Munni - Banaam - Sheela ! NARESH MEHRA

by Anshumali on January 01, 2011, 04:53:40 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 2059 times)
Anshumali
Guest
Reply with quote
Gayaa Saal
Jaate Jaate
Logo Ke Zehan MeN
Do Prashan
ChhoDh Gayaa ....

Ek
Munni Ko
Badnaam Hone Se
Rok
Nahi Paayaa ...

Dusraa
Sheela Ki
Jawaani Ko
Jan-Maanas
Sambhaal
Nahi Paayaa ...

Lekiin
Aage Se
Gaye Saal Ki
GhalTiyoN Ko
Naye Saal MeN
Naa Doharaaye
Milkar Vichaar KareN
Aur Mangal GaaN KareN

Yadii Yeh baat
Samjhenge
Tab.. Hum
Sach Much
Naye Saal MeN
Parvesh Kar Rahe Hai ... !
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kis HuQ Se ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Yeh ! Nimantran ... !!! NARESH MEHRA by Anshumali in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Jeene Ki Aas Hai Kahiin ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Ghazals « 1 2  All »
Andhere MeN Jo Murjhaai Sii Hai ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Ghazals
Kavita : Saaraa DiN ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
mamta bajpai
Guest
«Reply #1 on: January 01, 2011, 07:47:08 AM »
Reply with quote
Naresh jee ! yoindia ke maadhyam de aap ne apne kalaam ke zariywe jo sadvichaar prstut kiyaa hai mai usse poori tarah sahmat hooN...
Logged
AbhiTamrakar
Guest
«Reply #2 on: January 01, 2011, 08:01:38 AM »
Reply with quote
wah dher badhaiyann..naresh ji..
bahut hi sundar suvichar hain...


apko dheeer saarii waaaliiii badi badi shubhkamnaaye naye saal kiiii~

bhagwan aap sabhi ko khush rakhe...
allah hafiz, satnaam guru dev ji, jai jinendra, jai bhawani

or ant mai sabhi me souhardra bana rahe~
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #3 on: January 01, 2011, 08:08:11 AM »
Reply with quote
Good one Naresh Ji
Logged
nirala
Guest
«Reply #4 on: January 01, 2011, 08:29:49 AM »
Reply with quote
munni badnaam hui
sheela bhi jawaan hui
      munni ke gaal gulaabi
      sheela ke hoth sharabi
""
naresh ji aapki baat mai kuch thik se samjh nhi paya--maaf krna pichle saal ki galtiyon se inn gaano ka kya relation hai?
""
aaapko bhi naye saal ki bahut saari subhkaamnaye.
"
thanx
"
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #5 on: January 01, 2011, 08:40:03 AM »
Reply with quote
gud 1 naresh ji....
Logged
Radhika_2
Guest
«Reply #6 on: January 01, 2011, 09:34:40 AM »
Reply with quote
Gayaa Saal
Jaate Jaate
Logo Ke Zehan MeN
Do Prashan
ChhoDh Gayaa ....

Ek
Munni Ko
Badnaam Hone Se
Rok
Nahi Paayaa ...

Dusraa
Sheela Ki
Jawaani Ko
Jan-Maanas
Sambhaal
Nahi Paayaa ...

Lekiin
Aage Se
Gaye Saal Ki
GhalTiyoN Ko
Naye Saal MeN
Naa Doharaaye
Milkar Vichaar KareN
Aur Mangal GaaN KareN

Yadii Yeh baat
Samjhenge
Tab.. Hum
Sach Much
Naye Saal MeN
Parvesh Kar Rahe Hai ... !


Ji ... Very Impressive Poetry ..... ! bauht sahi kathaN ...
dili daad qubuul kareN ...  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #7 on: January 02, 2011, 02:35:15 PM »
Reply with quote
Naresh jee ! yoindia ke maadhyam de aap ne apne kalaam ke zariywe jo sadvichaar prstut kiyaa hai mai usse poori tarah sahmat hooN...

Bahut bahut shukriya ..... Mamtaa Ji !

aise hi saath nibhaate rahen ... khush rahen ...

duaaon ke saath ... !
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #8 on: January 03, 2011, 02:05:57 AM »
Reply with quote
wah dher badhaiyann..naresh ji..
bahut hi sundar suvichar hain...


apko dheeer saarii waaaliiii badi badi shubhkamnaaye naye saal kiiii~

bhagwan aap sabhi ko khush rakhe...
allah hafiz, satnaam guru dev ji, jai jinendra, jai bhawani

or ant mai sabhi me souhardra bana rahe~


Abhi Ji ... aapki duaaon ka bahut bahut shukriay Ji ... khush rahen ...

duaaon ke saath ...!
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #9 on: January 03, 2011, 11:45:45 AM »
Reply with quote
Naresh Ji Aapne Bahut Khub Surat Vichar Parkat Kiye Hai
Sahi KahA Ek Dum Aapne
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 02:15:22 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.135 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer