~Mohobat nahin~ by Rahim

by dead heart on August 16, 2010, 11:56:10 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2116 times)
dead heart
Guest
Reply with quote
Yo par, mere fav shayaron main se ek Khwaish Dost hai..Unka kalam parra toh dil jaise aj kuch bol parra..
Meri zindagi main kuch lamhe aise hote hai, jo bilkul tanha hote hai..Inn lamhon main aksar main kuch likh bait'ta hoon..Yeh lamha unn lamhon main se ek hai..

Zindagi main ager apke paas koi aisa hai jo apka hoke apka nahin hai, toh yeh kalam ap dil se samaj sakenge..Yeh kalam ek dedication hai unn tamam kay naam jinhone mohobat ki, payi aur phir pake na payi.. tearyeyed

Aj woh shaks salaam tak nahin karta hai Rahim,
Jo kabhi mujse baatein karne ko tarasta rehta tha..

Jism bik jata hai, mohobat nahin,
Insaan mit jata hai, mohobat nahin..

Tera mera rishta nadi aur kinare ki tarha hai,
Ek dusre kay beena jee nahin sakte phir bhi ek nahin..

Tu asmaan hai toh main zameen hoon,
Ek dusre kay paas rehkar bhi hum saath nahin..

Dard-e-judai tujse main bayan kar nahin sakta,
Tu aur main reh gaye, ‘hum’ nahin..

Umeedein dil ki meri tune kuch iss ada se torri,
Rehgaye ab ‘Khamosh’ main ko bhi aur armaan nahin..

Apne dil kay ashkon se likh diya fasana khud ka ‘Khamosh’,
Sach bataun toh doston main koi shayar nahin..

Guzarish karta hoon kay wafa karna hamesha yaaron,
Kyun ki dil tootne ka ghum bewaffaon ko sehna parrta nahin..

Jism bik jata hai, mohobat nahin,
Insaan mit jata hai, mohobat nahin..

~Rahim~
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mohobat ka Asar...By Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri
**Mohobat hogayi hai** by Rahim by dead heart in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
**Mohobat hargayi** by Rahim by dead heart in Shayri-E-Dard
~Karunga mohobat dobara nahin~ by Rahim by dead heart in Shayri-E-Dard
~*~ Mohobat karne kay liye degree nahin chahiye ~*~ by Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #1 on: August 17, 2010, 12:15:14 AM »
Reply with quote
Waah Mere Bhai, Kya Kehne,Pehle Ashar Dil Choo Gaya,.

Logged
dead heart
Guest
«Reply #2 on: August 17, 2010, 12:17:18 AM »
Reply with quote
Shukriya Azeem bhai..! teh dil se shukriya..!
Logged
AbhiTamrakar
Guest
«Reply #3 on: August 17, 2010, 06:45:52 AM »
Reply with quote
daad pesh he jii..

tum bin tanha he asmaan
tanha he tum bin taare
roothi roothi si he raat
khafa he chand sitare
saans li nhai jati mujhse
kaise sahe jindagi ke sitam
itni si baat ekduje se sanam
na keh sake tum na keh sake hum~
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010

View Profile
«Reply #4 on: August 17, 2010, 06:51:53 AM »
Reply with quote
rahim ..tumhari har kavita mujhe bht hi pasand aati hai..par iski to baat hi kuch aur hai....
sach me ye sirf ek poem nahin hai...dil ka dard hai aur us dard me gum un tamam logon ki zindagi...jinhone pyaar kiya aur kho diya...
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009

View Profile
«Reply #5 on: August 17, 2010, 07:17:13 AM »
Reply with quote
Yo par, mere fav shayaron main se ek Khwaish Dost hai..Unka kalam parra toh dil jaise aj kuch bol parra..
Meri zindagi main kuch lamhe aise hote hai, jo bilkul tanha hote hai..Inn lamhon main aksar main kuch likh bait'ta hoon..Yeh lamha unn lamhon main se ek hai..

Zindagi main ager apke paas koi aisa hai jo apka hoke apka nahin hai, toh yeh kalam ap dil se samaj sakenge..Yeh kalam ek dedication hai unn tamam kay naam jinhone mohobat ki, payi aur phir pake na payi.. tearyeyed

Aj woh shaks salaam tak nahin karta hai Rahim,
Jo kabhi mujse baatein karne ko tarasta rehta tha..

Jism bik jata hai, mohobat nahin,
Insaan mit jata hai, mohobat nahin..

Tera mera rishta nadi aur kinare ki tarha hai,
Ek dusre kay beena jee nahin sakte phir bhi ek nahin..

Tu asmaan hai toh main zameen hoon,
Ek dusre kay paas rehkar bhi hum saath nahin..

Dard-e-judai tujse main bayan kar nahin sakta,
Tu aur main reh gaye, ‘hum’ nahin..

Umeedein dil ki meri tune kuch iss ada se torri,
Rehgaye ab ‘Khamosh’ main ko bhi aur armaan nahin..

Apne dil kay ashkon se likh diya fasana khud ka ‘Khamosh’,
Sach bataun toh doston main koi shayar nahin..

Guzarish karta hoon kay wafa karna hamesha yaaron,
Kyun ki dil tootne ka ghum bewaffaon ko sehna parrta nahin..

Jism bik jata hai, mohobat nahin,
Insaan mit jata hai, mohobat nahin..

~Rahim~

BAHUT KHOOB RAHIM SAHAB
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #6 on: August 17, 2010, 07:44:54 AM »

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Rahim Apke Is Nazm  ki tareef mein Kya Kahoon!!! har Lafz,Dil Se Nikla Hua Mehsoos Hota Hai..bahut Gehri Aur Chot deti Hui yeh Nazm Humesha Mere Dil ke kareeb rahegi....Main Agar Kuch Yahan naa Likhoon To Woh Khud Se beimaani Hogi..Bas Kuch Likh raha Hoon..

Jo mohabbat Kabhi humne ki thi aaj shayad tumhe yaad hai ke Nahi
kuch waade Jo mil kar kiye the
aaj woh waade tumhe yaad hai ke Nahi

Mera Agar Tum Par koi Haq nahi To Naa Sahi!!!
Par tumne kabhi kaha tha ke Tum meri ho,
yeh Baatein tumhe yaad hai ke nahi..

asaan hai auron se fareb karna par Eh Nadaan Khud Se To waffa kar!!!!
kabhi Aaene mein Nazrein mila kar zaroor dekhna,
Yeh Nazrein Sharmshaar hai Ke nahi..

Main maanta Hoon,Zindagi Mein har Koi Apne haq Ka Failsa Le Sakta Hai
Par kuch jazbaat aise the jo Hum-Tum Ko "EK" Karte The!!!
Woh Jazbaat Aaj Bhi Zinda Hai ke Nahi...

Tere Ek baar Ke Ruthne Par naa Jaane Kitne Ashq Bahaye hai inn Palkon Ne!!
Ek baar phir Piche mudkar Dekh to le,
Aankhein meri Aaj Bhi Nam Hai ke Nahi...

Tu Khush rahe, Abaad Rahe, khuda Har Dum Tere saath Rahe!!!!
Par "Khwaish" Ke dil mein Sirf Ek saawaal hai!!!!

"Kya Sachi Mohabbat Ki iss Duniya mein Koi Aukaad Hai Ke Nahi...."
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010

View Profile
«Reply #7 on: August 17, 2010, 08:03:48 AM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Rahim Apke Is Nazm  ki tareef mein Kya Kahoon!!! har Lafz,Dil Se Nikla Hua Mehsoos Hota Hai..bahut Gehri Aur Chot deti Hui yeh Nazm Humesha Mere Dil ke kareeb rahegi....Main Agar Kuch Yahan naa Likhoon To Woh Khud Se beimaani Hogi..Bas Kuch Likh raha Hoon..

Jo mohabbat Kabhi humne ki thi aaj shayad tumhe yaad hai ke Nahi
kuch waade Jo mil kar kiye the
aaj woh waade tumhe yaad hai ke Nahi

Mera Agar Tum Par koi Haq nahi To Naa Sahi!!!
Par tumne kabhi kaha tha ke Tum meri ho,
yeh Baatein tumhe yaad hai ke nahi..

asaan hai auron se fareb karna par Eh Nadaan Khud Se To waffa karo!!!!
kabhi Aaene mein Nazrein mila kar zaroor dekhna,
Yeh Nazrein Sharmshaar hai Ke nahi..

Main maanta Hoon,Zindagi Mein har Koi Apne haq Ka Failsa Le Sakta Hai
Par kuch jazbaat aise the jo Hum-Tum Ko "EK" Karte The!!!
Woh Jazbaat Aaj Bhi Zinda Hai ke Nahi...

Tere Ek baar Ke Ruthne Par naa Jaane Kitne Ashq Bahaye hai inn Palkon Ne!!
Ek baar phir Piche mudkar Dekh to le,
Aankhein meri Aaj Bhi Nam Hai ke Nahi...

Tu Khush rahe, Abaad Rahe, khuda Har Dum Tere saath Rahe!!!!
Par "Khwaish" Ke dil mein Sirf Ek saawaal hai!!!!

"Kya Sachi Mohabbat Ki iss Duniya mein Koi Aukaad Hai Ke Nahi...."

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010

View Profile WWW
«Reply #8 on: August 17, 2010, 08:07:20 AM »
Reply with quote
Rahim bhai ab main kin shabdon me aapke is kavita ki taarif karun samajh hi nahi pa rah hoon.. bahut khoobsurti se bahutt sundar shabdon me bahut khoob likha hai apne... shabd is tarha se jode hain jaise koi jaadu lag raha ho ... bahut pyaari peshkash hai ye aapki.... bahut khoob....!!!

 Applause Applause Applause Applause Applause

kuchalke apne paon tale meri mohabbat ko wo muskurayi,
us zaalim ki is adaa pe bhi mujhko pyaar aaya tha,

todke mere dil ko kaanch ke tukdo ki tarha rakha jisne,
jaane us bereham ko kyun maine gale lagaaya tha,

ab bhi us haseen qaatil ko main dil se yaad karta hoon,
jise maine bin maange duwa ki tarha paaya tha...
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010

View Profile WWW
«Reply #9 on: August 17, 2010, 08:08:54 AM »
Reply with quote
bahut khoob Khwaish ji....!!!

Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Rahim Apke Is Nazm  ki tareef mein Kya Kahoon!!! har Lafz,Dil Se Nikla Hua Mehsoos Hota Hai..bahut Gehri Aur Chot deti Hui yeh Nazm Humesha Mere Dil ke kareeb rahegi....Main Agar Kuch Yahan naa Likhoon To Woh Khud Se beimaani Hogi..Bas Kuch Likh raha Hoon..

Jo mohabbat Kabhi humne ki thi aaj shayad tumhe yaad hai ke Nahi
kuch waade Jo mil kar kiye the
aaj woh waade tumhe yaad hai ke Nahi

Mera Agar Tum Par koi Haq nahi To Naa Sahi!!!
Par tumne kabhi kaha tha ke Tum meri ho,
yeh Baatein tumhe yaad hai ke nahi..

asaan hai auron se fareb karna par Eh Nadaan Khud Se To waffa karo!!!!
kabhi Aaene mein Nazrein mila kar zaroor dekhna,
Yeh Nazrein Sharmshaar hai Ke nahi..

Main maanta Hoon,Zindagi Mein har Koi Apne haq Ka Failsa Le Sakta Hai
Par kuch jazbaat aise the jo Hum-Tum Ko "EK" Karte The!!!
Woh Jazbaat Aaj Bhi Zinda Hai ke Nahi...

Tere Ek baar Ke Ruthne Par naa Jaane Kitne Ashq Bahaye hai inn Palkon Ne!!
Ek baar phir Piche mudkar Dekh to le,
Aankhein meri Aaj Bhi Nam Hai ke Nahi...

Tu Khush rahe, Abaad Rahe, khuda Har Dum Tere saath Rahe!!!!
Par "Khwaish" Ke dil mein Sirf Ek saawaal hai!!!!

"Kya Sachi Mohabbat Ki iss Duniya mein Koi Aukaad Hai Ke Nahi...."

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #10 on: August 17, 2010, 09:34:46 AM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Pasand Farmaane ke liye Aapka Teh Dil Se Shukriya..
Logged
thinkhattk
Guest
«Reply #11 on: August 17, 2010, 09:37:42 AM »
Reply with quote
jabarzzat, dhamakedar rahim ji n khwaish ji....
tarif karne ke liye alfaz nahi he mera pass.....

 Clapping Smiley  Clapping Smiley  Clapping Smiley  Applause  Applause  Applause
Logged
tamanna.pt
Guest
«Reply #12 on: August 17, 2010, 12:49:27 PM »
Reply with quote

   Very Nice Creation Rahim ji. hello2 hello2
Logged
dead heart
Guest
«Reply #13 on: August 17, 2010, 07:10:26 PM »
Reply with quote
  Very Nice Creation Rahim ji. hello2 hello2

Shukriya Tamanna jee..Bahaut bahaut shukriya..!
Khush rahiye.!

BAHUT KHOOB RAHIM SAHAB

Shukriya Adil jee.!Khush rahiye.,!
jabarzzat, dhamakedar rahim ji n khwaish ji....
tarif karne ke liye alfaz nahi he mera pass.....

 Clapping Smiley  Clapping Smiley  Clapping Smiley  Applause  Applause  Applause

Shukriya Thinkhattk jee..! Khush rahiye.!

daad pesh he jii..

tum bin tanha he asmaan
tanha he tum bin taare
roothi roothi si he raat
khafa he chand sitare
saans li nhai jati mujhse
kaise sahe jindagi ke sitam
itni si baat ekduje se sanam
na keh sake tum na keh sake hum~

Shukriya Abhi jee..
Apki yeh chand lines behad khubsoorat rahi..khush rahiye.!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #14 on: August 17, 2010, 07:11:47 PM »
Reply with quote
rahim ..tumhari har kavita mujhe bht hi pasand aati hai..par iski to baat hi kuch aur hai....
sach me ye sirf ek poem nahin hai...dil ka dard hai aur us dard me gum un tamam logon ki zindagi...jinhone pyaar kiya aur kho diya...
Teh dil se shukriya Anamika di.! Khush rahiye.!
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 03:08:46 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 1.338 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer