Mohabbat Vo Taqaza Hai

by drpandey on April 04, 2010, 07:58:13 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1863 times)
S.hashmi
Guest
«Reply #15 on: April 06, 2010, 06:36:13 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause bahot hi khoob likha hai apne
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mohabbat by nishita in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 ... 13 14 »
Tum hi Mohabbat ho...!!! by sharmaarunkumar in Ghazals
JUB KABHI BHI KERTEY HAI TAQAZA E WAFA... by N.R.MALIK in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mohammed se Mohabbat se Mayoos Mohabbat.... by Mayoos Mohabbat in Tarruf Yoindia Sae : Give your Introduction
Mohabbat Phir Mohabbat Hai by Roja in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #16 on: April 06, 2010, 06:55:09 AM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khoob Drpandeyji Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
drpandey
Guest
«Reply #17 on: April 06, 2010, 09:45:13 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause bahot hi khoob likha hai apne
Ghazal pasand farmaney ke liye aapka bahut bahut shukriya S.hashmi Ji...
Logged
drpandey
Guest
«Reply #18 on: April 06, 2010, 09:47:33 AM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khoob Drpandeyji Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Ghazal pasand farmaney aur hausla afzai ke liye aapka bahut bahut shukriya khwaish Ji...
Logged
drpandey
Guest
«Reply #19 on: April 06, 2010, 10:38:21 AM »
Reply with quote
bahut khoob likha hai aapne Pandey ji,behad achi rachna,awesome ghazal  Applause Applause Applause Applause
Bahut bahut shukriya @kaash Ji, ki aapko ghazal pasand aai aur aapne hamari himmat badhai..
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #20 on: April 09, 2010, 02:51:50 AM »
Reply with quote
 Applause Applause
wah bahoot hi khoob likha hai aapne Dr pandey....har sher ki gahraai bani rahi...behtreen alfaz ka istemal...aur kamal ki lay....gungunane ka dil karta hai ye ghazal to.....daad kabol karen
Logged
drpandey
Guest
«Reply #21 on: April 09, 2010, 03:55:54 AM »
Reply with quote
Applause Applause
wah bahoot hi khoob likha hai aapne Dr pandey....har sher ki gahraai bani rahi...behtreen alfaz ka istemal...aur kamal ki lay....gungunane ka dil karta hai ye ghazal to.....daad kabol karen
Bahut bahut Inayat aapki Bekarar Ji, aapko ghazal pasand aai aur aapne khubsoorat alfazon mein hamari hausla afzai ki...Thanks a lot
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #22 on: April 09, 2010, 04:17:22 AM »
Reply with quote
                              GHAZAL
Mohabbat vo taqaza hai jo har raahon mein rahti hai,
Kabhi dil mein machalti hai kabhi baahon mein rahti hai.

Kisi but mein simat jaati kisi khat se lipat jaati,
Mere ragh mein mere mahboob ki saanson mein rahti hai.

Banaati aashiyan apna kabhi gulshan kabhi shahraan,
Kisi gul mein kisi gulzaar ki yadoon mein rahti hai.

Kabhi ghazalon mein pinhaa ho kabhi nazmein likhati hai,
Sukhanwar ki tamanna hai ye zazbaaton mein rahti hai.

Mohabbat ye 'Adab' ki hai jo bas pahloo badalti hai,
Kabhi baahon mein rahti hai kabhi aahon mein rahti hai.

Dr HP Pandey


Wah Wah Kya Baat hai Pandey Ji... Mohabbat Ko Lafzon Me Behad Khubsoorati Se Utara Hai aapne.. Waise To Mohabbat Ki Koi Paribhasha Nahi.. Par Aapne Jis Khubsoorati se Pyaar Ke Mayene Yahan Pesh Kiye Hain.. Wo Waqai Dil Ko Chhoo Gaye... Bahut Hi Umda Peshkash Hai Dost...   icon_thumleft icon_thumleft

Daad Kubool Karen Mohabbat Bhari Is Gazal Ke liye...  Applause

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley



**~** Mann **~**
Logged
drpandey
Guest
«Reply #23 on: April 09, 2010, 09:42:37 AM »
Reply with quote

Wah Wah Kya Baat hai Pandey Ji... Mohabbat Ko Lafzon Me Behad Khubsoorati Se Utara Hai aapne.. Waise To Mohabbat Ki Koi Paribhasha Nahi.. Par Aapne Jis Khubsoorati se Pyaar Ke Mayene Yahan Pesh Kiye Hain.. Wo Waqai Dil Ko Chhoo Gaye... Bahut Hi Umda Peshkash Hai Dost...   icon_thumleft icon_thumleft

Daad Kubool Karen Mohabbat Bhari Is Gazal Ke liye...  Applause

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

**~** Mann **~**
Aapki inayat, karam, nawazish aur hausla afzai ka behad shukrgujar hun Mann Sahab...Bahut bahut shukriya..
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 27, 2025, 05:05:47 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.15 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer