Na Dua, Na Salaam

by poppoetry on July 30, 2009, 10:49:42 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 7972 times)
Rajbir
Guest
«Reply #15 on: August 04, 2009, 05:36:50 PM »
Reply with quote
Chand alfaaz ek dost ne apne dost k liye likhe hai....ummid hai aapko pasand aayege

Na koi dua,na salaam,koi sandesha bhi uska ab tak na aaya hai
Bhul gya wo apne dost ko ya waqt ne use kahi uljhaya hai

Dost aur bhi hai uske pyare-pyare,sabke dil me wo samaya hai
Hamare paas sirf uski hi dosti hai
Shayad ye khyal uske dil me na aaya hai

Na jaane kis duniya me khoya hai wo aajkal
Jo usne mujhe ab tak yaad na farmaya hai

Kisi ko mile gar wo to kehna usse
Uske dost ne dosti ka paigaam bhijwaya hai

Gar hai koi gila-shikwa to kahe humse aakar
Kyu ab tak use hamari yaad ne na sataya hai....

Popat

Wah ! Kya khoob likha hai ! Bahut khoob Applause

Magar yeh kiske liye likha hai zara farmaiye toh Is it SO! Usual Smile
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #16 on: August 04, 2009, 05:57:37 PM »
Reply with quote
Shukriya Raj ji......aapke liye hai tongue3 tongue3
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #17 on: August 06, 2009, 10:17:34 AM »
Reply with quote
Kab Khayal Aapka Dil Mein Nahi Hota,
Woh Baat Aur Hai ke Tujhse Milna,
Kabhi Mere Bas Mein Nahi Hota....

Meri Duayen Humesha Tere Saath Hai Eh mere Dost!!!
Par Tujhe Iss Baat Ka Kyon Yakeen Nahi Hota....

Meri Majboori Sirf yeh Hai Ke Chaah Kar Bhi,
Main tujhse Roz Nahi Mil Pata!!
Kabhi-Kabhi Apne Mutaabik Mil paana Mumkin Nahi Hota....

Kuch Yuh Waqt Ki Shikanje mein Qaid Hoon,Ke Ab Mehsoos Hota Hai,
Ke Pinjre mein Qaid Hue Panchi Ka Kabhi Koi Ghar Nahi Hota....

"Khwaish" Bahuuut Khush Hai Tujhe Dekh Kar Iss Mehfil Mein,
Bas Guzaarish Itni Si hai Apase Ke Kabhi Yeh Naa Sochna!!!
Ke "Khwaish" ko Tujhse Milne Ka Kabhi Dil nahi Hota...

Main jaanta Hoon ke Main Galat Hoon,
Jahan Aap Jaisa Koi Dost Ho,
Waha Waqt Nikalna Mushkil Nahi Hota...

Main Khus-Naseeb Maanta Hoon Apne Aap Ko Ke Aap Bhi Ho Shaamil
 Mere Kuch Kareeb Doston mein!!!
Aise Dost ke Bin "KHWAISH" Ki Raat Raat Naa Hoti,Din Din Nahi Hota....

Wah khwaish ji........bahut pyara jwaab diya hai aapne....bahut accha lga padhkar....

Khushnasibi hamari jo dost ka paigaam aaya hai
Dost k dil ki baatein sang apne laaya hai

Na jaane kyu lagta hai paigaam padhkar
Jaise dost ne koi raaz hamse chupaya hai

Aasmaan mein tha basera jiss panchi ka
Kyu aur kaise aaj wo iss pinjare meim aaya hai

Din raat hum bhi yahi hai sochte aksar
Kyu dost ne hamein sach se ru-b-ru na karwaaya hai

Tere har alfaaz par yakeen hai mujhe dost
Shayad tu hi mujh par ab tak vishwaas na kar paaya hai

Khushnasibi hai gar mujh jaisa dost paana
To kyu tere dil me ye dard samaaya hai

Karibi dosto me hu,kehte ho yu tu
Phr kyu hamare beech majburiyon ko laaya hai

Har pal pareshaani me hai apna ye sochkar
Kis kashmakash ne mere dost ko uljhaya hai
Logged
ANAAM
Guest
«Reply #18 on: August 06, 2009, 10:32:52 AM »
Reply with quote
good one...pujaji.... Applause Applause Applause
aise he hote hain dost aaj kal..... tearyeyed

Chand alfaaz ek dost ne apne dost k liye likhe hai....ummid hai aapko pasand aayege

Na koi dua,na salaam,koi sandesha bhi uska ab tak na aaya hai
Bhul gya wo apne dost ko ya waqt ne use kahi uljhaya hai

Dost aur bhi hai uske pyare-pyare,sabke dil me wo samaya hai
Hamare paas sirf uski hi dosti hai
Shayad ye khyal uske dil me na aaya hai

Na jaane kis duniya me khoya hai wo aajkal
Jo usne mujhe ab tak yaad na farmaya hai

Kisi ko mile gar wo to kehna usse
Uske dost ne dosti ka paigaam bhijwaya hai

Gar hai koi gila-shikwa to kahe humse aakar
Kyu ab tak use hamari yaad ne na sataya hai....

Logged
poppoetry
Guest
«Reply #19 on: August 06, 2009, 10:43:16 AM »
Reply with quote
good one...pujaji.... Applause Applause Applause
aise he hote hain dost aaj kal..... tearyeyed

shukriya ji....jo aise hote hai wo dost nahi hote Anaam ji....aur jo sahi mayno me dost hote hai wo aise nahi hote
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #20 on: August 06, 2009, 11:09:52 AM »
Reply with quote
Chand alfaaz ek dost ne apne dost k liye likhe hai....ummid hai aapko pasand aayege

Na koi dua,na salaam,koi sandesha bhi uska ab tak na aaya hai
Bhul gya wo apne dost ko ya waqt ne use kahi uljhaya hai

Dost aur bhi hai uske pyare-pyare,sabke dil me wo samaya hai
Hamare paas sirf uski hi dosti hai
Shayad ye khyal uske dil me na aaya hai

Na jaane kis duniya me khoya hai wo aajkal
Jo usne mujhe ab tak yaad na farmaya hai

Kisi ko mile gar wo to kehna usse
Uske dost ne dosti ka paigaam bhijwaya hai

Gar hai koi gila-shikwa to kahe humse aakar
Kyu ab tak use hamari yaad ne na sataya hai....

WAH POETRY JI, BAHUT HI KHOOB

JASBIR SINGH
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #21 on: August 06, 2009, 11:10:51 AM »
Reply with quote
KYA BAAT HAI    POPPOETRY JI......

DOSTI KI HAI MAINE USSEY,MASTI NAHIN KI HAI,
DONO KI RAZAMANDI THI,ZABARDASTI NAHIN KI HAI.

NA DUA NA SALAAM NA USKA KOI PAIGAAM AAYA HAI,
BULGAYA HAI SHAYAD MUJHE,PAR MERE DIL AB TAK SAMAYAA HAI.

KARUNGI MAIN INTEEZAR TAB TAK,
HAAN YAN NAA KA SANDESHA NA BEJEY GAA TAB TAK.

BAHUT HI KHOOB CARA JI

JASBIR SINGH
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #22 on: August 06, 2009, 11:11:50 AM »
Reply with quote
Kab Khayal Aapka Dil Mein Nahi Hota,
Woh Baat Aur Hai ke Tujhse Milna,
Kabhi Mere Bas Mein Nahi Hota....

Meri Duayen Humesha Tere Saath Hai Eh mere Dost!!!
Par Tujhe Iss Baat Ka Kyon Yakeen Nahi Hota....

Meri Majboori Sirf yeh Hai Ke Chaah Kar Bhi,
Main tujhse Roz Nahi Mil Pata!!
Kabhi-Kabhi Apne Mutaabik Mil paana Mumkin Nahi Hota....

Kuch Yuh Waqt Ki Shikanje mein Qaid Hoon,Ke Ab Mehsoos Hota Hai,
Ke Pinjre mein Qaid Hue Panchi Ka Kabhi Koi Ghar Nahi Hota....

"Khwaish" Bahuuut Khush Hai Tujhe Dekh Kar Iss Mehfil Mein,
Bas Guzaarish Itni Si hai Apase Ke Kabhi Yeh Naa Sochna!!!
Ke "Khwaish" ko Tujhse Milne Ka Kabhi Dil nahi Hota...

Main jaanta Hoon ke Main Galat Hoon,
Jahan Aap Jaisa Koi Dost Ho,
Waha Waqt Nikalna Mushkil Nahi Hota...

Main Khus-Naseeb Maanta Hoon Apne Aap Ko Ke Aap Bhi Ho Shaamil
 Mere Kuch Kareeb Doston mein!!!
Aise Dost ke Bin "KHWAISH" Ki Raat Raat Naa Hoti,Din Din Nahi Hota....

WAH WAH WAH, BAHUT HI KHOOB KHWAISH JI... WAH

JASBIR SINGH
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #23 on: August 06, 2009, 11:13:06 AM »
Reply with quote
Wah khwaish ji........bahut pyara jwaab diya hai aapne....bahut accha lga padhkar....

Khushnasibi hamari jo dost ka paigaam aaya hai
Dost k dil ki baatein sang apne laaya hai

Na jaane kyu lagta hai paigaam padhkar
Jaise dost ne koi raaz hamse chupaya hai

Aasmaan mein tha basera jiss panchi ka
Kyu aur kaise aaj wo iss pinjare meim aaya hai

Din raat hum bhi yahi hai sochte aksar
Kyu dost ne hamein sach se ru-b-ru na karwaaya hai

Tere har alfaaz par yakeen hai mujhe dost
Shayad tu hi mujh par ab tak vishwaas na kar paaya hai

Khushnasibi hai gar mujh jaisa dost paana
To kyu tere dil me ye dard samaaya hai

Karibi dosto me hu,kehte ho yu tu
Phr kyu hamare beech majburiyon ko laaya hai

Har pal pareshaani me hai apna ye sochkar
Kis kashmakash ne mere dost ko uljhaya hai

WAH WAH WAH ... BAHUT KHOOBSURAT... WAH... BADI PYARI SHAAM SAJAYI HAI AAP SAB NEY.. VERY NICE POETRY JI...

JASBIR SINGH
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #24 on: August 06, 2009, 11:26:43 AM »
Reply with quote

AAKHOH SEY DOOR SAHI, DIL SEY DOOR NAHI HU MAIN
BUSS KUCH INTEZAAR KAR LOH, KUCH MAJBOOR HU MAIN

SAMEY AAJ MERA NAHI, KUCH BADKISMAT HU MAIN

CHEHREY PEH UDASI HAI, KUCH HASSI SEY MEHROOM HU MAIN

AAKHOH MEH KHWAAB HAI, HAKIQAT SEY PAREY HU MAIN

BHAROSA KAR LOH HAMARA, NAHI BE-WAFA HU MAIN
BUSS KUCH INTEZAAR KAR LOH, KUCH MAJBOOR HU MAIN

JASBIR SINGH
Hira_company@yahoo.com

Logged
poppoetry
Guest
«Reply #25 on: August 06, 2009, 04:10:59 PM »

bahut accha likha hai aapne jasbir ji....saath dene k liye teh-dil se shukriya
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #26 on: August 06, 2009, 04:27:11 PM »
Reply with quote
WAH WAH WAH ... BAHUT KHOOBSURAT... WAH... BADI PYARI SHAAM SAJAYI HAI AAP SAB NEY.. VERY NICE POETRY JI...

JASBIR SINGH
thanku so much Jasbir ji
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #27 on: August 07, 2009, 05:47:15 AM »
Reply with quote
bahut accha likha hai aapne jasbir ji....saath dene k liye teh-dil se shukriya

thanks poetry ji

jasbir singh
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:27:31 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.132 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer