Reply with quote
                              bahut khoob dr pandeyji. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley :clapping:GHAZAL
Mohabbat vo taqaza hai jo har raahon mein rahti hai,
Kabhi dil mein machalti hai kabhi baahon mein rahti hai.

Kisi but mein simat jaati kisi khat se lipat jaati,
Mere ragh mein mere mahboob ki saanson mein rahti hai.

Banaati aashiyan apna kabhi gulshan kabhi shahraan,
Kisi gul mein kisi gulzaar ki yadoon mein rahti hai.

Kabhi ghazalon mein pinhaa ho kabhi nazmein likhati hai,
Sukhanwar ki tamanna hai ye zazbaaton mein rahti hai.

Mohabbat ye 'Adab' ki hai jo bas pahloo badalti hai,
Kabhi baahon mein rahti hai kabhi aahon mein rahti hai.

Dr HP Pandey
Logged
drpandey
Guest
«Reply #13 on: April 05, 2010, 07:01:56 PM »
Reply with quote
Wah wah Pandey Sahab aapki ek aur khoobsurat ghazal padhne ko mili. Bahut achhe alfaaz ke istemmal ke saath purkashish ghazal likhi hai aapne.
Aapki duvaon ke liye bahut bahut shukriya, karam, nawazis Riyaz Sahab, aapko ghazal pasand aai aur aapne inayat ki iske liye aapka azehad shukrgujar hun..
Logged
drpandey
Guest
«Reply #14 on: April 05, 2010, 07:07:25 PM »
Reply with quote
SURESH SANGWAN Ji aapne jis andaaz se hausla afzai ki hai use dekh kar dil khush ho gaya...aapka kin alfazon mein shukriya adaa karun..aapki inayat aur himmat afzai ke liye aapka behad maskoor hun..

Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 06:13:47 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer